Dedicated to My Best Friend "Rehana"

by Delicate_Doll on June 21, 2006, 01:28:11 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 6896 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: February 03, 2007, 09:44:47 AM »
Reply with quote
Thank U,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"MY BEST FRIEND". by Delicate_Doll in SMS , mobile & JOKES
:: "two long years" : dedicated to my love :: by myheart_ursonly in Shayri for Khumar -e- Ishq
FOR MY FRIEND "YASH" by jianrangrej in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
"You've Got a Friend" 2009 - SandFantasy by sunilmsn in Share Video
Dedicated To My Lovely Nation "INDIA" by Matrix Guy in Shairy-E-Watan
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: February 03, 2007, 10:08:07 AM »
Reply with quote
Doston Ki Kami Mehsoos Ki Jab Bhi Khushi Ko Nazdeek Paaya Maine,..
Dosti Kya Cheez Hai Mujhe Maloom Na Tha, Isliye Har kisi Ko Dushman Banaaya Maine,,

Dosti Aur Dushmani Ki Mujhe Koi Khabar Na Thi..
Jaane Kitne Doston Ka Dil Dukhaaya Maine,..

Khuda Mujhe Maaf Kare Ki Main Nadaan Tha,..
Isliye Aaj Aap Se Dosti Ke Liye Haath Badhaaya Maine...

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #32 on: February 05, 2007, 08:54:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "pinky"
hmm..
sahi kaha bachche..!!

Doston se hain roshan zindagi
Warna andhera yahan kam nahi..
Koi aur aaye nazdeek gham mein
Sachhe Doston ke siwa..
Aisa iss duniya mein to dekha nahi..


shukriya dear Usual Smile

wah wah aap toh chaa rahe hain :wink:

Dost ke bina zindagi koi zindagi bhi nahi
apne dukh-dard baatne k liye
zindagi mein dost rehna zaroori hai
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #33 on: February 05, 2007, 08:56:56 AM »
Reply with quote
Quote from: "paani"
Nice Doll


thanku paani jee
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #34 on: February 05, 2007, 08:58:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Doston Ki Kami Mehsoos Ki Jab Bhi Khushi Ko Nazdeek Paaya Maine,..
Dosti Kya Cheez Hai Mujhe Maloom Na Tha, Isliye Har kisi Ko Dushman Banaaya Maine,,

Dosti Aur Dushmani Ki Mujhe Koi Khabar Na Thi..
Jaane Kitne Doston Ka Dil Dukhaaya Maine,..

Khuda Mujhe Maaf Kare Ki Main Nadaan Tha,..
Isliye Aaj Aap Se Dosti Ke Liye Haath Badhaaya Maine...

______________________________-Jaanasheen-


wow excellent bhaiya..maan gaye aapko aur apki shayari ko :D
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #35 on: February 05, 2007, 10:57:53 AM »
Reply with quote
Dosti to wo Ehsaas hai jo mit-ta nahi !
Dosti wo parwat hai jo jhukta nahi !
 Dosti kya hai pucho DostoN se
Dosti wo Anmol Mothi hai jo Bikta Nahi...
nm
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 10 hours and 44 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004


View Profile
«Reply #36 on: February 06, 2007, 04:41:19 AM »
Reply with quote
bahut goooood dear. . sab good hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #37 on: February 06, 2007, 09:20:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "Delicate_Doll"
Quote from: "pinky"
hmm..
sahi kaha bachche..!!

Doston se hain roshan zindagi
Warna andhera yahan kam nahi..
Koi aur aaye nazdeek gham mein
Sachhe Doston ke siwa..
Aisa iss duniya mein to dekha nahi..


shukriya dear Usual Smile

wah wah aap toh chaa rahe hain :wink:

Dost ke bina zindagi koi zindagi bhi nahi
apne dukh-dard baatne k liye
zindagi mein dost rehna zaroori hai


bahit  khoob  Pinky.........Salma......Ajeem.........

phir na simtegi agar dosti bikhar  jaayegi
zindagi julf nahi  jo  phirse sanwar jayegi
jo khusi  de  tumhein thaam lo daaman uska
zindagi  roke nahi hans ke gujar jaayegi...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: February 06, 2007, 04:48:26 PM »
Reply with quote
Shukriya And Nice To all,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: February 06, 2007, 04:51:40 PM »
Reply with quote
Aye Dost Teri Mujhe Teri Zaroorat Ab Na Rahi,..
Dekhkar Tujhe Dil Khush Ho Jaata Tha,..
Aise Tujhse Koi Rahat Ab Na Rahi...

Khaaye Hain Lakhoon Zakahm Maine Doston Par Aitbaar karke,..
Isliye "Jaanasheen" Kisi Se Mujhe Mohabbat Ab Na Rahi,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #40 on: February 07, 2007, 06:48:28 AM »
Reply with quote
Quote from: "samnoj"
bahut goooood dear. . sab good hai


Thanks a lot Mateeeeeeeeeeen  :D
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #41 on: February 07, 2007, 06:52:45 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Delicate_Doll"
Quote from: "pinky"
hmm..
sahi kaha bachche..!!

Doston se hain roshan zindagi
Warna andhera yahan kam nahi..
Koi aur aaye nazdeek gham mein
Sachhe Doston ke siwa..
Aisa iss duniya mein to dekha nahi..


shukriya dear Usual Smile

wah wah aap toh chaa rahe hain :wink:

Dost ke bina zindagi koi zindagi bhi nahi
apne dukh-dard baatne k liye
zindagi mein dost rehna zaroori hai


bahit  khoob  Pinky.........Salma......Ajeem.........

phir na simtegi agar dosti bikhar  jaayegi
zindagi julf nahi  jo  phirse sanwar jayegi
jo khusi  de  tumhein thaam lo daaman uska
zindagi  roke nahi hans ke gujar jaayegi...........


diye k roshini  jab bujh rahi thi,
charon taraf andhere chaha gaya
jab zindagi me andhere chaa gaya,
ek aisi dost ne hi diye ko fir se jala diya.
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #42 on: February 07, 2007, 06:57:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Aye Dost Teri Mujhe Teri Zaroorat Ab Na Rahi,..
Dekhkar Tujhe Dil Khush Ho Jaata Tha,..
Aise Tujhse Koi Rahat Ab Na Rahi...

Khaaye Hain Lakhoon Zakahm Maine Doston Par Aitbaar karke,..
Isliye "Jaanasheen" Kisi Se Mujhe Mohabbat Ab Na Rahi,..

_____________________________________-Jaanasheen-


Ae-dost har ek ko bewafa na samaj,
insan ka mijaz dusre insan se hota hai alag
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #43 on: February 07, 2007, 08:35:33 AM »
Reply with quote
this one is for all

Khuda ki banai kudrat nahi dekhi.
dilo me chupi daulat nahi dekhi.
jo kahta hai ki duriyo se mit jati hai dosti.
usne shayad hamari dosti nahi dekhi.
nm

nazar na lage meri aur meri dost[Rehana] ki dosti ko [Masha-Allah]
Logged
pinky
Guest
«Reply #44 on: February 07, 2007, 08:55:10 AM »
Reply with quote
ohh achcha ji to hum chaa rahe hain..
he he he :lol:
bas karo itni tareef na kiya karo bachche..!!

topic hi itna achcha start karogi to main likhungi hi na.!!
Usual Smile

Dost chahe jitne duur hon humse
Dil ke hamesha kareeb rehte hain,
Hum na bhi kahein apni tanhayi unse
Wo jaane kaise sun liya karte hain..
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:27:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer