Aate Rahiye..........(Yoindia Shayariadab).... Abul Asad

by Abul Asad on February 11, 2012, 03:26:27 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1366 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Tamaam yoindia shayari par post karne walon ke liye

 Mere Ahbaab o ham safaron ke liye, in dilkashiyon ke liye
 Un inayaton ke liye, na-qabil the jiske, us daad ke liye
 Hamari haunsla afzai ke liye, meethi si voh guftago ke liye
 kuch hikayaten, kuch shikayaten...sari muhabaton ke liye
 Apke kalaam ke liye, jo ched gaye dil ke tar us fan ke liye
 Keh gaye gehri baaten, chand lafzon men...un sab ke liye.
 Dil ka aashiyana zindagi ke dasht men banane ke liye
 Mujh jaison ko bhi sarhane ke liye, dil bahlane ke liye........
 


Aate rahiye, likhte rahiye, naye dost banate rahiye
Kuch hamari suniye, kuch apni yanhan sunate rahiye
 
Zindagi aapki younhi karvaten leti rahengi
Kabhi gham to kabhi khushi deti rahengi
 
Inhi mehfilon men apne dono rang nikhaarte rahiye
Kabhi apne rang me, kabhi hamare rang me rangte rahiye.
 
Nukkad par hi to hai khushi voh aapki, Jis modh par mila tha gham
Ghamon ko chodh khushi ko apnaye, apni zindagi ko aise banayiye
 
Kuch muskurayi, kuch hansaye, aate jaate kabhi, hamari hansi,
To kabhi hamare gham ko aap shab-o roz apne gale lagaye.
Abul Asad



 Har shaqs ka shukriya, jis ne bhi apna qeemti waqt se apne jazbat bante hain
 
Logged
Kohinoor
Guest
«Reply #1 on: February 11, 2012, 07:47:46 PM »
Reply with quote
Wao!!
Mai b aaya karungi
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: February 11, 2012, 08:21:35 PM »
Reply with quote
Kohinoor ji,


Gar aisa hova to izzat afzai hogi
Kuch raunaq badhegi kuch Inayat hogi

Ham bhi seekhenge hunar janenge raaz
Kaise raushani andheron men hoti hogi

Kuch aapki qalm se nikli mehek hogi
Tishnagi jo mehfil men thi kam hogi

Shukriya aapka
Abul Asad
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: February 12, 2012, 03:34:02 AM »
Reply with quote
Bahut khoob asad ji
Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: February 12, 2012, 04:08:41 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #5 on: February 12, 2012, 04:56:42 AM »
Reply with quote
baht khoob asad ji--
aap bhi aate rahie
khushiyan aur gham baante rahie
kuch humari sunie to bahot kuch apni bhi sunate rahie Usual Smile
har cheej baantne se badhtee bahi dost
kuch nagme share karie apni
to kuch dil ke bahot kareebi nazmo ko chupaate rahie Usual Smile

dua humari bhi yahi hai aapse janaab ki
hardum aate rahie muskurate rahie

apne hunar se se yun hi hamesha Asad
Yoindia Shayariadab ko jagmagate rahie Usual Smile

thanx for joining Yoindia Shayariadab

god bless u Usual Smile
Logged
khujli
Guest
«Reply #6 on: February 12, 2012, 05:21:00 AM »
Reply with quote
Tamaam yoindia shayari par post karne walon ke liye

 Mere Ahbaab o ham safaron ke liye, in dilkashiyon ke liye
 Un inayaton ke liye, na-qabil the jiske, us daad ke liye
 Hamari haunsla afzai ke liye, meethi si voh guftago ke liye
 kuch hikayaten, kuch shikayaten...sari muhabaton ke liye
 Apke kalaam ke liye, jo ched gaye dil ke tar us fan ke liye
 Keh gaye gehri baaten, chand lafzon men...un sab ke liye.
 Dil ka aashiyana zindagi ke dasht men banane ke liye
 Mujh jaison ko bhi sarhane ke liye, dil bahlane ke liye........
 


Aate rahiye, likhte rahiye, naye dost banate rahiye
Kuch hamari suniye, kuch apni yanhan sunate rahiye
 
Zindagi aapki younhi karvaten leti rahengi
Kabhi gham to kabhi khushi deti rahengi
 
Inhi mehfilon men apne dono rang nikhaarte rahiye
Kabhi apne rang me, kabhi hamare rang me rangte rahiye.
 
Nukkad par hi to hai khushi voh aapki, Jis modh par mila tha gham
Ghamon ko chodh khushi ko apnaye, apni zindagi ko aise banayiye
 
Kuch muskurayi, kuch hansaye, aate jaate kabhi, hamari hansi,
To kabhi hamare gham ko aap shab-o roz apne gale lagaye.
Abul Asad



 Har shaqs ka shukriya, jis ne bhi apna qeemti waqt se apne jazbat bante hain
 


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_king icon_king icon_king icon_king
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #7 on: February 12, 2012, 05:52:12 AM »
Reply with quote
Bahut khoob asad ji
Applause Applause

Shukriya Mkv Saheb,

Bahut shukriya
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: February 12, 2012, 05:54:04 AM »
Reply with quote
Applause Applause
Dr. Saab,

Bahut bahut shukriya
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: February 12, 2012, 05:59:30 AM »
Reply with quote
baht khoob asad ji--
aap bhi aate rahie
khushiyan aur gham baante rahie
kuch humari sunie to bahot kuch apni bhi sunate rahie Usual Smile
har cheej baantne se badhtee bahi dost
kuch nagme share karie apni
to kuch dil ke bahot kareebi nazmo ko chupaate rahie Usual Smile

dua humari bhi yahi hai aapse janaab ki
hardum aate rahie muskurate rahie

apne hunar se se yun hi hamesha Asad
Yoindia Shayariadab ko jagmagate rahie Usual Smile

thanx for joining Yoindia Shayariadab

god bless u Usual Smile

Shukriya Sarfire saheb,

Behad shukriya,

Aapse to lambi hogi gham ki baten
Kuch afsane, kuch gaye zamane ki haken

Apnon sa mahol hai lagta yanhaan
sarfire jaise rehte hain janhaan

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: February 12, 2012, 06:01:24 AM »
Reply with quote

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower icon_flower icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_king icon_king icon_king icon_king

Qalb Sahab,

Mamnoon aapke, behad shukriya aapka
badi khushi hovi aap ki daad milke
janaab bahut hi acha laga.

Dua Goo
Abul Asad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:54:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer