Dosti Ke Badalte Rukh

by syednaami on April 19, 2009, 09:40:21 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4261 times)
syednaami
Guest
Reply with quote
Bare dinon bad khud izhar-e-khayal karne ko dil chaha, so aap logon ki khidmat men yeh ghazal paish kar raha, doston ko behad pasand ayegi... Shukirya

Kuchh anjane men kisi ne hamen sataya hoga,
Kuchh anjane men hamne kisi ko rulaya hoga...

Rishton ke khel men apne paraye hote hain,
Kuchh Parayon ko hamne bhi dil se lagaya hoga...

Dukh to hota hai chehron ke badal jaane par,
Khair aisa keh kar hamne hi unka dil dukhaya hoga...

Baat chhoti ko bari banne men der kahan lagti hai,
Isi tarah doston ne hi kuchh baton ko barhaya hoga...

Bigri ko ham hi bar bar banaate rahe dil se,
Shayad doston ko bhi kabhi aisa khayal aya hoga...

In baton se dil ko hi milti hai takleef bahut,
Bas dosti karke hamne khud ko hi zara sataya hoga...

Bane the dost jo kal aaj bhi dost hain apne liye,
Lagta nahin kyun Naami ko bhi unhonne dost banaya hoga...

-!Syed!-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
** badalte ehasas by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Badalte Nazare...!! by badnaam_shayar in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
kyu nahi badalte dil jo taqdeere badal jathi hai.. by Satya.patel in Shairi for Manzar -e- Kudrat
**Log badalte jaa rahe hai** by dead heart in Miscellaneous Shayri
Badalte kandhe............. by md.ayad in Shayri-E-Dard
dead heart
Guest
«Reply #1 on: April 19, 2009, 10:07:25 AM »
Reply with quote
Wah Wah Syed saheb...kya khoob likha hai apne.. teesra shaer toh lajawab tha... Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: April 19, 2009, 10:14:05 AM »
Reply with quote
Bare dinon bad khud izhar-e-khayal karne ko dil chaha, so aap logon ki khidmat men yeh ghazal paish kar raha, doston ko behad pasand ayegi... Shukirya

Kuchh anjane men kisi ne hamen sataya hoga,
Kuchh anjane men hamne kisi ko rulaya hoga...

Rishton ke khel men apne paraye hote hain,
Kuchh Parayon ko hamne bhi dil se lagaya hoga...

Dukh to hota hai chehron ke badal jaane par,
Khair aisa keh kar hamne hi unka dil dukhaya hoga...

Baat chhoti ko bari banne men der kahan lagti hai,
Isi tarah doston ne hi kuchh baton ko barhaya hoga...

Bigri ko ham hi bar bar banaate rahe dil se,
Shayad doston ko bhi kabhi aisa khayal aya hoga...

In baton se dil ko hi milti hai takleef bahut,
Bas dosti karke hamne khud ko hi zara sataya hoga...

Bane the dost jo kal aaj bhi dost hain apne liye,
Lagta nahin kyun Naami ko bhi unhonne dost banaya hoga...

-!Syed!-

Bohot Khoob S.Naami, aaj bohot din baad likha aapne, bohot khoob likha hai !
Logged
salil2002
Guest
«Reply #3 on: April 19, 2009, 10:23:47 AM »

bade bhai bahut dino k baad aapne likha hai.......... Ek shikayat hai aap roz likha karo......

maine kii dosti aur oose dil mein jagah di
mere doston ne bhi apne dil mein mera kona banaya hoga

mere doston agar khata ho kucch "Saahil" kii toh maaf karna
main jaanta hoon tumne apni zindgi ko sharafat main bitaya hoga

mujhe koi gila nahin , main sabke gale lagta hoon
mujhe oonse bhi mohabbat hai jinhone mera dil dukhaya hoga

tasveer k pahlu hai do dosti aur mohabbat meri nazar mein
khuda jaanta hai mera maine har dastoor nibhaya hoga
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: April 19, 2009, 10:28:53 AM »

Superb! Syed Ji . kya kamal ka likha hai ... Superb!

Wah Talat Di kya khoob kaha hai aapne..
Logged
syednaami
Guest
«Reply #5 on: April 19, 2009, 12:36:34 PM »
Reply with quote
Wah Wah Syed saheb...kya khoob likha hai apne.. teesra shaer toh lajawab tha... Applause
Bahut shukriya Dear Dead heart... pasand farmane ke liye...
Bohot Khoob S.Naami, aaj bohot din baad likha aapne, bohot khoob likha hai !
Celmira Jee, Jee bare dinon baad likha hai, bas aaj kal masrufiyat ki nazar ho gaye hain... Tahe-dil se mashkoor hun aapka...
bade bhai bahut dino k baad aapne likha hai.......... Ek shikayat hai aap roz likha karo......

maine kii dosti aur oose dil mein jagah di
mere doston ne bhi apne dil mein mera kona banaya hoga

mere doston agar khata ho kucch "Saahil" kii toh maaf karna
main jaanta hoon tumne apni zindgi ko sharafat main bitaya hoga

mujhe koi gila nahin , main sabke gale lagta hoon
mujhe oonse bhi mohabbat hai jinhone mera dil dukhaya hoga

tasveer k pahlu hai do dosti aur mohabbat meri nazar mein
khuda jaanta hai mera maine har dastoor nibhaya hoga
Wah wah, mere pyare dost, kya barhiya jawab paish kiya hai, bhai lutf aa gaya...
Bahut shukriya zara nawazi bhaya... Han dost, abhi inshaAllah likhte rahenge...
Superb! Syed Ji . kya kamal ka likha hai ... Superb!

Wah Talat Di kya khoob kaha hai aapne..
Sophi sahiba, aap ne dad di aur samjha is ke liye bahut bahut mamnoon hun...
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #6 on: April 19, 2009, 12:53:35 PM »
Reply with quote
Janabe Wala Bahut khoob,
Dad qubool firmain

han kafi dino ke baad aap ko dekh raha hun

javed
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: April 19, 2009, 01:25:00 PM »
Reply with quote
Bare dinon bad khud izhar-e-khayal karne ko dil chaha, so aap logon ki khidmat men yeh ghazal paish kar raha, doston ko behad pasand ayegi... Shukirya

Kuchh anjane men kisi ne hamen sataya hoga,
Kuchh anjane men hamne kisi ko rulaya hoga...

Rishton ke khel men apne paraye hote hain,
Kuchh Parayon ko hamne bhi dil se lagaya hoga...

Dukh to hota hai chehron ke badal jaane par,
Khair aisa keh kar hamne hi unka dil dukhaya hoga...

Baat chhoti ko bari banne men der kahan lagti hai,
Isi tarah doston ne hi kuchh baton ko barhaya hoga...

Bigri ko ham hi bar bar banaate rahe dil se,
Shayad doston ko bhi kabhi aisa khayal aya hoga...

In baton se dil ko hi milti hai takleef bahut,
Bas dosti karke hamne khud ko hi zara sataya hoga...

Bane the dost jo kal aaj bhi dost hain apne liye,
Lagta nahin kyun Naami ko bhi unhonne dost banaya hoga...

-!Syed!-

Bahoot khoob likha hai syed ji... Applause Applause Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #8 on: April 19, 2009, 01:26:19 PM »
Reply with quote
bade bhai bahut dino k baad aapne likha hai.......... Ek shikayat hai aap roz likha karo......

maine kii dosti aur oose dil mein jagah di
mere doston ne bhi apne dil mein mera kona banaya hoga

mere doston agar khata ho kucch "Saahil" kii toh maaf karna
main jaanta hoon tumne apni zindgi ko sharafat main bitaya hoga

mujhe koi gila nahin , main sabke gale lagta hoon
mujhe oonse bhi mohabbat hai jinhone mera dil dukhaya hoga

tasveer k pahlu hai do dosti aur mohabbat meri nazar mein
khuda jaanta hai mera maine har dastoor nibhaya hoga
Bahoot khoob salil!!
Logged
syednaami
Guest
«Reply #9 on: April 19, 2009, 04:53:51 PM »
Reply with quote
Janabe Wala Bahut khoob,
Dad qubool firmain

han kafi dino ke baad aap ko dekh raha hun

javed
Bahut bahut Shukriya muhtaram Javed sahib, aap aye to hamari is shayiri ko char chand lag gaye... Mehrbani Nawazish...
Bahoot khoob likha hai syed ji... Applause Applause Applause
Salma Saahiba, aap ne pasand kiya bahut achha laga hamen, shukriya...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #10 on: April 20, 2009, 09:57:25 AM »
Reply with quote
shukriya syed bhai ......aur salma
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: April 22, 2009, 06:26:39 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai bahoot khoob syednaami!!

Good one Salil!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #12 on: April 22, 2009, 06:59:03 PM »
Reply with quote
Bare dinon bad khud izhar-e-khayal karne ko dil chaha, so aap logon ki khidmat men yeh ghazal paish kar raha, doston ko behad pasand ayegi... Shukirya

Kuchh anjane men kisi ne hamen sataya hoga,
Kuchh anjane men hamne kisi ko rulaya hoga...

Rishton ke khel men apne paraye hote hain,
Kuchh Parayon ko hamne bhi dil se lagaya hoga...

Dukh to hota hai chehron ke badal jaane par,
Khair aisa keh kar hamne hi unka dil dukhaya hoga...

Baat chhoti ko bari banne men der kahan lagti hai,
Isi tarah doston ne hi kuchh baton ko barhaya hoga...

Bigri ko ham hi bar bar banaate rahe dil se,
Shayad doston ko bhi kabhi aisa khayal aya hoga...

In baton se dil ko hi milti hai takleef bahut,
Bas dosti karke hamne khud ko hi zara sataya hoga...

Bane the dost jo kal aaj bhi dost hain apne liye,
Lagta nahin kyun Naami ko bhi unhonne dost banaya hoga...

-!Syed!-

waah sayednaami..
kyaa baat hai jee...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: April 24, 2009, 04:54:02 PM »
Reply with quote
Bare dinon bad khud izhar-e-khayal karne ko dil chaha, so aap logon ki khidmat men yeh ghazal paish kar raha, doston ko behad pasand ayegi... Shukirya

Kuchh anjane men kisi ne hamen sataya hoga,
Kuchh anjane men hamne kisi ko rulaya hoga...

Rishton ke khel men apne paraye hote hain,
Kuchh Parayon ko hamne bhi dil se lagaya hoga...

Dukh to hota hai chehron ke badal jaane par,
Khair aisa keh kar hamne hi unka dil dukhaya hoga...

Baat chhoti ko bari banne men der kahan lagti hai,
Isi tarah doston ne hi kuchh baton ko barhaya hoga...

Bigri ko ham hi bar bar banaate rahe dil se,
Shayad doston ko bhi kabhi aisa khayal aya hoga...

In baton se dil ko hi milti hai takleef bahut,
Bas dosti karke hamne khud ko hi zara sataya hoga...

Bane the dost jo kal aaj bhi dost hain apne liye,
Lagta nahin kyun Naami ko bhi unhonne dost banaya hoga...

-!Syed!-

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Syed ji aapne bohat khoob likha hai 
yuhi likhte rahiye Great lines ...
Miss you lotsss Syed ji....
Logged
syednaami
Guest
«Reply #14 on: April 30, 2009, 03:43:29 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai bahoot khoob syednaami!!

Good one Salil!!

Bahut shukriya aap ki tashreef aavari ka aur taareef kel liye meherbaani, Pooja sahiba...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:34:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer