Aise Bhi Dost Hote Hain,.

by Jaanasheen on June 16, 2008, 12:33:48 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 8466 times)
amarjawed
Guest
«Reply #75 on: August 07, 2008, 03:57:19 PM »
Reply with quote
Sabke Hoton pe Tabassum Tha,.
Mere marne Ke Baad,.
Jaane Kya sochke Rota Raha Qateel Mera,.

 Clapping Smiley
Lajawab actually amazing
bahut khoob

______________________-Nm-
Sabke Hoton pe Tabassum Tha,.
Mere marne Ke Baad,.
Jaane Kya sochke Rota Raha Qateel Mera,.

______________________-Nm-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dunya Main Aise Bhi Dost Hutay Hain~!~ by Masoom_Badmash in Shayri-E-Dard
Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Chahe naye dost hon ya purane sab ek se hote hain by @kaash in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #76 on: August 10, 2008, 11:20:01 AM »
Reply with quote
Aye Dosy Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,.
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,.

Wo Dekh Aaj Kho Raha Hoon Main Use,.
Jise Dhoondne Me Zamaana Laga Mujhe,.

_________________________-nm-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #77 on: August 11, 2008, 07:04:06 AM »
Reply with quote
Aye Dosy Jhoot Aam Tha Duniya Mein Is Kadar,.
Tune Bhi Sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,.

Wo Dekh Aaj Kho Raha Hoon Main Use,.
Jise Dhoondne Me Zamaana Laga Mujhe,.

_________________________-nm-
..


 Applause buhat khoob hai Azeem bhai jaan
last line toh dil ko chou liye hai superb! Thumbs UP



Aaj zamane baat aapko meri dosti yaad aaya
Jab tak intzaar kiya tab tak koi jawab nahi aaya

Aab kya karun mein aapki dosti meri zindagi hain
Maut ke baat bhi na bhool paaon aise humara rishta hain
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #78 on: August 12, 2008, 05:56:54 PM »
Reply with quote
Bohot khoob azeem bhai...

Kya baat he honey ji bohot achha likha aapne.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #79 on: August 12, 2008, 06:00:06 PM »
Reply with quote
Dosti tumse, dushmani tumse
Rang tumse mile, khushi tumse
Tum n milte mar gaye hote
Hamne paai he zindagi tumse
[nm]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #80 on: August 13, 2008, 02:00:01 PM »
Reply with quote
Shukriya jaya Sis,.
And Ranaderi Bhai,.
\And Nice one,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #81 on: August 19, 2008, 04:57:29 PM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bro..

Shukriya Sayyid ji..


Aise bhi dost hote hain
Dukh mein saath chodd jaate hain

Musibat gale tak nahi uttar thi hain
Dost doondne tak nahi nazar aate hain

Aise bhi dost hote hain
Joh doston ko khushiyan dete hain

Awaaz dene se pehle ghamon ko pehchante hain
Ankhon se aansu nikal ne nahi dete palkon par baithay hain..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #82 on: August 20, 2008, 09:15:58 AM »
Reply with quote
waah Didi Jaan,.
Kya explanation Diya Hai Aapne,.
Doston Ke Taalookh Se,.
Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #83 on: August 20, 2008, 09:18:58 AM »
Reply with quote
Doston Se Khaaye Hain Kuch Aise Dhoke,.
Dushmano Se Kabhi Hum Gilaa Nahi Karte,.

Dost Hi Kar Dete Hain Poori Kami Dushmano Ki,.
Ye Sochkar Hum Dushmano Se Milaa Nahi Karte,.

______________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #84 on: August 20, 2008, 09:29:40 AM »
Reply with quote
Super lines azeem bro kya likha hai .. Thumbs UP


Doston se mili hai kuch kaati meeti yaaden
Doston se mili hai ghamon ki kuch yaaden
Doston se ghamon ko chupa rahe hain 
Doston ko khushi se mehfill saja rahe hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #85 on: August 24, 2008, 02:17:46 PM »
Reply with quote
Shukriya Didi Jaan,.
And Nice One Too,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #86 on: August 24, 2008, 02:22:12 PM »
Reply with quote
Mila Mujhe Is Jahaan Me Ek Dost Tere Jaisa,.
Jo Tanhaai Me Bhi Mujhe Tanhaai Ka Ehsaan Nahi Hone Deta,.

Karta Hai Parwaah Wo Meri Kuch Is Kadar "Azeem",.
Ke Mere Aankh Se Ek Aansoon Ka Khatra Bhi Khone Nahi Deta,.

____________________________-Jaanasheen-

Logged
Roja
Guest
«Reply #87 on: August 24, 2008, 02:37:08 PM »
Reply with quote
Mila Mujhe Is Jahaan Me Ek Dost Tere Jaisa,.
Jo Tanhaai Me Bhi Mujhe Tanhaai Ka Ehsaan Nahi Hone Deta,.

Karta Hai Parwaah Wo Meri Kuch Is Kadar "Azeem",.
Ke Mere Aankh Se Ek Aansoon Ka Khatra Bhi Khone Nahi Deta,.

____________________________-Jaanasheen-



Accha likha hai aapne Jaanasheen brother..
Logged
Roja
Guest
«Reply #88 on: August 24, 2008, 02:39:22 PM »
Reply with quote
Shukriya Azeem bro..

Shukriya Sayyid ji..


Aise bhi dost hote hain
Dukh mein saath chodd jaate hain

Musibat gale tak nahi uttar thi hain
Dost doondne tak nahi nazar aate hain

Aise bhi dost hote hain
Joh doston ko khushiyan dete hain

Awaaz dene se pehle ghamon ko pehchante hain
Ankhon se aansu nikal ne nahi dete palkon par baithay hain..


Accha likha hai Honey dear
(but pehla do line mai agree nahi karthi....}
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #89 on: August 24, 2008, 02:45:59 PM »
Reply with quote

Shukriya Azeem bhai...

Accha likha hai Honey dear
(but pehla do line mai agree nahi karthi....}




Thanks Roja dear ...but aise sach hota hai Roja dear kuch
dost dosti ki kadar nahi karte.. sad5 kuch dost aise bhi hain..
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:51:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer