irshad ahmed siddiqui
Guest
|
kitabo.n me likhi baate.n ek din haqeeqat ho ke rahegi ek soor fuunka jaayega aur qayamat ho ke rahegi
har shaey ho jaayegi fanaa har jaan ko hogi maut parvat bhi ho jayenge reza reza aisi hidaayat ho ke rahegi
utt khade honge qabron se murde nafsi nafsi ka aalam hoga maidan-e-hashr hoga aur kaayam rab ki adaalat ho ke rahegi
zarre zarre ka hisaab hoga har chehra be-nakaab hoga badi ko dojakh neki ke saath jannat ho ke rahegi
uunche uunche takht noorani chehra noor ka libaas gar hoga rab raazi to inaamo ki rehmat ho ke rahegi
is se pehle rooh nikal jaaye qabr baney thhikana “irshad” kar lo ahed jo hai pasand rab ko wohi ibaadat ho ke rahegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Bhupinder Kaur
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 06, 2013, 02:08:05 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Advo.RavinderaRavi
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 06, 2013, 02:18:03 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Iftakhar Ahmad
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 06, 2013, 02:22:40 AM » |
|
Bahut khoob janaab.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jasbirsingh
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 06, 2013, 02:26:22 AM » |
|
wah wah wah ... bahut hi khoobbbbbbb wah wah
jasbir singh delhi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 06, 2013, 12:52:30 PM » |
|
bahut khubsurti se roz e hashr ka bayan kiya hai. dheron daad.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khujli
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 06, 2013, 01:44:30 PM » |
|
kitabo.n me likhi baate.n ek din haqeeqat ho ke rahegi ek soor fuunka jaayega aur qayamat ho ke rahegi
har shaey ho jaayegi fanaa har jaan ko hogi maut parvat bhi ho jayenge reza reza aisi hidaayat ho ke rahegi
utt khade honge qabron se murde nafsi nafsi ka aalam hoga maidan-e-hashr hoga aur kaayam rab ki adaalat ho ke rahegi
zarre zarre ka hisaab hoga har chehra be-nakaab hoga badi ko dojakh neki ke saath jannat ho ke rahegi
uunche uunche takht noorani chehra noor ka libaas gar hoga rab raazi to inaamo ki rehmat ho ke rahegi
is se pehle rooh nikal jaaye qabr baney thhikana “irshad” kar lo ahed jo hai pasand rab ko wohi ibaadat ho ke rahegi
beshak !!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sksaini4
Ustaad ae Shayari
Rau: 853
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414 Member Since: Apr 2011
|
|
«Reply #7 on: June 06, 2013, 03:24:14 PM » |
|
waah
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
aqsh
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 06, 2013, 09:08:27 PM » |
|
uffff. bas allah har momin par raham farmaaye. bahut achchi bayaani rahi yaum e hashar par. dua kijiyega aur hame bhi apni duaon mein shamil kariyega. jazakallah.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
irshad ahmed siddiqui
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 06, 2013, 11:11:29 PM » |
|
Mere tamaan dostoN AADAAB.. NawajishoN ke liye aap tamaam logoN ka TAH-E-DIl se shukriya YuN hi bazm ki raunak badhate rahiye.. Khush rahiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shihab
Yoindian Shayar
Rau: 27
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:29 days, 4 hours and 51 minutes.
Maut To Ek Shuruaat Hai...
Posts: 2082 Member Since: Dec 2006
|
|
«Reply #11 on: June 07, 2013, 01:09:15 AM » |
|
Irshad Saheb Aadab...Kya Kahun Aapki Shan Mein Samajh Nahi Aa Raha.Aapki Tareef Karna Suraj Ko Diya Dikhane Waali Baat Hogi...Sach Kahun To Bada Achcha Laga.Yo Par Ek Arse Baad Saaf Shayari Parhne Ko Mili.Warna Aajkal Zyadatar Kufra Aur Sharaab Mein Doobi Hi Shayariyan Parhne Ko Milti Hain.Khair Dil Khush Kar Diya Aapne.Kya Khoobsurati Se Roz e Hashr Ka Bayan Kiya Hai Wah Wah. Shuru Se Akhir Tak Sabhi Ashaar La Jawaab Kahen Hain Aapne. Is Khoobsurat Aur Nasihat Baksh Peshkash Pe Dil Ki Gehraaiyon Se Ba Aawaaz Buland Daad Kabul Farmaye.
ALLAH Pak Reham Kare Aameen
Shad o Aabaad Rahiye...
Shihab
|
|
|
Logged
|
|
|
|
zarraa
|
|
«Reply #12 on: June 07, 2013, 02:08:33 AM » |
|
waah bahaut khoob Irshaad ji .... dheron daad o mubaarakbaad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
irshad ahmed siddiqui
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 08, 2013, 01:36:06 PM » |
|
sari tareefeN sirf ALLAH ke liye hai.n Shihab ji aap ki mohabbat bhari nawajishon ke liye behad shukria. ZARRA JI aapka bahut bahut shukria.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|