Dedicated to My Best Friend "Rehana"

by Delicate_Doll on June 21, 2006, 01:28:11 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 6817 times)
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #15 on: July 08, 2006, 04:53:34 PM »
Reply with quote
sukriya............

 meri tamanna-e-hasil mai tu
hai meri har ek manzil mai tu
dhoond na khudko narzro mai yu Sanjna
rehti hai  meri dhadkano ke dil mai tu

.................@fahi@................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"MY BEST FRIEND". by Delicate_Doll in SMS , mobile & JOKES
:: "two long years" : dedicated to my love :: by myheart_ursonly in Shayri for Khumar -e- Ishq
FOR MY FRIEND "YASH" by jianrangrej in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
"You've Got a Friend" 2009 - SandFantasy by sunilmsn in Share Video
Dedicated To My Lovely Nation "INDIA" by Matrix Guy in Shairy-E-Watan
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 9 hours and 8 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #16 on: July 10, 2006, 12:27:12 PM »
Reply with quote
bahut ache salma
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #17 on: July 27, 2006, 12:35:38 PM »
Reply with quote
nice one jhukmi jee n welcome 2 yoindia...thanks sam...nice one fahi jee
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #18 on: July 28, 2006, 03:00:37 PM »
Reply with quote
aap kaha kam hai salma ji......

 har mod, har kadam per dhoop lagti hai mujhe
 khusiyo ki chav mai aey sanjna tere bina.

................@fahi@....................
Logged
sufyan
Guest
«Reply #19 on: August 30, 2006, 06:23:02 PM »
Reply with quote
Hi Salam Salma,very nice bahut khub likha hai wooh hai hi aisi,shayad yeh shayri usko bayan na karsake but try kar raha hun...

Dil mein basi hai woh is tarah kya tumse mein kahun
Meri taqdeer itni achhi kaise mein is se hairaan hun
is dost ko paaya hai to gham apna baant leta hun
woh samjhti hai meri baat jab mein chup bhi rehta hun,
is liye to hum dosti ke darje mein use aage rakhte hain
us pyaari si dost ko mein REHAN kehta hun....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: August 31, 2006, 08:11:58 AM »
Reply with quote
Waah Salma Sis,..
Bahoot Khoob Bayaan Ki Hai Apne Dosti Ke Baare Mein,
Kassh Ke Hum Bhi Apke Dosti Ke Kabeel Hote...
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #21 on: January 18, 2007, 09:35:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
aap kaha kam hai salma ji......

 har mod, har kadam per dhoop lagti hai mujhe
 khusiyo ki chav mai aey sanjna tere bina.

................@fahi@....................


jee aap logon ka likha padh k hi khosis akrti hu..warna hume shayari likhne nahi aata na  :?

har mushkil har sukun mein maine paaya saath tera,
umeed karti hu umar bhara rehga saath  tera-mera.!
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #22 on: January 18, 2007, 09:53:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "sufyan"
Hi Salam Salma,very nice bahut khub likha hai wooh hai hi aisi,shayad yeh shayri usko bayan na karsake but try kar raha hun...

Dil mein basi hai woh is tarah kya tumse mein kahun
Meri taqdeer itni achhi kaise mein is se hairaan hun
is dost ko paaya hai to gham apna baant leta hun
woh samjhti hai meri baat jab mein chup bhi rehta hun,
is liye to hum dosti ke darje mein use aage rakhte hain
us pyaari si dost ko mein REHAN kehta hun....


walikum as salaam sufi..shukriya sufi tareef k liye :D
haan wo hai hi aisi jo shayaad hum lucky hogaye uske dosti k kabil hogaye hai na

wah sufi excellent..rehan k liye jo bhi likha hai..sab lines tumhare bahut sahi aur pyaara hai Usual Smile
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #23 on: January 18, 2007, 10:02:47 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Waah Salma Sis,..
Bahoot Khoob Bayaan Ki Hai Apne Dosti Ke Baare Mein,
Kassh Ke Hum Bhi Apke Dosti Ke Kabeel Hote...


thanku jaanasheen bhaiya

tarif karne k liye bahut bahut shukriya Usual Smile
jee aap bhi hum sab k dost hi hain
iss mein kabeel hone wali baath kahan se aagayi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: January 24, 2007, 10:52:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "Delicate_Doll"
Quote from: "Jaanasheen"
Waah Salma Sis,..
Bahoot Khoob Bayaan Ki Hai Apne Dosti Ke Baare Mein,
Kassh Ke Hum Bhi Apke Dosti Ke Kabeel Hote...


thanku jaanasheen bhaiya

tarif karne k liye bahut bahut shukriya Usual Smile
jee aap bhi hum sab k dost hi hain
iss mein kabeel hone wali baath kahan se aagayi


Shukran,..
yaar Kisi Ne Kaha hai Ki Hume Dosti Karna Nahi Aata,..
Isliye aap se Ijaazat le Li,..
Thank U
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: January 24, 2007, 10:57:54 AM »
Reply with quote
Teri Dosti Agar Hume Mil Jaaye,..
To Dil Ke Saare Phool Khil Jaaye,..

Mangte Hain Dosti Ka Haath Tujhse,..
Mil Jaaye Saath Tera To,..
Dil Ki Taar Hil Jaaye,..

___________________-Jaanasheen-
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #26 on: January 29, 2007, 12:23:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Delicate_Doll"
Quote from: "Jaanasheen"
Waah Salma Sis,..
Bahoot Khoob Bayaan Ki Hai Apne Dosti Ke Baare Mein,
Kassh Ke Hum Bhi Apke Dosti Ke Kabeel Hote...


thanku jaanasheen bhaiya

tarif karne k liye bahut bahut shukriya Usual Smile
jee aap bhi hum sab k dost hi hain
iss mein kabeel hone wali baath kahan se aagayi


Shukran,..
yaar Kisi Ne Kaha hai Ki Hume Dosti Karna Nahi Aata,..
Isliye aap se Ijaazat le Li,..
Thank U


hmmm har insan ka ek dusre ko samajna aur dosti ka tarika alag  alag hota hai na
shyaad wo aapki dosti ko theek se samjne na ho
ur welcome bhaiya

hmmmmm

khair aapne bahut hi pyaara likha hai  Usual Smile

Dosti ke alag alag andaz hote hain
koi dosti ko zindagi maan lete hain
toh koi dosti ko jeene ki wajah kehte hain
dosti ek aisa rishta hai jo har riste se juda hai
Logged
pinky
Guest
«Reply #27 on: January 29, 2007, 10:12:47 PM »
Reply with quote
hmm..
sahi kaha bachche..!!

Doston se hain roshan zindagi
Warna andhera yahan kam nahi..
Koi aur aaye nazdeek gham mein
Sachhe Doston ke siwa..
Aisa iss duniya mein to dekha nahi..
Logged
paani
Guest
«Reply #28 on: February 02, 2007, 04:36:39 AM »
Reply with quote
Nice Doll
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: February 03, 2007, 09:43:22 AM »
Reply with quote
Thank U,..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:20:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.202 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer