Sajid_Ghayel
Guest
|
A small friendship tribute to Kasak Jee for her dedication towards other members work.......thanks Kasak jee for being part of Yoindia.Shararto se apni sabko hasati hai Mohabbato se apni sabko lubhati hai
Maqsad uska hai sabki khushi Apne andaaz me sabka hausla badhati hai
Ek ajab si masti hai shayri me uski Ho sawaal jaisa bhi jawab woh dhoond lati hai
Nahi deti woh chane kabhi mehfil me khamoshi Bankar ghazal woh mehfil me gungunati hai
Milta bohat sukoon hai Ghayel ke zakhmo ko Jab woh meri har aah par muskurati hai......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Matrix Guy
Guest
|
|
«Reply #1 on: August 30, 2010, 03:07:39 PM » |
|
wowwwwwwwwwwwwww...... wat a frndshp tribute............nice line ghayel ji......
hmm kasak ji ke liye kitna likho kam he...........
tussi cha gayi kasak ji........frndshp hmmmm.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2 on: August 30, 2010, 03:20:52 PM » |
|
MUJHE ALFAAZ NAHIN MIL RAHE GHAYAL JI ...K KYA KAHUN...
ITS JUST AWESOME....
THNXXXXXXXX ALOTTTTT FOR THIS DEDICATION..
VERY MUCH .......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #3 on: August 30, 2010, 05:23:40 PM » |
|
A nice tribute to a deserving friend Ghayalji.......... Meri pyari didi k liye jitna likho wo kam hai......she is so telanted...... Didi meri bahoot sayaani Gudiya rani keh mujhe bulaati
Prem-sudha k rang mai wo sab ko rangti Shant mann se sabki ulti-seedhi sunti
Roj nayi-nayi rachnaon se humko khush karti Kya kahu wo sab ki kitni parwaah karti....
Meri shararto ko wo maaff kar deti Sneh dulaar se hum sab ko ot-prot kar deti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 30, 2010, 05:31:22 PM » |
|
bahut khoob sajid ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nazar.ghouri
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 30, 2010, 10:42:23 PM » |
|
hmmmmm bahot khoob saajid bhai,yo pe badi kardi nazarein gaad rakhi hai aap ne ,bahot achha khaakaa kheencha hai aap ne kasak saheba ki shakhsiyat pe.daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #7 on: August 31, 2010, 12:21:07 AM » |
|
bahut khoob Sajid ji...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 31, 2010, 12:43:28 AM » |
|
Bahut behatreen likha hai aap ne Ghayel Ji Aur bilkul sahi farmaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kameeney
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 31, 2010, 08:42:14 AM » |
|
A small friendship tribute to Kasak Jee for her dedication towards other members work.......thanks Kasak jee for being part of Yoindia.Shararto se apni sabko hasati hai Mohabbato se apni sabko lubhati hai
Maqsad uska hai sabki khushi Apne andaaz me sabka hausla badhati hai
Ek ajab si masti hai shayri me uski Ho sawaal jaisa bhi jawab woh dhoond lati hai
Nahi deti woh chane kabhi mehfil me khamoshi Bankar ghazal woh mehfil me gungunati hai
Milta bohat sukoon hai Ghayel ke zakhmo ko Jab woh meri har aah par muskurati hai......
KYA BAAT AHI GHAYAL JI AAP TO CHAAAAAA GAYE SIR.....KASAK MADAM..JO KHACHA BANAYAA.. HAIN KAYA KAHNE....MAIN JUST AISA HI SOCHTA HOON.. AUR AAPNE ALFAAZ MEIN LIKHA HAI.... AAKHRI DO LINES .....TO PURE KALAAM KI JAAN HAI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kameeney
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 31, 2010, 08:44:11 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 31, 2010, 09:53:00 AM » |
|
Ajeeb hote hain khayaal bhi.... Kisi k Zakhmo aur Aah par muskuraana.... kya Kasak-di kabhi kar sakegi ?Marham laga sakti hai wo.... Apne aasooyon se zakhm dho sakti hai wo... Kji jab aapne samarthan diya tou sochne par majboor ho gayee mein.... Waise pehle nazar-andaaz kar diya tha meine.... KYA BAAT AHI GHAYAL JI AAP TO CHAAAAAA GAYE SIR.....KASAK MADAM..JO KHACHA BANAYAA.. HAIN KAYA KAHNE....MAIN JUST AISA HI SOCHTA HOON.. AUR AAPNE ALFAAZ MEIN LIKHA HAI....
AAKHRI DO LINES .....TO PURE KALAAM KI JAAN HAI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kameeney
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 31, 2010, 09:55:41 AM » |
|
Ajeeb hote hain khayaal bhi.... Kisi k Zakhmo aur Aah par muskuraana.... kya Kasak-di kabhi kar sakegi ?Marham laga sakti hai wo.... Apne aasooyon se zakhm dho sakti hai wo... Kji jab aapne samarthan diya tou sochne par majboor ho gayee mein.... Waise pehle nazar-andaaz kar diya tha meine.... Ajeeb hote hain khayaal bhi.... Kisi k Zakhmo aur Aah par muskuraana.... kya Kasak-di kabhi kar sakegi ?Marham laga sakti hai wo.... Apne aasooyon se zakhm dho sakti hai wo... Kji jab aapne samarthan diya tou sochne par majboor ho gayee mein.... Waise pehle nazar-andaaz kar diya tha meine.... maine last ke sher ko appreciate kiya hai...waise aap ko hurt hua to tahe dil se maafi chahata hoon....koyal ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #13 on: August 31, 2010, 09:58:13 AM » |
|
koyal gudiya.....iss sher ka matlab hai k jab ghayal ji apne dard ko apni gazlon me samet k pesh karte hain to unpe hamare comments se wo khush hote hain aur hum bhi....
kyun sahi kaha na ghayal ji.....?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kameeney
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 31, 2010, 10:01:11 AM » |
|
ye aap ka khayaal hai...shayar ke apne khyal ho sakte hain..madam ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|