Wo zarre zarre se jis ka jamaal Z'aahir hai.

by Ghulam Haider on July 08, 2013, 05:40:38 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2460 times)
Ghulam Haider
Guest
«Reply #15 on: July 10, 2013, 02:20:59 AM »
Reply with quote
Wo aisa noor hai jis ko na koie dekh sake,
Chhupa na jis se ho kuchh bhi wo aisa naaZir hai.

aur Maqte par khusoosi daad deta hun..

Bahut umda kalaam haidar saheb
mkv ji kalam ko pasand karne aur daad e taHseen se nawaazne ke liye intihaaie mamnoon hooN. Yaqeenan aap ka zauq nirala hai. Allah aap ko salaamat rakhe
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zarre Zarre Mein Usi Ka Noor Hai by Bhupinder Kaur in Share:Love Poetry
zarre zarre me hindustaan by yatin21 in Share:Patriotic Poetry
zarre zarre me hindustaan-full version by yatin21 in Share:Patriotic Poetry
Zarre-Zarre mein dikhta Uska Akas.!!-----------------------"Sagar" by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Zarre-zarre mein bajee shahnaayi! by abdbundeli in Ghazals
Ghulam Haider
Guest
«Reply #16 on: July 10, 2013, 02:25:48 AM »
Reply with quote
superb
Allah qabool kare janab "sksaini" ji. Yaqeenan ham us ki ta'reef nahiN kar sakte, ye jo kuchh bhi hai usi ka karam hai, Agar us ne qabool kar liya to baRi baat hai.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #17 on: July 10, 2013, 02:29:04 AM »
Reply with quote
Bhai Aapne Aise Kahin Urdu Lafzon Ka Istemal Kiya Hai Jo Ki Meri Chhoti Soch Aur Samajh Se Pare Hai...Achcha Hota Gar Aap Unka Meaning Bhi Saath Mein Likh Dete To Samajhne Mein Aasani Hoti...Khair

ALLAH Aapko

Shad o Aabaad Rakhe

Shihab
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #18 on: July 10, 2013, 03:09:16 AM »
Reply with quote
Bhai Aapne Aise Kahin Urdu Lafzon Ka Istemal Kiya Hai Jo Ki Meri Chhoti Soch Aur Samajh Se Pare Hai...Achcha Hota Gar Aap Unka Meaning Bhi Saath Mein Likh Dete To Samajhne Mein Aasani Hoti...Khair

ALLAH Aapko

Shad o Aabaad Rakhe

Shihab
A’zeez e man “shihab, maiN sharminda hooN aur mujhe afsos hai ke aap ko mera kalaam samjhne meN dushwaavi huie. Haqeeqat yehi hai ke maiN is baat ki Taraf bil kull mutavajjeh nahiN tha.  Waise meri koshish yehi hoti hai ke aasaantareen lafZ ka iste’maal karooN. Ba har Haal aap ne kaha hai to maiN jis qadr aap ki madad kar sakta hooN, HaaZir hooN. App Sirf mujhe un kalemaat ki Taraf mutavajjeh kara deN jin ko samajhne meN dushwaari ho rahi hai.
Aap ka be Hadd shukriya ke aap ne mujhe is qaabil samjha aur apne dil ki baat keh di. Yaqeena agar koie lafZ samajh meN na aaye to kalaam ka luTf khatm ho jata hai.
Mujhe ummeed hai ke aap  wo alfaaZ note karwa deNge jin ko samajhne meN dushwaari ho rahi hai. Mujh se jitna ho sakega un ki waZaaHat karne ki koshish karooNga aur un ko Hamd ke aakhir meN bhi likh dooNga taaki doosre bhi mustafeed ho sakeN.
MukhliS …..Haider
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #19 on: July 10, 2013, 07:14:06 PM »
Reply with quote
awesome
Logged
suman59
Guest
«Reply #20 on: July 10, 2013, 07:29:50 PM »
Reply with quote
excellant
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:00:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer