CHAADAR KHUDA KI

by songwriter_123 on August 26, 2011, 03:35:01 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 938 times)
songwriter_123
Guest
Reply with quote
          Chaadar Khuda Ki

Kabhi neeli chaadar ban ke dharti mujhe odh le
Kabhi geeli chadar ban ke main dharti ki pyaas bhujha du
Kabhi suraj ki agan ko main apne seene se jaga du
Toh kabhi chaand ki chandni ko main nadiyon me jagmaga du

Faila hu waha tak , jaha talak tu dekh sakta hai
In panchi ko , in baadalo ko , in peddo ko
Maine hi to panaah di hai

Sitare hai meri nabz aur dil mera sirf yeh chaand hai
In hawaon ko  , in fizaon ko , in ghataon ko
Maine hi to raah di hai

Kabhi shwetambar ban jaata hu
Toh kabhi neelambar kehlaata hu
Kabhi khud ko kala kar ke dusro ko sulata hu
Toh kabhi khud ro kar dusro ko hasata hu

Chahe koi dekhe na dekhe , mujhe sab dikh jaata hai
Woh khoon – kharaba , woh balatkaar , woh  pedd  katna
Meri nigahon se chup nahi paata hai


Sochta hu ki jo sadiyon pehle nazarein they
Woh pyaar , woh apnapan , woh sukoon
Mera aaj yeh dil kyu dekh nahi paata hai Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?

Composed by Aamit

------------------------------------------------------------------------------------------

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
chaadar by nishita in Shayri-E-Dard
~*~ISHQ Ki CHaaDar~*~ by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
maut ki chaadar bichha di.......... by suyog in Shayri for Khumar -e- Ishq
sar se chaadar badan se qabaa le ga_ii... by ghayal_shayar in Urdu Poets « 1 2  All »
Kaali si chaadar.. by nashwani in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #1 on: August 26, 2011, 04:06:46 AM »
Reply with quote
gd
          Chaadar Khuda Ki

Kabhi neeli chaadar ban ke dharti mujhe odh le
Kabhi geeli chadar ban ke main dharti ki pyaas bhujha du
Kabhi suraj ki agan ko main apne seene se jaga du
Toh kabhi chaand ki chandni ko main nadiyon me jagmaga du

Faila hu waha tak , jaha talak tu dekh sakta hai
In panchi ko , in baadalo ko , in peddo ko
Maine hi to panaah di hai

Sitare hai meri nabz aur dil mera sirf yeh chaand hai
In hawaon ko  , in fizaon ko , in ghataon ko
Maine hi to raah di hai

Kabhi shwetambar ban jaata hu
Toh kabhi neelambar kehlaata hu
Kabhi khud ko kala kar ke dusro ko sulata hu
Toh kabhi khud ro kar dusro ko hasata hu

Chahe koi dekhe na dekhe , mujhe sab dikh jaata hai
Woh khoon – kharaba , woh balatkaar , woh  pedd  katna
Meri nigahon se chup nahi paata hai


Sochta hu ki jo sadiyon pehle nazarein they
Woh pyaar , woh apnapan , woh sukoon
Mera aaj yeh dil kyu dekh nahi paata hai Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?Huh?

Composed by Aamit

------------------------------------------------------------------------------------------


Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #2 on: August 26, 2011, 05:26:30 AM »
Reply with quote
bahut khooob....!!!!  Applause Applause
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #3 on: August 26, 2011, 07:55:35 AM »
Reply with quote
gud one--
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 12:21:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer