Aana-Jaana Yaad Rahe

by Roja on May 01, 2009, 02:26:05 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2656 times)
Roja
Guest
Reply with quote
Aana-Jaana yaad rahe to accha hai,
Yaar purana yaad rahe toh accha hai

Saat-saat guzre kin mushkil rahon se,
Safer suhana yaad rahe toh accha hai.

Mili na roti, paani peekar guzer kiya,
Vo yarana yaad rahe toh accha hai.

Lad padna dunia se aur ek-dooje ke,
Naz Utana yaad rahe toh accha hai

Aaj hai hum mashroof "Roja",
Per fursat ka, Wohi zamana yaad rahe toh accha hai.

Logged
angel4u
Guest
«Reply #1 on: May 01, 2009, 02:27:55 PM »
Reply with quote
Khoobsurat Likha hia roja as usual... Usual Smile
very nice
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: May 01, 2009, 02:51:43 PM »
Reply with quote
Wah Roja kya baat kahi hai.. Bahoot khoob. Usual Smile
Logged
aaina
Guest
«Reply #3 on: May 01, 2009, 06:27:17 PM »
Reply with quote
Aana-Jaana yaad rahe to accha hai,
Yaar purana yaad rahe toh accha hai

Saat-saat guzre kin mushkil rahon se,
Safer suhana yaad rahe toh accha hai.

Mili na roti, paani peekar guzer kiya,
Vo yarana yaad rahe toh accha hai.

Lad padna dunia se aur ek-dooje ke,
Naz Utana yaad rahe toh accha hai

Aaj hai hum mashroof "Roja",
Per fursat ka, Wohi zamana yaad rahe toh accha hai.



very nice roja bhut hi acha likha hai nice job.............

hawa jab tez chalti hai to patte toot jaate hain
naye jab dost bante hain puraane choot jaate hain
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #4 on: May 01, 2009, 08:13:49 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Rojaji Applause Applause Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: May 01, 2009, 11:12:05 PM »
Reply with quote
wah roja ji very nice.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: May 02, 2009, 03:43:11 AM »
Reply with quote
Nice work Roja....
Logged
Raj.
Guest
«Reply #7 on: May 02, 2009, 04:30:47 AM »
Reply with quote
Aana-Jaana yaad rahe to accha hai,
Yaar purana yaad rahe toh accha hai

Saat-saat guzre kin mushkil rahon se,
Safer suhana yaad rahe toh accha hai.

Mili na roti, paani peekar guzer kiya,
Vo yarana yaad rahe toh accha hai.

Lad padna dunia se aur ek-dooje ke,
Naz Utana yaad rahe toh accha hai

Aaj hai hum mashroof "Roja",
Per fursat ka, Wohi zamana yaad rahe toh accha hai.


Very Nice quation.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #8 on: May 02, 2009, 05:13:03 AM »
Reply with quote
Aana-Jaana yaad rahe to accha hai,
Yaar purana yaad rahe toh accha hai

Saat-saat guzre kin mushkil rahon se,
Safer suhana yaad rahe toh accha hai.

Mili na roti, paani peekar guzer kiya,
Vo yarana yaad rahe toh accha hai.

Lad padna dunia se aur ek-dooje ke,
Naz Utana yaad rahe toh accha hai

Aaj hai hum mashroof "Roja",
Per fursat ka, Wohi zamana yaad rahe toh accha hai.





BAHAUT KHOOB... ROJA.....................JI
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #9 on: May 02, 2009, 01:01:55 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Dear......Roja...Too Good yaar Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: May 03, 2009, 05:31:20 AM »
Reply with quote
Khoobsurat Likha hia roja as usual... Usual Smile
very nice

Thanks for reading me Angel dear...
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: May 03, 2009, 05:31:51 AM »
Reply with quote
Wah Roja kya baat kahi hai.. Bahoot khoob. Usual Smile

Thanks Divs
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: May 03, 2009, 05:32:54 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley waah Roja ji kya khoob likha hai aapne:clapping:                                                                                         naye qalaam sundar rachnayen aap roz sochti ho,yun hi likhke  sabko sunati rahen to acha hai

Shukriya @Kaash ji... aapko hamara ye chotisi koshish pasand kiya thanks onceagian.
Logged
Roja
Guest
«Reply #13 on: May 03, 2009, 05:33:59 AM »
Reply with quote
very nice roja bhut hi acha likha hai nice job.............

hawa jab tez chalti hai to patte toot jaate hain
naye jab dost bante hain puraane choot jaate hain


Thanks for reading me Aslam ji... Nice line  Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #14 on: May 03, 2009, 05:34:34 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Rojaji Applause Applause Applause

shukriya Pank ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:38:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.181 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer