Aise Bhi Dost Hote Hain,.

by Jaanasheen on June 16, 2008, 12:33:48 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 8418 times)
Muhammed
Guest
«Reply #15 on: July 01, 2008, 10:09:46 AM »
Reply with quote
Bhai Azeem..
Khafa Kafa Mijaz..
Sayyid Saab..
Aap Bhi..ye Andaaj..

Wah Kya baat hai..
                   Doshmano Ne Dushmani Ki Hai.,
                   Dosto Ne Kya Kami Ki Hai...

                   Jo Dost Muddato'n Meri Ranaeeyo'n Me Tha.,
                   Aafat Ke Waqt Woh Bhi Tamaasheeo'n Me Tha.,


                   Jo Dost Muhafiz The Wo Aaj Muqaabil Ho Rahe Hai.,
                   Bagbaa'n Ne Gulzaar Loote Wo Sayyaad Ho Rahe Hai.,

                                                             -- Raza
     
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dunya Main Aise Bhi Dost Hutay Hain~!~ by Masoom_Badmash in Shayri-E-Dard
Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Chahe naye dost hon ya purane sab ek se hote hain by @kaash in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #16 on: July 01, 2008, 10:13:17 PM »
Reply with quote
Bhai Azeem..
Khafa Kafa Mijaz..
Sayyid Saab..
Aap Bhi..ye Andaaj..

      -- Raza
    

nawazish janaab aap ke alfaaz ke moti bade pyaare he'n.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #17 on: July 02, 2008, 03:51:59 AM »
Reply with quote
Jazakallah Sayyid Saab,
Kawaafi Aur Mazami.....Ke Aap Samandur Ho..
Saare Alfaaz Ke Moti Aap Me Simte Hu a Hai..

Bhai Azeem K Bhi Alfaaz Kuch Kum Na Hai..

Jaise Aap Bich Samandur Ho..
Main Sahil Par Hun..Abhi
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #18 on: July 02, 2008, 04:04:21 AM »
Reply with quote
Jazakallah Sayyid Saab,
Kawaafi Aur Mazami.....Ke Aap Samandur Ho..
Saare Alfaaz Ke Moti Aap Me Simte Hu a Hai..

Bhai Azeem K Bhi Alfaaz Kuch Kum Na Hai..

Jaise Aap Bich Samandur Ho..
Main Sahil Par Hun..Abhi


Jazakallah!
Bohot khoob aap sahil par he'n tab to aap duubne se mahfooz he'n alhamdulillah...
Allah apni hifazat or amaan me'n rakhe, aameen.  angel11
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #19 on: July 02, 2008, 04:20:25 AM »
Reply with quote
Jazakallah!
Bohot khoob aap sahil par he'n tab to aap duubne se mahfooz he'n alhamdulillah...
Allah apni hifazat or amaan ne rakhe, aameen.  angel11

Aap Ki Aamin Me Shamil Ho Firisto Ki Aamin..Fir Hamari Summa Aamin..Fir Se Jazakallah..Jub Aap Ki Dua O ka Saath Hai..To Fir
Kya Khauf Hai..

Tabhi To Sayyid Saab..

Na Jaane Kaun Duaa O Me Yaad Karta Hai.,
Main Doob Ta Hun,Samandur Uchhal Deta Hai...!
 
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #20 on: July 02, 2008, 04:26:42 AM »
Reply with quote
Aap Ki Aamin Me Shamil Ho Firisto Ki Aamin..Fir Hamari Summa Aamin..Fir Se Jazakallah..Jub Aap Ki Dua O ka Saath Hai..To Fir
Kya Khauf Hai..

Tabhi To Sayyid Saab..

Na Jaane Kaun Duaa O Me Yaad Karta Hai.,
Main Doob Ta Hun,Samandur Uchhal Deta Hai...!
 

Waah bohot hi umda behtareen sher he, subhanallah!
Allah kare zor-e-sukhan or zyada.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #21 on: July 02, 2008, 05:19:32 AM »
Reply with quote
Shukriya Us Sher K Liye...
Bahot Shukriya Sahib-e-Sher K Liye..

Dosti Aur Bewafaai Me Kya Farq Hai..??

Ye Mausm-e-Dil Ki Adla-Badli Hai.,
Pahele Patzad Fir Saawan.,
Pahele Ummeede.,
Baad Me Sitam Ki Baarishe.,
Yaa'ne Pahele Soorat-e-dosti Hoti Hai.,
Baad Me Sitem-e-Bewafaai Hoti Hai.......!!!

                              -- Raza
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: July 06, 2008, 09:11:00 AM »
Reply with quote
Waah Bhaijaan,.
Aap Dono Ne To Khoob Mehfil sajaai Hai,.
Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 06, 2008, 09:14:16 AM »
Reply with quote
Tujhse Milke Main Uljhano Mein Hoon,.
Main Tere Dushmano Mein Hoon Ya Doston Mein Hoon,.

Patthar Samajhkar Thokar Na Maarna "Aye Dost",.
Safar Mein Tera Saath Dene Ke Liye Main Raaston Mein Hoon,.

_______________________________-Ahmed Faraaz-
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #24 on: July 06, 2008, 10:00:11 AM »
Reply with quote
Tujhse Milke Main Uljhano Mein Hoon,.
Main Tere Dushmano Mein Hoon Ya Doston Mein Hoon,.

Patthar Samajhkar Thokar Na Maarna "Aye Dost",.
Safar Mein Tera Saath Dene Ke Liye Main Raaston Mein Hoon,.

_______________________________-Ahmed Faraaz-

Bahut khoob Jaanasheen jee  Applause
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #25 on: July 06, 2008, 06:09:29 PM »
Reply with quote
Shukriya Us Sher K Liye...
Bahot Shukriya Sahib-e-Sher K Liye..

Dosti Aur Bewafaai Me Kya Farq Hai..??

Ye Mausm-e-Dil Ki Adla-Badli Hai.,
Pahele Patzad Fir Saawan.,
Pahele Ummeede.,
Baad Me Sitam Ki Baarishe.,
Yaa'ne Pahele Soorat-e-dosti Hoti Hai.,
Baad Me Sitem-e-Bewafaai Hoti Hai.......!!!

                              -- Raza


Raza sahib badehi khubsurat andaaz meN aap ne dosti or bewafaai ke darmiyan ke naazuk farq ko samjhaya.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #26 on: July 06, 2008, 06:11:06 PM »
Reply with quote
Tujhse Milke Main Uljhano Mein Hoon,.
Main Tere Dushmano Mein Hoon Ya Doston Mein Hoon,.

Patthar Samajhkar Thokar Na Maarna "Aye Dost",.
Safar Mein Tera Saath Dene Ke Liye Main Raaston Mein Hoon,.

_______________________________-Ahmed Faraaz-

Khoob he. Thumbs UP
Logged
syednaami
Guest
«Reply #27 on: July 06, 2008, 07:00:17 PM »
Reply with quote
Doston Ka Kya Main Zikar Karoon.
Ye To Dushmano Ke Saaye Hain,..

Pehle Loota Meri Saari Khushian Ko,..
Ap Ghamon Ke Raste Dikhaaye Hain,..

Ab To Dosti Ke Naam Se Dil Ghabraa Jata hai,..
Kyun Ki Doston Ne Mere Ghar Jalaaye Hain,..

____________-Azeem-____________
 


Taghaaful men the dost jo, -
Kishte Za'afiraan banenge kya, -
Himmat nahin gar jutaane ki, -
Woh chup rah bhi karenge kya. -


(Syed Naami)
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #28 on: July 07, 2008, 05:01:58 AM »
Reply with quote
Shukriya Sayyid Sa'ab.,

Patthar Samajhkar Thokar Na Maarna "Aye Dost",.
Safar Mein Tera Saath Dene Ke Liye Main Raaston Mein Hoon,.


Kya Khoob Kaha,Bhai Azeem
Ahmed Faraz Saab Ne.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: July 14, 2008, 12:55:27 PM »
Reply with quote
Shukriya Sonia Ji,.
Ranederi Bhai,.
Raza Bhai,.
Naami Bhai,.
And Nice One ,.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:22:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer