.......SAAWAN AAYA.......

by Saba_Saba on June 20, 2005, 01:33:58 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 13034 times)
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #60 on: January 19, 2006, 06:33:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "harashmahajan"
aa gayeein aap....apni chhuttian bitaa ker... :D

surur kya hai saba tu ne na jana
Ik baar ho jaaye to phir tu batana
bara hi lutf hai un shikwon gilon main
jab feel karogi kisi ki kamsin jana. :D

Yeh to badi tension wali baat hai ..... pehle feel karo fir batao bhi tongue3
lolzzzzzzzz

Yeh meh jab apna asar dikhayegi
Tujhe bhi meri yaad toot kar aayegi
Aaj mai jis nashe me hu doobi huyi
Kal wohi meh tujhe bhi to tadpaygi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pyar aaya ishq aaya,Aur aaya intzaar by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
Phir Kabhi Aisa Saawan Nahin Aaya by angel4u in Shayri-E-Dard
Barsey saawan by abdbundeli in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3  All »
saawan by panchi1983 in English
saawan main by komalpreet kaur in Love Poetry in Punjabi
harashmahajan
Guest
«Reply #61 on: January 19, 2006, 07:28:17 PM »
Reply with quote
apna kya appun ne toh tukdon main jeena seekh liya
sharaab ko shabaab main mila ker peena seekh liya,
jab laptein kabhi aayee hamein apne mehboob ki,
toh uski aankhon main botal ko sarurana seekh liya.

Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "harashmahajan"
aa gayeein aap....apni chhuttian bitaa ker... :D

surur kya hai saba tu ne na jana
Ik baar ho jaaye to phir tu batana
bara hi lutf hai un shikwon gilon main
jab feel karogi kisi ki kamsin jana. :D

Yeh to badi tension wali baat hai ..... pehle feel karo fir batao bhi tongue3
lolzzzzzzzz

Yeh meh jab apna asar dikhayegi
Tujhe bhi meri yaad toot kar aayegi
Aaj mai jis nashe me hu doobi huyi
Kal wohi meh tujhe bhi to tadpaygi
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #62 on: January 22, 2006, 10:05:29 AM »
Reply with quote
lolzzzzzzzzz

Botal me band rehne do
Honto se duur rehne do
Aankho.n se chalak na pade
Palkon ko band rehne do

«Reply #63 on: January 26, 2006, 06:38:01 AM »
Reply with quote
kya kahoo saba...

teri baton main rang our kabhi berang nazer ata hai,
kabhi hamein dard toh kabhi tarang nazer ata hai
tum chaho toh bhar lein milkerhum rang is zind main
muxhe toh bas yahi ik navrang nazer ata hai.

«Reply #64 on: January 26, 2006, 08:43:28 AM »
Reply with quote
Kuchh to keh hi dijiye .... lolzzzz

Rang bhar kar is zeest me
woh chala chhor ke raah ke beech me
Aye humdum aa ke tere bin
na raha Sur koi mere geet me

«Reply #65 on: January 26, 2006, 03:57:29 PM »
Reply with quote
lolssssss..ab toh kehne na kehne ki bat kahaan saba ji..

sabhi unki zukfon ke saaye main thhehre
alag main ek falsafa chahta hoon,
woh kya chahti hain na samjhe hai koi,
wahi raaj main jaan na chahta hoon.

Quote from: "Saba_Saba"
Kuchh to keh hi dijiye .... lolzzzz

Rang bhar kar is zeest me
woh chala chhor ke raah ke beech me
Aye humdum aa ke tere bin
na raha Sur koi mere geet me

Quote from: "harashmahajan"
kya kahoo saba...

teri baton main rang our kabhi berang nazer ata hai,
kabhi hamein dard toh kabhi tarang nazer ata hai
tum chaho toh bhar lein milkerhum rang is zind main
muxhe toh bas yahi ik navrang nazer ata hai.

Quote from: "Saba_Saba"
lolzzzzzzzzz

Botal me band rehne do
Honto se duur rehne do
Aankho.n se chalak na pade
Palkon ko band rehne do

Quote from: "harashmahajan"
apna kya appun ne toh tukdon main jeena seekh liya
sharaab ko shabaab main mila ker peena seekh liya,
jab laptein kabhi aayee hamein apne mehboob ki,
toh uski aankhon main botal ko sarurana seekh liya.

Quote from: "Saba_Saba"
Quote from: "harashmahajan"
aa gayeein aap....apni chhuttian bitaa ker... :D

surur kya hai saba tu ne na jana
Ik baar ho jaaye to phir tu batana
bara hi lutf hai un shikwon gilon main
jab feel karogi kisi ki kamsin jana. :D

Yeh to badi tension wali baat hai ..... pehle feel karo fir batao bhi tongue3
lolzzzzzzzz

Yeh meh jab apna asar dikhayegi
Tujhe bhi meri yaad toot kar aayegi
Aaj mai jis nashe me hu doobi huyi
Kal wohi meh tujhe bhi to tadpaygi
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #66 on: January 26, 2006, 08:31:59 PM »
Reply with quote
hmmmm

Kehne na kehne se kya hota hai
jo samajhna ho samajh aajata hai..... lolzzzz

Raaz samjho ge kya aur samjhaoge kya
falsafe kyu gaye hai likhe jaan paaoge kya
Jo saamne hai tumhare usey padh daalo
maazi ke warak palat ke jaan jaaoge kya
Logged
nikki
Guest
«Reply #67 on: January 26, 2006, 08:39:20 PM »
Reply with quote
wonderfull Saba n Harshmahajan...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #68 on: January 27, 2006, 05:34:20 AM »
Reply with quote
nahi saba ji aisa nahi hai..kene na kehne sper hi sab kutchh munassar hai...anyways..bahoot oomda likha aapne...

apni baat kaho toh khud raaz dil main khul jata hai
tum jis kader bhi batate dil main uter jata hai
hum toh pad lete hain udte huner ki bhi siyahi
palko se ya lab se kisi se bhi likho samaz ata hai

Quote from: "Saba_Saba"
hmmmm

Kehne na kehne se kya hota hai
jo samajhna ho samajh aajata hai..... lolzzzz

Raaz samjho ge kya aur samjhaoge kya
falsafe kyu gaye hai likhe jaan paaoge kya
Jo saamne hai tumhare usey padh daalo
maazi ke warak palat ke jaan jaaoge kya
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #69 on: January 27, 2006, 05:42:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
wonderfull Saba n Harshmahajan...

shukriya nikki ji....aap ne chand lafzon ki dil se kader ki.........
Logged
Sohail Shehzad
Guest
«Reply #70 on: January 27, 2006, 09:31:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Saba_Saba"
Jab Raat bheegti hai dil ghabra jata hai............
Dheere dheere ek dard badhta jata hai............
Sapne ek farebi ke aa aake satate hai..................
yaado ke badal ki ot se koi chehra muskurata hai..

Nice
Bohat acha likha hai aap ne!
Pleace carry on
I hope k next time is se bhi acha aor naya parne ko mile ga

Regards,
Sohail from Pakistan
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #71 on: January 27, 2006, 02:19:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "Sohail Shehzad"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Saba_Saba"
Jab Raat bheegti hai dil ghabra jata hai............
Dheere dheere ek dard badhta jata hai............
Sapne ek farebi ke aa aake satate hai..................
yaado ke badal ki ot se koi chehra muskurata hai..

Nice
Bohat acha likha hai aap ne!
Pleace carry on
I hope k next time is se bhi acha aor naya parne ko mile ga

Regards,
Sohail from Pakistan

Shukriya Sohail Ji

Koshish hai kuchh likh daale
Baaqi achha ya bura hume nahi pata

Welcome to Yoindia....... Usual Smile
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #72 on: January 27, 2006, 02:21:45 PM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
wonderfull Saba n Harshmahajan...

Thanxxxx ......... Nikki......... :oops: tongue3

Hausla afzayi ka Bohat Shukriya
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005

View Profile
«Reply #73 on: February 21, 2006, 06:55:48 PM »
Reply with quote
Very Nice Harash  ji

Rehne do kuchh pardo ko baaqi
Jaam ho jaayega khali mere saaqi
Labo ko khamosh, nazro ko jhuk jaane do
Yu hi ho jaane jo hume hissa-e-khaki

Quote from: "harashmahajan"
nahi saba ji aisa nahi hai..kene na kehne sper hi sab kutchh munassar hai...anyways..bahoot oomda likha aapne...

apni baat kaho toh khud raaz dil main khul jata hai
tum jis kader bhi batate dil main uter jata hai
hum toh pad lete hain udte huner ki bhi siyahi
palko se ya lab se kisi se bhi likho samaz ata hai

Quote from: "Saba_Saba"
hmmmm

Kehne na kehne se kya hota hai
jo samajhna ho samajh aajata hai..... lolzzzz

Raaz samjho ge kya aur samjhaoge kya
falsafe kyu gaye hai likhe jaan paaoge kya
Jo saamne hai tumhare usey padh daalo
maazi ke warak palat ke jaan jaaoge kya
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #74 on: February 22, 2006, 05:44:42 AM »
Reply with quote
bahoo achhae dear....kya kehna hai abhi uski dehleez per nahi ho tum

Perdon ke saaye main kab tak chhipaogi apne ko ai nazneen
jaam ban ker aankhon main uter aao gi na tha yakken
chhalakta hai jaam toh dil pe chhale hue jate hain
meri saanso main teri annkhon ka saroor aayega bata tu hasee.n.

Quote from: "Saba_Saba"
Very Nice Harash  ji

Rehne do kuchh pardo ko baaqi
Jaam ho jaayega khali mere saaqi
Labo ko khamosh, nazro ko jhuk jaane do
Yu hi ho jaane jo hume hissa-e-khaki

Quote from: "harashmahajan"
nahi saba ji aisa nahi hai..kene na kehne sper hi sab kutchh munassar hai...anyways..bahoot oomda likha aapne...

apni baat kaho toh khud raaz dil main khul jata hai
tum jis kader bhi batate dil main uter jata hai
hum toh pad lete hain udte huner ki bhi siyahi
palko se ya lab se kisi se bhi likho samaz ata hai

Quote from: "Saba_Saba"
hmmmm

Kehne na kehne se kya hota hai
jo samajhna ho samajh aajata hai..... lolzzzz

Raaz samjho ge kya aur samjhaoge kya
falsafe kyu gaye hai likhe jaan paaoge kya
Jo saamne hai tumhare usey padh daalo
maazi ke warak palat ke jaan jaaoge kya
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:38:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer