DOSTI [Asghr]

by Asghr on February 05, 2009, 05:08:48 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1078 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
DOSTI MAIN HUM LAUG UMEED-EH-SILAH NAHIN KARTE
KISI SE DOSTI NA REH TAU KABI GILA NAHIN KARTE
JIN LAUGOOHN K AIK SE ZYADA ROOP HOON
AISE LAUGOOHN SE HUM KABI MILA NAHIN KARTE
DOSTI K PARDE MAIN JO HUM SE DUSHMNI KARAIN
UUN K LIYE CHAHAT K PHOOL KHILA NAHIN KARTE
DOSTI KI KHATIR HUM JAAN B QURBAAN KAR DAIN
YAAR KAANTOOHN PEH SULAA DE TAU HUM HILA NAHIN KARTE
TALWAR K ZAKHAM TAU BHAR JAATE HAIN WAQAT K SAATH ASGHR
ZUBAAN K DIYE HUAY ZAKHAM KABI SILA NAHIN KARTE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
WO SDAA MUSKRAATI REH [Asghr] by Asghr in Miscellaneous Shayri
TERA TASWER [Asghr] by Asghr in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
MERE DIL KI SDAA [Asghr] by Asghr in Shayri for Khumar -e- Ishq
NAIK BANDAH [Asghr] by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
PEHLI NAZAR [Asghr] by Asghr in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 05, 2009, 05:13:05 PM »
Reply with quote
Subhan Allah, Bohat BOhat Achche,.
Speacially This Line Bhai,.

DOSTI KI KHATIR HUM JAAN B QURBAAN KAR DAIN
YAAR KAANTOOHN PEH SULAA DE TAU HUM HILA NAHIN KARTE

Yun Hi UK Aur Saare Aalam Ko Nawaazte Rahiye Aapki Shayari Se,.
Allah Aur Izaafa Kare, Lafzon Mein Zindagi Mein, Aur Khushiyon Mein,

Khush Raho,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #2 on: February 05, 2009, 06:21:26 PM »
Reply with quote
shukriya bhai.asghr
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: February 05, 2009, 06:29:51 PM »
Reply with quote
TALWAR K ZAKHAM TAU BHAR JAATE HAIN WAQAT K SAATH ASGHR
ZUBAAN K DIYE HUAY ZAKHAM KABI SILA NAHIN KARTE

Bohot Khoob Asghr Ji...aur upar waale sher main to gehri sachchai hai.....Beautiful creation !
Logged
Asghr
Guest
«Reply #4 on: February 05, 2009, 06:35:08 PM »
Reply with quote
SHUKRIYA CELMIRA JI,SDAA KHUSH REHAIN. ASGHR icon_salut
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: February 05, 2009, 06:42:24 PM »
Reply with quote
DOSTI MAIN HUM LAUG UMEED-EH-SILAH NAHIN KARTE
KISI SE DOSTI NA REH TAU KABI GILA NAHIN KARTE
JIN LAUGOOHN K AIK SE ZYADA ROOP HOON
AISE LAUGOOHN SE HUM KABI MILA NAHIN KARTE
DOSTI K PARDE MAIN JO HUM SE DUSHMNI KARAIN
UUN K LIYE CHAHAT K PHOOL KHILA NAHIN KARTE
DOSTI KI KHATIR HUM JAAN B QURBAAN KAR DAIN
YAAR KAANTOOHN PEH SULAA DE TAU HUM HILA NAHIN KARTE
TALWAR K ZAKHAM TAU BHAR JAATE HAIN WAQAT K SAATH ASGHR
ZUBAAN K DIYE HUAY ZAKHAM KABI SILA NAHIN KARTE

wah wah wah ASGHR

jasbir singh
Logged
Asghr
Guest
«Reply #6 on: February 05, 2009, 08:17:38 PM »
Reply with quote
thanks veer ji, sdaa khush raho.asghr
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: February 05, 2009, 08:44:16 PM »
Reply with quote
Bohat khoob miya hame bhoole to nahi....waise achchanak hasate hasate itna dard kaha se aa gaya bhai. Achche shayer ki yahi pehchaan hain ke woh apne lafzo se mahaul ko apni ghazal jaisa bana leta hain.

Tumse request karuga asghr ke tum shero ke beech me space do aur bold me likho tum bohat achcha likhte ho aur presentation plays a important role.

You can take help from any of our monitors or senior members.

And i am always there to help you dear i love ur work.

Logged
Asghr
Guest
«Reply #8 on: February 05, 2009, 11:00:44 PM »
Reply with quote
SHUKRIYA BHAI JAAN,DEERE DEERE SEEKH RAH HOON MAIN KISI PEH BOUJ NAHIN HONA CHATAH.ASGHR
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:14:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer