Qurbaani !!

by RUHAANII on August 22, 2018, 07:23:00 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 775 times)
RUHAANII
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 5
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
1 days, 23 hours and 58 minutes.

RUHAANI

Posts: 132
Member Since: Sep 2014


View Profile WWW
Reply with quote
Chahite aulad se zyada, Khuda se juda waasta,
Duniyayi chakachaundh chod, Akhirat se rabta,
Allah SWT ke hukuk par,Rai bhar nahin guman,
Jeene kaa zariya banaa, Sirf ikhlaas aur eeman..

Rab ki aur se, Hazrat Ibrahim ka imtehaan tha,
Bete hazrat Ismail ki qurbaani ka, Farmaan tha,
Deen ke raaste par, Zubhaa karne ka ijaab tha,
Tameel mein siwa apke, Kaun farmabardar tha..

Apke waqiye ne,Deen-e-jahan ko nek sabak diya,
Mazhab ki raah mein, Lut jaane ka paimaan diya,
Huzoor chale raaste chal, Hashr kee tayyari karlo,
Nek nama-e-a`amalon se, Sawaab ki jholi bharlo..

Pal bhar jashn-e-zindagi,Lamhe bhar ki mehak,
Daulat shohrat se zyada,Nekiyan naam kamalo,
Duniya mein rehte, Jannat ki buniyaad banaalo,
Kafan ke liye duaayein, Do gaz zameen batorlo..

Maut aane se pehle-pehle, Aisee tayyari karlo,
Ruh kabz hote waqt,Marne ka koi gham na ho,
Dil ko sukoon-o-rahat ke sath sath...Labon par,
Lailaha-illallah-muhammadur rasulullah zikr ho..

Odhkar kafan ki mehak, Aur Janaze ki aan badhe,
Duniya-e-rukhsat ke baad, Mazaar ki shan badhe !!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
------ /// Mere khushiyon ki qurbaani maange /// ------ by ~Hriday~ in Shairi - E - Zindagi
Qurbaani by tamanna1 in Shayri for Dard -e- Judai
Qurbaani,. {Azeem Aarzu} by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: August 22, 2018, 07:05:13 PM »
Reply with quote
Chahite aulad se zyada, Khuda se juda waasta,
Duniyayi chakachaundh chod, Akhirat se rabta,
Allah SWT ke hukuk par,Rai bhar nahin guman,
Jeene kaa zariya banaa, Sirf ikhlaas aur eeman..

Rab ki aur se, Hazrat Ibrahim ka imtehaan tha,
Bete hazrat Ismail ki qurbaani ka, Farmaan tha,
Deen ke raaste par, Zubhaa karne ka ijaab tha,
Tameel mein siwa apke, Kaun farmabardar tha..

Apke waqiye ne,Deen-e-jahan ko nek sabak diya,
Mazhab ki raah mein, Lut jaane ka paimaan diya,
Huzoor chale raaste chal, Hashr kee tayyari karlo,
Nek nama-e-a`amalon se, Sawaab ki jholi bharlo..

Pal bhar jashn-e-zindagi,Lamhe bhar ki mehak,
Daulat shohrat se zyada,Nekiyan naam kamalo,
Duniya mein rehte, Jannat ki buniyaad banaalo,
Kafan ke liye duaayein, Do gaz zameen batorlo..

Maut aane se pehle-pehle, Aisee tayyari karlo,
Ruh kabz hote waqt,Marne ka koi gham na ho,
Dil ko sukoon-o-rahat ke sath sath...Labon par,
Lailaha-illallah-muhammadur rasulullah zikr ho..

Odhkar kafan ki mehak, Aur Janaze ki aan badhe,
Duniya-e-rukhsat ke baad, Mazaar ki shan badhe !!
waah bahut hee umda dheron daad Rau ke saath.
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Anjaan hi sahi aapke liye
Newbie


Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 hours and 6 minutes.
Posts: 2
Member Since: Aug 2018


View Profile
«Reply #2 on: August 22, 2018, 08:54:43 PM »
Reply with quote
Nice one
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:27:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer