Dost apna bana kar to dekho

by farhanandu on April 08, 2006, 07:28:31 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3293 times)
farhanandu
Guest
Reply with quote
Raat mein khayaalon mein aati ho tum
Kabhi saamne aakar bhi dekho

Hum se baatein to roz karte ho tum
Kabhi humaari taraf muskuraakar bhi dekho

Humaari nazar bohat kuch keh deti hai
Kabhi hamein nazaron se samajh kar to dekho

Humse dosti ka rishta hai tumhara
Kabhi hum say dil laga kar to dekho

Humari baton ne tumhaara dil kahi baar behlaya hai
Kabhi apni baton se hamein hasaa kar to dekho

Mujhse milkar anjaane mein dil mein basne lagti ho
Kabhi hamein bhi apne dil mein basaa kar to dekho

Har mushkil rah be aasaan ho jaayegi bus
Hum par ik baar aitbaar kar ke to dekho

Hum tumhein zindagi mein har khushi denge
Bus ek baar humse pyaar kar ke to dekho

Tumhein paane ke liye har imtihaan denge
Tum Humein kabhi aazmaa kar to dekho

Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana
Ek baar hamein apna bana kar to dekho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dekho apna hi maal hain by Bhavesh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Dost bana na koi Rakeeb bana by Nino in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Dost bana na koi Rakeeb bana by Nino in Ghazals
Apna Bana ke Dekho by kittoo in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Hume apna dost bana gaya koi - Shikha by Shikha sanghvi in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2006, 07:44:53 AM »
Reply with quote
Farhanandu

Bahut khoob !

Aap dosti par bahut achcha likh rahe hain.

Keep going :arrow:

Rajbir
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #2 on: April 08, 2006, 09:12:45 AM »
Reply with quote
nice jee..welcome 2 yoindia
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: November 30, 2008, 12:08:13 PM »
Reply with quote
Raat mein khayaalon mein aati ho tum
Kabhi saamne aakar bhi dekho

Hum se baatein to roz karte ho tum
Kabhi humaari taraf muskuraakar bhi dekho

Humaari nazar bohat kuch keh deti hai
Kabhi hamein nazaron se samajh kar to dekho

Humse dosti ka rishta hai tumhara
Kabhi hum say dil laga kar to dekho

Humari baton ne tumhaara dil kahi baar behlaya hai
Kabhi apni baton se hamein hasaa kar to dekho

Mujhse milkar anjaane mein dil mein basne lagti ho
Kabhi hamein bhi apne dil mein basaa kar to dekho

Har mushkil rah be aasaan ho jaayegi bus
Hum par ik baar aitbaar kar ke to dekho

Hum tumhein zindagi mein har khushi denge
Bus ek baar humse pyaar kar ke to dekho

Tumhein paane ke liye har imtihaan denge
Tum Humein kabhi aazmaa kar to dekho

Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana
Ek baar hamein apna bana kar to dekho



very  nice faahnandu


EK BAAR HAMEY APNA BANA KAR TOH DEKHO



JASBIR SINGH

Logged
juveriyasaba
Guest
«Reply #4 on: December 10, 2008, 03:47:16 PM »
Reply with quote
bahot ache
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: December 10, 2008, 06:43:42 PM »
Reply with quote
Nice Farhanandu Ji
Logged
juveriyasaba
Guest
«Reply #6 on: December 11, 2008, 07:29:52 AM »
Reply with quote
gud
Logged
juveriyasaba
Guest
«Reply #7 on: December 11, 2008, 07:31:01 AM »
Reply with quote
hey
Logged
juveriyasaba
Guest
«Reply #8 on: December 11, 2008, 07:31:31 AM »
Reply with quote
amazing
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:15:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer