ZINDGI........... "MohaN"

by surindarn on August 22, 2015, 06:34:52 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 684 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
ZINDGI.....

Sahib main kho rahaa hoon to woh paa rahaa hai,
Woh puraanaa afsaanaa phir se duhraa rahaa hai,
Woh marke jaa rahaa hai haath mein kuchh nahin...
Yahan kaa yahaan hai kyun gham khaa rahaa hai!

Sahib, suniye yeh baat aapko hee bataa rahaa hai,
Woh mujhe sun kar kisee aur ko, bataa rahaa hai,
Woh shakhs muhatbar hai kaa kaa kuchhaa nahin...
Kyunke woh behraa hai har baat chipaa rahaa hai!

Sahib, ke who shaqs khil.khilaa ke hans rahaa hai,
Khuda jaane khush hai ke gham chupaa rahaa hai,
Uss.ke aansoon hain ke woh aaj ruktey hee nahin…
Shayad ke sehraa ko bhi gulshan banaa rahaa hai!

Zindgi to har koi yoon.toon bitaaye jaa rahaa hai,
Koi yun ganwaa rahaa to koi yun sajaa rahaa hai,
MohaN’ ke tu kuchh aisaa karey, ke jab tu marey…
to aisaa lagey ke jag terey hee gun gaa rahaa hai!!

"MohaN"                          Surindar.N
Logged
suman59
Guest
«Reply #1 on: August 22, 2015, 08:41:03 AM »
Reply with quote
very nice surindar jee
Logged
Umrav Jan Sikar
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 7
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
2 days, 6 hours and 27 minutes.

Posts: 306
Member Since: May 2015


View Profile
«Reply #2 on: August 22, 2015, 11:40:05 AM »
Reply with quote
ZINDGI.....

Sahib main kho rahaa hoon to woh paa rahaa hai
Woh puraanaa afsaanaa phir se duhraa rahaa hai
Woh mar ke jaataa hai haath donon khaalee hain
Yahan kaa yahaan hai kyun gham khaa rahaa hai

Sahib, suniye yeh baat aapko hee bataa rahaa hai,
Woh mujhe sun kar kisee aur ko, bataa rahaa hai,
Woh shakhas muhatbar hai kuchh bataataa nahin…
Kyunke woh behraa hai har baat chipaa rahaa hai!

Sahib, ke who shaqs khil.khilaa ke hans rahaa hai,
Khuda jaane khush hai ke gham chupaa rahaa hai,
Uss.ke aansoon hain ke woh aaj ruktey hee nahin…
Shayad ke sehraa ko bhi gulshan banaa rahaa hai!

Zindgi to har koi yoon.toon bitaaye jaa rahaa hai,
Koi yun ganwaa rahaa to koi yun sajaa rahaa hai,
MohaN’ ke tu kuchh aisaa karey ke jab tu marey…
to aisaa lagey ke jag terey hee gunn gaa rahaa hai!!

"MohaN"                          Surindar.N


वाह वाह.. बहुत खूब सर जी।
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: August 22, 2015, 12:22:35 PM »
Reply with quote
very nice surindar jee
bahut shukria Suman Jee.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: August 22, 2015, 04:02:22 PM »
Reply with quote
वाह वाह.. बहुत खूब सर जी।
bahut shukria Umrav Jee.
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #5 on: August 23, 2015, 05:32:35 AM »
Reply with quote
ZINDGI.....

Sahib main kho rahaa hoon to woh paa rahaa hai,
Woh puraanaa afsaanaa phir se duhraa rahaa hai,
Woh marke jaa rahaa hai haath mein kuchh nahin...
Yahan kaa yahaan hai kyun gham khaa rahaa hai!

Sahib, suniye yeh baat aapko hee bataa rahaa hai,
Woh mujhe sun kar kisee aur ko, bataa rahaa hai,
Woh shakhs muhatbar hai kaa kaa kuchhaa nahin...
Kyunke woh behraa hai har baat chipaa rahaa hai!

Sahib, ke who shaqs khil.khilaa ke hans rahaa hai,
Khuda jaane khush hai ke gham chupaa rahaa hai,
Uss.ke aansoon hain ke woh aaj ruktey hee nahin…
Shayad ke sehraa ko bhi gulshan banaa rahaa hai!

Zindgi to har koi yoon.toon bitaaye jaa rahaa hai,
Koi yun ganwaa rahaa to koi yun sajaa rahaa hai,
MohaN’ ke tu kuchh aisaa karey, ke jab tu marey…
to aisaa lagey ke jag terey hee gun gaa rahaa hai!!

"MohaN"                          Surindar.N

Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #6 on: August 23, 2015, 05:55:51 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

behad umda peshkash sir ji waaaaahhhhhhhh dheroooooo,n daaaaaddddddddddd
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #7 on: August 23, 2015, 09:34:51 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

behad umda peshkash sir ji waaaaahhhhhhhh dheroooooo,n daaaaaddddddddddd
bahut shukria Jeet Jee.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: August 26, 2015, 11:36:33 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:45:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer