***dost bankar hi de rahe sab zakhm hain***

by kaushikbhawna008 on September 08, 2008, 10:11:22 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1486 times)
kaushikbhawna008
Guest
Reply with quote


Aaj fir dil mei  ho raha kuch dard hai
Ek dost k haatho fir khaaye kuch zakhm hain

Dost samajh jise apna sab kuch hamne tha dia bata
Aaj wahi de rahe hamei kuch naye zakhm hain

Kuch nahi bohut kuch chipaya tha usne
Aur keh rahe hai ki hamne sab kuch hai dia bata

Kya karu kisse kahu aur jaa kisse karu mein shikwa
Jab apne hi ban gair hamei de rahe naye zakhm hain

Dost ban mera dil mei kuch aise the wo bas gaye
Yuhi haste haste mere sab armaano ko khushi khushi hi kuchal gaye

Ae rab na fir kabhi dena mujhe yu daga na banne koi fir dost mera
Dost bankar hi mujhe dei rahe sab zakhm hain

Logged
baadal102
Guest
«Reply #1 on: September 08, 2008, 10:18:06 AM »
Reply with quote
bahut hi aacha likha hai bhawna ji

ye dhoke dil pe sahe hai ro ro ke




Baadal
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: September 08, 2008, 10:23:24 AM »
Reply with quote
thnk u baadal ji and sahi kaha aapne ye dhoke hamne hamesha dil par ro ro kar hi sahe hain na jaane fir bhi kyu ye dil fir bhi aitbaar karne lagta hai yahi sochkar ki shayd ye zakhm aakhiri ho ye imthaan aakhiri ho  sad5
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: October 05, 2008, 06:35:14 PM »
Reply with quote
Bohat khoob likha hai bhawna dear...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: October 31, 2008, 09:58:39 PM »
Reply with quote
bahoot khoob bhawna, good work!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: November 07, 2008, 11:29:46 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Bhawna ...Agar duniya main bure log hain, to achche logon se bhi khali nahin hai duniya....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: November 08, 2008, 12:54:26 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Bhawna Ji

Yeh zamana hi aisa hai
Jis ko bhi vishwaas karo
Wahi zakham de jata hai

Yeh to hui wahi baat
Ki mukh pe Ram Ram
Bagal Mein Chhuri
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: November 08, 2008, 01:01:05 AM »
Reply with quote
NICE LINES RH
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: November 08, 2008, 01:10:30 AM »
Reply with quote
Thanx Pooja Ji
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #9 on: November 08, 2008, 01:12:06 AM »
Reply with quote


Aaj fir dil mei  ho raha kuch dard hai
Ek dost k haatho fir khaaye kuch zakhm hain

Dost samajh jise apna sab kuch hamne tha dia bata
Aaj wahi de rahe hamei kuch naye zakhm hain

Kuch nahi bohut kuch chipaya tha usne
Aur keh rahe hai ki hamne sab kuch hai dia bata

Kya karu kisse kahu aur jaa kisse karu mein shikwa
Jab apne hi ban gair hamei de rahe naye zakhm hain

Dost ban mera dil mei kuch aise the wo bas gaye
Yuhi haste haste mere sab armaano ko khushi khushi hi kuchal gaye

Ae rab na fir kabhi dena mujhe yu daga na banne koi fir dost mera
Dost bankar hi mujhe dei rahe sab zakhm hain



bahut dard hai bhawna ji.. bahut accha dard bayan kiya hai aapne. accha laga padkar.
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #10 on: November 08, 2008, 01:14:01 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Bhawna Ji

Yeh zamana hi aisa hai
Jis ko bhi vishwaas karo
Wahi zakham de jata hai

Yeh to hui wahi baat
Ki mukh pe Ram Ram
Bagal Mein Chhuri

itna b karab nahi hai Rajesh bhai.. phool bi hai aur kante bi hai.. waise hi accha dost bi hai aur zakham dene wale dost bi hai...50-50 .... tongue3
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #11 on: November 08, 2008, 01:18:52 AM »
Reply with quote
itna b karab nahi hai Rajesh bhai.. phool bi hai aur kante bi hai.. waise hi accha dost bi hai aur zakham dene wale dost bi hai...50-50 .... tongue3
Mana ki hai 50 - 50
Par pata lage ki kaun se 50
Agar na laga pata ki kaun 50
Yahi to kar dete hai naak Chipty
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:16:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer