DO BAATEIN AAPKI DO BAATEIN HUMARI

by muskan_bye on November 16, 2008, 06:06:18 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5665 times)
muskan_bye
Guest
Reply with quote
LOGO KI BAATEIN HUMNE SUNI HAI
HAR DO BAATON MEIN HO JATI HAI MULAKATEIN BHI
DOSTI BHI SHAYARI BHI DIL LAGI BHI OR MOHABBAT BHI
KAHETE HAI DO BAAT AAP KARENGE TABHI TOH HUM BHI KARENGE
JAB AAP NA BOLE TOH HUM KAISE CHUP NA HOYE
LOG DIL KI BAATEIN DO BAATON MEIN KAHE JATEIN HAI
JINKO SAMJHNA HOTA HAI WOH SAMJH JATEIN HAI
JINKE SAMJH NAHI AATA WOH PARESHAN HO JATE HAI

DO BAATEIN JAISE DOSTI , BHAICHAARE KI, KHUSHI KI, DERD KI, EHSAAS KI,
AISI KAI BAATEIN HOTI HAI JO HUMARE NASEEB MEIN LIKHI HOTI HAI
KHUSHI TOH IS BAAT KI HOTI HAI JO NASEEB HOTA HAI WOH ACHA DIKHATA HAI
KISI KO DO BAATON MEIN DOSTI KARA DETA HAI
KISI KO DO BATON MEIN HI PYAAR HO JATA HAI
KISI KO DO KHUSHI MEIN HI SAARI KHUSH MIL JATI HAI
KISI KO DO DERD MEIN HI BACHAINI SI HONE LAGTI HAI
KISI KO DO EHSAS HI KAFI HOTA HAI
KISI KA SAB KUCH DO BAATON MEIN HI KHATAM HO JATA HAI

DO BAATEIN JAISE ..................
AAP KISI SE DOSTI KARE
USAY APNE BHAI KI TARHA MANE SAMJHE
USAY HAR KHUSHI DENE KI KOSHISH KAREIN
USKE HAR DERD USKE SATH RAHE
USKO SAHI RAH CHALANE KA EHSAAS DILAYE
OR PHIR APNI ISI TARHA DO BAATON SE APNI DOSTI YA PYAAR YA KHUSHI KO APNAYE......

DO BAATEIN AAPKI HONGI DO BAATEIN HUMARI HONGI
AGAR HUM AAPKI NAHI SUNENGE TOH HUM AAPKO KAISE SAMJHENGE
AGAR AAP HUMARI NAHI SUNNEGNE TOH AAP HUMKO KAISE SAMJHENGE
ISLIYE HAR KISI KE LIYE DO BAATEIN YA CHAAR BAATEIN HI KAFI HOTI HAI
EK DUSRE KO SAMJHNE KE LIYE YA EK DUSRE KO JAANE KE LIYE

DO BAATON SE TOH RISHTE MAZBOOT BHI HOT JATE
JAISE BHAI BAHEN KA RISHTA APAS SALAH KARNA
JAISE MOHABBAT KA MOHABBAT SE RISHTA EK DUSRE KO SAMJHNA
JAISE DOSTI KA RISHTA EK DUSRE KI KADR KARNA
YE DO BAATEIN HI TOH KHUSHIYON MEIN RANGAT LATI HAI
EK DUSRE MEIN BADLAV LATI HAI OR NAYI SOUGAT LATI HAI


YE MAINE LIKHI HAI AAPSAB KO PASSAND AAYE TOH PLEASE AAP LOG ISME SHAIR KAREIN OR
HUME BATAYE

************************************************MUSKAN*********************************
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wafaa ki baatein.. by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Baatein! by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Teri Baatein........!!!!!!! by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
dil ki baatein by phoenix in Shayri-E-Dard
)})})MOHABBAT KI BAATEIN({({( by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
sjid hadayat
Guest
«Reply #1 on: November 16, 2008, 06:50:38 PM »
Reply with quote
ggod work muskan.. keep it up
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #2 on: November 16, 2008, 07:29:47 PM »
Reply with quote
acha lihka aapne!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #3 on: November 17, 2008, 03:20:23 AM »
Reply with quote
waah muskan achhe ahsaas phir dikha diye tumne..sabse badi baat tumne apna sachha heart khola hai...good.....


Dosti kya hai samajh pana mushqil hai
isme dono ka saath hona mumkin hai
kabhi mil payeiN ya na mil paayeiN
kabhi kabhi ho jata sangdil hai.

Tumhaari baton ko samajh pana bahut asaan hai
Dil se tum bahut hi naram si lagti ho
batoN se apni bahoot garam si lagti ho
ho sake toh dosti ko sambhal ke rakhna
rishtoN ko kayam ker ke rakhna.
Kutchh tum keh do kutch hum keh denge
apne apne karam suna denge
aa jao kahiN baithh ker kutchh baate ker leiN
dono mil ker ik nai dosti ker leiN.


Harash
[/color]



LOGO KI BAATEIN HUMNE SUNI HAI
HAR DO BAATON MEIN HO JATI HAI MULAKATEIN BHI
DOSTI BHI SHAYARI BHI DIL LAGI BHI OR MOHABBAT BHI
KAHETE HAI DO BAAT AAP KARENGE TABHI TOH HUM BHI KARENGE
JAB AAP NA BOLE TOH HUM KAISE CHUP NA HOYE
LOG DIL KI BAATEIN DO BAATON MEIN KAHE JATEIN HAI
JINKO SAMJHNA HOTA HAI WOH SAMJH JATEIN HAI
JINKE SAMJH NAHI AATA WOH PARESHAN HO JATE HAI

DO BAATEIN JAISE DOSTI , BHAICHAARE KI, KHUSHI KI, DERD KI, EHSAAS KI,
AISI KAI BAATEIN HOTI HAI JO HUMARE NASEEB MEIN LIKHI HOTI HAI
KHUSHI TOH IS BAAT KI HOTI HAI JO NASEEB HOTA HAI WOH ACHA DIKHATA HAI
KISI KO DO BAATON MEIN DOSTI KARA DETA HAI
KISI KO DO BATON MEIN HI PYAAR HO JATA HAI
KISI KO DO KHUSHI MEIN HI SAARI KHUSH MIL JATI HAI
KISI KO DO DERD MEIN HI BACHAINI SI HONE LAGTI HAI
KISI KO DO EHSAS HI KAFI HOTA HAI
KISI KA SAB KUCH DO BAATON MEIN HI KHATAM HO JATA HAI

DO BAATEIN JAISE ..................
AAP KISI SE DOSTI KARE
USAY APNE BHAI KI TARHA MANE SAMJHE
USAY HAR KHUSHI DENE KI KOSHISH KAREIN
USKE HAR DERD USKE SATH RAHE
USKO SAHI RAH CHALANE KA EHSAAS DILAYE
OR PHIR APNI ISI TARHA DO BAATON SE APNI DOSTI YA PYAAR YA KHUSHI KO APNAYE......

DO BAATEIN AAPKI HONGI DO BAATEIN HUMARI HONGI
AGAR HUM AAPKI NAHI SUNENGE TOH HUM AAPKO KAISE SAMJHENGE
AGAR AAP HUMARI NAHI SUNNEGNE TOH AAP HUMKO KAISE SAMJHENGE
ISLIYE HAR KISI KE LIYE DO BAATEIN YA CHAAR BAATEIN HI KAFI HOTI HAI
EK DUSRE KO SAMJHNE KE LIYE YA EK DUSRE KO JAANE KE LIYE

DO BAATON SE TOH RISHTE MAZBOOT BHI HOT JATE
JAISE BHAI BAHEN KA RISHTA APAS SALAH KARNA
JAISE MOHABBAT KA MOHABBAT SE RISHTA EK DUSRE KO SAMJHNA
JAISE DOSTI KA RISHTA EK DUSRE KI KADR KARNA
YE DO BAATEIN HI TOH KHUSHIYON MEIN RANGAT LATI HAI
EK DUSRE MEIN BADLAV LATI HAI OR NAYI SOUGAT LATI HAI


YE MAINE LIKHI HAI AAPSAB KO PASSAND AAYE TOH PLEASE AAP LOG ISME SHAIR KAREIN OR
HUME BATAYE

************************************************MUSKAN*********************************

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: November 17, 2008, 12:06:09 PM »
Reply with quote
Do batein kehkar woh sunate hain fasana
kya hota agar socho woh do fasana kehte
khatam ho jata samundar jo woh syahi hota
tab bhi woh kehte thoda ruko ghayel abhi makhta hain kehte
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: November 19, 2008, 04:36:42 PM »
Reply with quote
NICE SHARING MUSKAN, HARSH JI AND SG
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #6 on: November 20, 2008, 02:16:28 PM »
Reply with quote
thanks all and thanks shayari ke liye
thanks all mein aap sabhi aatein hai......

i accept your friendship 'Harash Mahajan'
POOJA JI, SAJID GHAYEL, ANJAAN DHARKAN, THANK YOU
AAP SABHI SHAYARI OR LIKHIYE THANKS

Duniya mein jane kya kya hota hai
jaise asmaan mein taare hote hai
waise hi log bahut saare hote hai
jaise rimjhim bharish hoti
zindagi mein ek khuwaish hoti
ki koi toh duniya ke ek tukde ko samjhe
is chote se do baton ke dil ko samjhe
zindagi ke fasane samjhe
khushiyon ke pegham ko samjhe
kanch ke tukde bikhar gaye
hum aaye or kisi ke dost ban gaye
phir phool khil gaye
hum khush ho gaye
chand roshni deta rahe
mere friends humesha rahe
suraj aise hi muskurata rahe
har koi apni baat khul kar kahein
chand ne halki roshni di
muskan ne thodi do baatein kahin........

**********************************MUSKAN*****************
 
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #7 on: November 20, 2008, 02:17:51 PM »
Reply with quote
AND THANKS 'SAJID HADAYAT' THANK YOU SO MUCH

Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #8 on: November 20, 2008, 02:20:15 PM »
Reply with quote
Pholoon ko chaman se pyaar hai
insan ko duao se pyaar hai
taaron ko asmaan se pyaar hai
har insan ko apni zindagi se pyaar hai
*****************************MUSKAN***************************
Logged
baadal102
Guest
«Reply #9 on: November 20, 2008, 02:21:18 PM »
Reply with quote
good work muskan ji
Harash ji as usual bahut khoob
N
ghayal ji kya baat hai



Baadal
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #10 on: November 20, 2008, 02:24:53 PM »
Reply with quote
BADAL JI agar aap kuch shayari pesh kartein toh acha hota
and thanks alot..

**************************MUSKAN***************************
Logged
baadal102
Guest
«Reply #11 on: November 20, 2008, 02:30:12 PM »
Reply with quote
BADAL JI agar aap kuch shayari pesh kartein toh acha hota
and thanks alot..

**************************MUSKAN***************************

muskan ji i am sorry hume nahi
pata tha ki aap ki post mai
reply karne ke liye shayari aana
jaruri hai. i am sorry & always
welcome muskan ji.
waise hume shayri nahi aati
aati hoti to jaroor likhte





Baadal
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #12 on: November 20, 2008, 02:37:08 PM »
Reply with quote
JHOOTH BOLNA TOH KOI AAPSE SEEKHE
AAPKI SHAYARI HUMNE PADI HUM JANTE
TABHI TOH HUM AAPSE SHAYARI LIKHNE KO KAHE RAHE

JHOOTH UTNA BOLIYE JO PURA HO SAKE
USSE NA BOLIYE JO AAPKI HAKIKAT JAAN CHUKE

******************************MUSKAN**************************
Logged
Ali Jee
Guest
«Reply #13 on: November 21, 2008, 04:53:18 PM »
Reply with quote
LOGO KI BAATEIN HUMNE SUNI HAI
HAR DO BAATON MEIN HO JATI HAI MULAKATEIN BHI
DOSTI BHI SHAYARI BHI DIL LAGI BHI OR MOHABBAT BHI
KAHETE HAI DO BAAT AAP KARENGE TABHI TOH HUM BHI KARENGE
JAB AAP NA BOLE TOH HUM KAISE CHUP NA HOYE
LOG DIL KI BAATEIN DO BAATON MEIN KAHE JATEIN HAI
JINKO SAMJHNA HOTA HAI WOH SAMJH JATEIN HAI
JINKE SAMJH NAHI AATA WOH PARESHAN HO JATE HAI

DO BAATEIN JAISE DOSTI , BHAICHAARE KI, KHUSHI KI, DERD KI, EHSAAS KI,
AISI KAI BAATEIN HOTI HAI JO HUMARE NASEEB MEIN LIKHI HOTI HAI
KHUSHI TOH IS BAAT KI HOTI HAI JO NASEEB HOTA HAI WOH ACHA DIKHATA HAI
KISI KO DO BAATON MEIN DOSTI KARA DETA HAI
KISI KO DO BATON MEIN HI PYAAR HO JATA HAI
KISI KO DO KHUSHI MEIN HI SAARI KHUSH MIL JATI HAI
KISI KO DO DERD MEIN HI BACHAINI SI HONE LAGTI HAI
KISI KO DO EHSAS HI KAFI HOTA HAI
KISI KA SAB KUCH DO BAATON MEIN HI KHATAM HO JATA HAI

DO BAATEIN JAISE ..................
AAP KISI SE DOSTI KARE
USAY APNE BHAI KI TARHA MANE SAMJHE
USAY HAR KHUSHI DENE KI KOSHISH KAREIN
USKE HAR DERD USKE SATH RAHE
USKO SAHI RAH CHALANE KA EHSAAS DILAYE
OR PHIR APNI ISI TARHA DO BAATON SE APNI DOSTI YA PYAAR YA KHUSHI KO APNAYE......

DO BAATEIN AAPKI HONGI DO BAATEIN HUMARI HONGI
AGAR HUM AAPKI NAHI SUNENGE TOH HUM AAPKO KAISE SAMJHENGE
AGAR AAP HUMARI NAHI SUNNEGNE TOH AAP HUMKO KAISE SAMJHENGE
ISLIYE HAR KISI KE LIYE DO BAATEIN YA CHAAR BAATEIN HI KAFI HOTI HAI
EK DUSRE KO SAMJHNE KE LIYE YA EK DUSRE KO JAANE KE LIYE

DO BAATON SE TOH RISHTE MAZBOOT BHI HOT JATE
JAISE BHAI BAHEN KA RISHTA APAS SALAH KARNA
JAISE MOHABBAT KA MOHABBAT SE RISHTA EK DUSRE KO SAMJHNA
JAISE DOSTI KA RISHTA EK DUSRE KI KADR KARNA
YE DO BAATEIN HI TOH KHUSHIYON MEIN RANGAT LATI HAI
EK DUSRE MEIN BADLAV LATI HAI OR NAYI SOUGAT LATI HAI


YE MAINE LIKHI HAI AAPSAB KO PASSAND AAYE TOH PLEASE AAP LOG ISME SHAIR KAREIN OR
HUME BATAYE

************************************************MUSKAN*********************************

aye bhi achi hi .........
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #14 on: November 21, 2008, 05:43:06 PM »
Reply with quote
waah muskan achhe ahsaas phir dikha diye tumne..sabse badi baat tumne apna sachha heart khola hai...good.....


Dosti kya hai samajh pana mushqil hai
isme dono ka saath hona mumkin hai
kabhi mil payeiN ya na mil paayeiN
kabhi kabhi ho jata sangdil hai.

Tumhaari baton ko samajh pana bahut asaan hai
Dil se tum bahut hi naram si lagti ho
batoN se apni bahoot garam si lagti ho
ho sake toh dosti ko sambhal ke rakhna
rishtoN ko kayam ker ke rakhna.
Kutchh tum keh do kutch hum keh denge
apne apne karam suna denge
aa jao kahiN baithh ker kutchh baate ker leiN
dono mil ker ik nai dosti ker leiN.


Harash
[/color]




Good work Harish....
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:34:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer