sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
|
देखिये वतन का आज हाल देखिये |
बंट रही है जूतियों में दाल देखिये ||
क़ीमतों का जिन्स की कमाल देखिये |
रात दिन उछाल ही उछाल देखिये ||
लीडरों के फ़न का अब कमाल देखिये |
बासी ये कढ़ी ले रही उबाल देखिये ||
हो गया ग़रीब और भी ग़रीब अब |
नेता हो रहे हैं माला माल देखिये ||
काट जिसकी है नहीं किसी के पास भी |
चार सू बुना हुआ ये जाल देखिये ||
कब तलक गरानी दूर होगी मुल्क की |
उठ रहे हैं रोज़ ही सवाल देखिये ||
हो रही हैं रोज़ ग़लतियाँ नयी- नयी |
नीचता की नित नयी मिसाल देखिये ||
हास्पिटलों में सड़ रहे मरीज़ अब |
मिहतरों से होती देखभाल देखिये ||
पार्टी ने दे दिया टिकट उसे भी अब |
हो गए ‘सैनी’के गाल लाल देखिये ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Dekhiye vatan kaa aaj haal dekhiye. Bant rahee hai jootiyoN meN daal dekhiye.
QeemtoN kaa jins kee kamaal dekhiye. Raat din uchhaal hee uchhaal dekhiye.
LeedroN ke fan kaa ab kamaal dekhiye. Baasee ye kadhee le rahee ubaal dekhiye.
Ho gayaa ghareeb aur bhee ghareeb ab. Netaa ho rahe haiN maalaa maal dekhiye.
Kaat jiskee hai naheeN kisee ke paas bhee. Chaar soo bunaa huaa ye jaal dekhiye.
Kab talak garaanee door hogee mulk kee. Uth rahe haiN roz hee sawaal dekhiye.
Ho rahee haiN roz ghaltiyaaN nayee- nayee. Neechtaa kee nit nayee misaal dekhiye.
HaspitaloN meN sad rahe mareez ab. MihtaroN se hotee dekhbhaal dekhiye.
Partee ne de diyaa tikat use bhee ab. Ho gaye ‘saini’ ke gaal laal dekhiye.
Dr.Surendra Saini
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 17, 2012, 07:27:28 AM » |
|
Aaj kee taaja jindgee kee sacchi tasveer pesh kee hai aapne. Khoobsurat tanj.. Bahut umda.. Bahut badhiya surendra sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #2 on: July 17, 2012, 08:07:29 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aarish
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 17, 2012, 08:55:17 AM » |
|
sir kya baat hai bohut hi achchi ghazal kahi hai, dili mubarakbad qubool kijiye..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 17, 2012, 09:05:52 AM » |
|
Bahut achhe aur sache ash'aar hain , saini saheb . bahut khoob.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
roy
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 17, 2012, 09:31:26 AM » |
|
kya khubsoorati se vayangey kiya hai smaj pe eek ekk baat bohot gehri hai saini sir padke maza aa geya ! LAJWAAB
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Asghr
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 17, 2012, 09:57:07 AM » |
|
Har bar ki tarah aap ka har misrah apne aap mein aik paigham hai...asghr
|
|
|
Logged
|
|
|
|
soudagar
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 17, 2012, 10:46:57 AM » |
|
Bahut khub lajawab aur bemisal creation saini sir...... Aapko dhero daad aur dhero salaam ..........
Bahut bahut mubarkbad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Qais
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 17, 2012, 11:02:29 AM » |
|
Bahut barhya Dr. saheb . bahut sahi picture khinhi hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
himanshuIITR
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 18, 2012, 04:03:05 AM » |
|
Superb sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
pankajwfs
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 18, 2012, 04:44:25 AM » |
|
देखिये वतन का आज हाल देखिये |
बंट रही है जूतियों में दाल देखिये ||
क़ीमतों का जिन्स की कमाल देखिये |
रात दिन उछाल ही उछाल देखिये ||
लीडरों के फ़न का अब कमाल देखिये |
बासी ये कढ़ी ले रही उबाल देखिये ||
हो गया ग़रीब और भी ग़रीब अब |
नेता हो रहे हैं माला माल देखिये ||
काट जिसकी है नहीं किसी के पास भी |
चार सू बुना हुआ ये जाल देखिये ||
कब तलक गरानी दूर होगी मुल्क की |
उठ रहे हैं रोज़ ही सवाल देखिये ||
हो रही हैं रोज़ ग़लतियाँ नयी- नयी |
नीचता की नित नयी मिसाल देखिये ||
हास्पिटलों में सड़ रहे मरीज़ अब |
मिहतरों से होती देखभाल देखिये ||
पार्टी ने दे दिया टिकट उसे भी अब |
हो गए ‘सैनी’के गाल लाल देखिये ||
डा० सुरेन्द्र सैनी
Dekhiye vatan kaa aaj haal dekhiye. Bant rahee hai jootiyoN meN daal dekhiye.
QeemtoN kaa jins kee kamaal dekhiye. Raat din uchhaal hee uchhaal dekhiye.
LeedroN ke fan kaa ab kamaal dekhiye. Baasee ye kadhee le rahee ubaal dekhiye.
Ho gayaa ghareeb aur bhee ghareeb ab. Netaa ho rahe haiN maalaa maal dekhiye.
Kaat jiskee hai naheeN kisee ke paas bhee. Chaar soo bunaa huaa ye jaal dekhiye.
Kab talak garaanee door hogee mulk kee. Uth rahe haiN roz hee sawaal dekhiye.
Ho rahee haiN roz ghaltiyaaN nayee- nayee. Neechtaa kee nit nayee misaal dekhiye.
HaspitaloN meN sad rahe mareez ab. MihtaroN se hotee dekhbhaal dekhiye.
Partee ne de diyaa tikat use bhee ab. Ho gaye ‘saini’ ke gaal laal dekhiye.
Dr.Surendra Saini
Bahut hi behtarein bayangi hai ye ghazal aaj desh me ho rahi ghatnaoN ki bahut bahut mubaarakbaad qabool karie Sir.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #11 on: July 18, 2012, 05:54:32 AM » |
|
Mukesh ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ahujagd
Maqbool Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:6 days, 1 hours and 34 minutes.
Posts: 842 Member Since: May 2005
|
|
«Reply #12 on: July 18, 2012, 08:31:30 AM » |
|
bahut khoob aur ekdum sahi haal-e-vatan bayaan kiya hai aapne saini sahab bahut bahut badhaai. ghansham das ahuja
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kamlesh.yadav001
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 18, 2012, 10:25:11 AM » |
|
superb sir
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #14 on: July 18, 2012, 11:26:27 AM » |
|
khwaish ji shukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|