DO BAATEIN AAPKI DO BAATEIN HUMARI

by muskan_bye on November 16, 2008, 06:06:18 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5725 times)
taheer_khaja
Guest
«Reply #15 on: November 21, 2008, 06:13:08 PM »
Reply with quote
bahut khoob muskan
acha likha aapne Applause Applause Applause Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wafaa ki baatein.. by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Baatein! by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Teri Baatein........!!!!!!! by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
dil ki baatein by phoenix in Shayri-E-Dard
)})})MOHABBAT KI BAATEIN({({( by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
muskan_bye
Guest
«Reply #16 on: November 26, 2008, 12:45:48 PM »
Reply with quote
thanks 'TAHEER KHAJA' THANK YOU AAP BHI SHAYARI LIKHTE TOH KHUSHI HOTI
 
Tareef karni hai toh kijiye lekin..
naye andaaz se kijiye
kuch likh kar bhejiye
or humari khushi ko samjhiye.
kuch shayari likhiye........

************************************MUSKAN***********************
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #17 on: November 26, 2008, 08:55:13 PM »
Reply with quote
thanks 'TAHEER KHAJA' THANK YOU AAP BHI SHAYARI LIKHTE TOH KHUSHI HOTI
 
Tareef karni hai toh kijiye lekin..
naye andaaz se kijiye
kuch likh kar bhejiye
or humari khushi ko samjhiye.
kuch shayari likhiye........

************************************MUSKAN***********************

Muskan ji, aur Yoindia k sub dostoN ki nazer meri gazal k du sher..

Roz aatay ho, roz jatay
KyouN mojeh iss qader satatay


Berq girti hay bar bar jahaN
kyouN wahaN aashiaN banatay ho


Sajid Hadayat
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #18 on: November 26, 2008, 10:21:52 PM »
Reply with quote
Roz aatay ho, roz jaatay ho
Kyoun mujeh iss qader satatay ho

Berq girti hay bar bar jahaN
KyouN wahaN aashyaaN banatay ho

Sajid Hadayat
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #19 on: December 29, 2008, 08:54:32 AM »
Reply with quote
bahut khoob bahut acha likha hai "sjid hadayat"
thank u

ye toh har insan ka rule hai
aaye or chale gaye
magar dosti ko nibhake gaye
or kabhi na bhulne ka vaada kar gaye
or dikhiye hum phir se aa gaye or
aapko yaad karke aapko shayari de gaye.................

***********************muskan****************************
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #20 on: January 03, 2009, 11:43:59 AM »
Reply with quote
dosti mein hum do baatiein kahe rahe
agar hai kisi mohabbat unke ishare kafi hote
zindagi ke saare fasane ajeeb hote
jab ho gaye koi kisi se door
toh ho gaye kisi ke koi karib
ye bhi ek fasana bankar rahe gaye
do baaton mein log kahe gaye
dosti mein hum shayari likh gaye
yahi taqdeer ka hum ek manzar ban gaye..........

*****************************MUSKAN*************************
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #21 on: January 03, 2009, 11:49:18 AM »
Reply with quote
Roz aatay ho, roz jaatay ho
Kyoun mujeh iss qader satatay ho

Berq girti hay bar bar jahaN
KyouN wahaN aashyaaN banatay ho

Sajid Hadayat


wah sajid,bahut hi khoob kaha


jasbir singh
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #22 on: January 03, 2009, 11:54:09 AM »
Reply with quote
dosti mein hum do baatiein kahe rahe
agar hai kisi mohabbat unke ishare kafi hote
zindagi ke saare fasane ajeeb hote
jab ho gaye koi kisi se door
toh ho gaye kisi ke koi karib
ye bhi ek fasana bankar rahe gaye
do baaton mein log kahe gaye
dosti mein hum shayari likh gaye
yahi taqdeer ka hum ek manzar ban gaye..........

*****************************MUSKAN*************************

Kya likhti hu kaisa likhti hu yeh poochna na kabhi Ghayel se
Muje to aadat ho gayee hain tujhe behtar kehne ki
Us par koi dawa koi marham asar nahi karta
Use ab aadat si ho gayee hain ghayel rehne ki
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #23 on: January 03, 2009, 11:57:09 AM »
Reply with quote
HUM HAI AAP SE NARAZ JASBIRSHING JI
AB HUM AAPKO NAHI KARENGE MAAF
AREY JISNE BANAI USKI SHAYARI
AAPKO DIKHTI NAHI HAI AAJ
MANA KI TARIF KARO LEKIN.
JISNE ISAY BANAYA USKA BHI SATH MEIN BAYA KARO
SAJID JI HAI BAHUT ACHE LIKHTE
LEKIN HUMNE BHI JAWAB DENE MEIN PICHE NAHI HATE
AAJ NAHI KAREENGE MAAF KYOKI
AAPNE HUMARI DOSTI BHULADI PHIR AAJ..........JASBIRSING.......JI
*****************************MUSKAN******************************
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: January 03, 2009, 12:12:19 PM »
Reply with quote
dosti mein hum do baatiein kahe rahe
agar hai kisi mohabbat unke ishare kafi hote
zindagi ke saare fasane ajeeb hote
jab ho gaye koi kisi se door
toh ho gaye kisi ke koi karib
ye bhi ek fasana bankar rahe gaye
do baaton mein log kahe gaye
dosti mein hum shayari likh gaye
yahi taqdeer ka hum ek manzar ban gaye..........

*****************************MUSKAN*************************


very nice MUSKAN ...


DOH BATEY AAP KI, DOH BATEY HAMARI JAB HONEY LAGI
DIL MEH HAMAREY NA JANEY KINTI KWAISHEY PALNEY LAGI

ANJUMAN MEH JAB AAP KOH PEHLI BAAR DEKHA THA
NIGAOH NIGAOH MEH BAAT HONEY LAGI
DOH BATEY AAP KI, DOH BATEY HAMARI JAB HONEY LAGI
DIL MEH HAMAREY NA JANEY KINTI KWAISHEY PALNEY LAGI

BATOH HI BATOH MEH HUM JAAN GAYE
DIL MEH AAP KEY BHI MOHABBAT HONEY LAGI
DOH BATEY AAP KI, DOH BATEY HAMARI JAB HONEY LAGI
DIL MEH HAMAREY NA JANEY KINTI KWAISHEY PALNEY LAGI




Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: January 03, 2009, 12:17:40 PM »
Reply with quote
HUM HAI AAP SE NARAZ JASBIRSHING JI
AB HUM AAPKO NAHI KARENGE MAAF
AREY JISNE BANAI USKI SHAYARI
AAPKO DIKHTI NAHI HAI AAJ
MANA KI TARIF KARO LEKIN.
JISNE ISAY BANAYA USKA BHI SATH MEIN BAYA KARO
SAJID JI HAI BAHUT ACHE LIKHTE
LEKIN HUMNE BHI JAWAB DENE MEIN PICHE NAHI HATE
AAJ NAHI KAREENGE MAAF KYOKI
AAPNE HUMARI DOSTI BHULADI PHIR AAJ..........JASBIRSING.......JI
*****************************MUSKAN******************************


 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard hai ni MUSKAN

HAI NI MUSKAN, KU KHOTEY HO AAP APNI MUSKAN
HUM TOH TUMHAREY HI LIYE KUCH LIKH RAHEY THEY
ISSEY PEHLEY KI HUM KUCH SEND KAR PATEY
AAP NEY PEHLEY HI LEH LI HAMARI JAAN
HAI HI MUSKAN, KU KHOTEY HO AAP APNI MUSKAN

KUCH PAL TOH DOH HAMEY KUCH LIKHENEY KEY LIYE
KAREY AAP PEH KUCH NISAAR, AAP KI MUSKAAN KEY LIYE
PAR AAP TOH LEH LETEY HO BAHUT JALDI MERI JAAN
HAI NI MUSKAN, KU KHOTEY HO AAP APNI MUSKAN  Giggle


JASBIR SINGH
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #26 on: January 03, 2009, 12:21:25 PM »
Reply with quote
JAWAB DEKAR KYA DIKHA DIYA
HUMNE AAPKO KOI MAAF NAHI KIYA......

DO BAATEIN AAPKI DO BAATEIN HUMARI
KOI SUNTA HAI TOH SUNE
HAR LAFZ MEIN BAYA HAI DIL KE FASANE
KYA KARE DIL  HI AISA HAI
KI MANTA NAHI APNI DIL KI SHAYARI DENE SE HATTA NAHI........
**************************MUSKAN*********************************
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: January 03, 2009, 12:31:17 PM »
Reply with quote
JAWAB DEKAR KYA DIKHA DIYA
HUMNE AAPKO KOI MAAF NAHI KIYA......

DO BAATEIN AAPKI DO BAATEIN HUMARI
KOI SUNTA HAI TOH SUNE
HAR LAFZ MEIN BAYA HAI DIL KE FASANE
KYA KARE DIL  HI AISA HAI
KI MANTA NAHI APNI DIL KI SHAYARI DENE SE HATTA NAHI........
**************************MUSKAN*********************************

HAI NI MUSKAN


RUTHNA AAP KA BADA MANCHALA HAI
DIL KA YEH RISHTA, RANGEEN HO CHALA HAI


DOH BATEY TUMHARI, DOH BATEY HAMARI
DUNIYA BHI ABB DEKH RAHI HAI
LADAYI JHAGDEY MEH HAMARI
YEH KAISEY JINDAGI BEET RAHI HAI

SHEROH SHAIRI TUM KHOOB KARTI HO
KUCH HI PALOH MEH MAGAR BIGADTI HO
YEH BAATEY HAMEY KABHI KABHI BHAATI HAI
MUSKAN SEY HAMEY BHI MUSKAN AATI HAI



JASBIR SINGH
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #28 on: January 03, 2009, 12:41:28 PM »
Reply with quote
AAPNE AISA KYA KAHE DIYA
DIL KO LUBHA DIYA
KHUSHI HUI JANKAR....JASBIRSING JI
KI AAPKO HUMNE APNI MUSKAN MEIN SHAMIL KAR LIYA
HUMARI DUAYE LAG JAYE AAPKO
AISE HI MUSKURATE RAHO
KHUSHIYON DUNIYA MILE
CHAHTON KI BARSAAT HO
OR HUMESHA AAP KHUSH RAHO.............

MANA KI HUM HAI THODE GUSSE
MAGAR AAPKO AATE HAI MANANE KE TARIKE
KYA KAHE AAPKA JAWAB NAHI
AAP KHUSH KAR DETE HO HUME
SHAYARI LIKH KAR .............
***************************************MUSKAN******************
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #29 on: January 03, 2009, 12:53:01 PM »
Reply with quote
HAI NI MUSKAN


ADAYEH AAP KI HAMEY HAMESHA LUBHATI HAI
CHEHREY PEH HAMAREY YEH MUSKAN LAATI HAI
REHNA YUHI BUSS HAMAREY DILOH MEH
DUAYE AAP KI HAMESHA KAAM AATI HAI


MUKAN KEY SAATH YEH BYE NA JODOH
CHEHRA HUMSEY YU TUM NA MODOH
TUMHAREY DAMAN SEY HI YEH KHUSHIYA AATI HAI
MUSKAN AAP KI MUSKAN SEY HAMEY MUSKAN AATI HAI
DUAYE AAP KI HAMESHA KAAM AATI HAI


RABB KAREY AAP KOH JANNAT KI KHUSHIYA MILEY
HAR PAL HAR GHADI, AAP KA NOOR KHILEY
TUMHAREY AANEY SEY HI MEHFIL MEH RONAK AATI HAI
MUSKAN AAP KI MUSKAN SEY HAMEY MUSKAN AATI HAI
DUAYE AAP KI HAMESHA KAAM AATI HAI



JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 10:37:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer