Rishi Agarwal
Guest
|
Ek Aastha Ek Vishwas Hain Dosti.. Koi Rishta Nahi Ek Ehsaas Hain Dosti..
Mahaj Tohfa Nahin Khuda Ki Amanat Hain Dosti.. Krishna Ki Geeta, Kuraan See Pak Hain Dosti..
Sirf Manjil Nahin Khud Mein Ek Mukaam Hain Dosti.. Parkarti Ki Den Hain Dosti..
Darde Dil Ki Rahat Hain Dosti.. Gamo Ko Bhulane Ka Jariya Hain Dosti..
Do Dilo Ka Mail Hain Dosti.. Har Kahi Aankahi Baat Ki Jubaan Hain Dosti..
Har Gum Ki Har Dard Ki Dawa Hain Dosti.. Jaanne Walo Ki Kami Hain Warna, Iss Jamin Par Khuda Hain Dosti..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 24, 2011, 05:40:35 PM » |
|
Ek Aastha Ek Vishwas Hain Dosti.. Koi Rishta Nahi Ek Ehsaas Hain Dosti..
Mahaj Tohfa Nahin Khuda Ki Amanat Hain Dosti.. Krishna Ki Geeta, Kuraan See Pak Hain Dosti..
Sirf Manjil Nahin Khud Mein Ek Mukaam Hain Dosti.. Parkarti Ki Den Hain Dosti..
Darde Dil Ki Rahat Hain Dosti.. Gamo Ko Bhulane Ka Jariya Hain Dosti..
Do Dilo Ka Mail Hain Dosti.. Har Kahi Aankahi Baat Ki Jubaan Hain Dosti..
Har Gum Ki Har Dard Ki Dawa Hain Dosti.. Jaanne Walo Ki Kami Hain Warna, Iss Jamin Par Khuda Hain Dosti..
Bahut khoob rishi bade hi saaf aur sache lafzo mein dosti ki shakhsiyat ko bayan kiya hai apne...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 24, 2011, 05:42:31 PM » |
|
Bahut khoob rishi bade hi saaf aur sache lafzo mein dosti ki shakhsiyat ko bayan kiya hai apne...
Bahut Bahut Shukriya Geet Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 24, 2011, 06:08:09 PM » |
|
hmm dosti-- u knw Rishi ji--dosti aur pyar me jada fark nhi hota. pyar me kabhi kabhi Paane ki bahut lalak ho jaati hai lekin Dosti meri nazar me sirf Nibhane aur Dene ka naam hai. kuch log sirf dosti ke karan hi zinda rahte hain duniya me. ye sabse Anmol tohfa hai Kudrat ka Insaan ko dia hua. " nirala ke lie Gharwalon se Pahle Apne sachhe dosto ki dosti hai "" thanx
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 24, 2011, 06:15:18 PM » |
|
hmm dosti-- u knw Rishi ji--dosti aur pyar me jada fark nhi hota. pyar me kabhi kabhi Paane ki bahut lalak ho jaati hai lekin Dosti meri nazar me sirf Nibhane aur Dene ka naam hai. kuch log sirf dosti ke karan hi zinda rahte hain duniya me. ye sabse Anmol tohfa hai Kudrat ka Insaan ko dia hua. " nirala ke lie Gharwalon se Pahle Apne sachhe dosto ki dosti hai "" thanx
Shukriya Nirala Ji Aur Aapne Bilkul Sahi Kha Aapne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 24, 2011, 06:24:50 PM » |
|
aapne aaj Nirala ko serious sa reply dene ko bound kar dia ji-- kamaal hai-- in do baato Pyar aur Dosti par mai kabhi halki baate nahi kar sakta coz mujhse ye dono baate bahut buri tarah judi hui hai. majburi aisi ki pyar ko bhi apni dosti batane par badhya hun--
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 24, 2011, 06:38:00 PM » |
|
aapne aaj Nirala ko serious sa reply dene ko bound kar dia ji-- kamaal hai-- in do baato Pyar aur Dosti par mai kabhi halki baate nahi kar sakta coz mujhse ye dono baate bahut buri tarah judi hui hai. majburi aisi ki pyar ko bhi apni dosti batane par badhya hun--
Nirala Ji Aap Jis Raah Pe Khade Ho Kai Baar Aisa Bahut Se Person Ke Saath HO Jata hai Kyuki Hum Jinse Pyar Kar Beithte Hai Unki Nazar Mein Hum Sirf Ek Dost Hi Rahte Hai AUr Unhe Chahkar Bhi Apna Pyar Nahi Dikha Pate Hai Kyuki Pyar Ki Khatir Dosti Tod Nahi Sakte Pyar Na Sahi Per Dost Bankar Her Pal Wo Apne Sath To Hai Her Lamha Uske Nazdik Hone Ka Ehsaas To Hai Na
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 25, 2011, 06:37:26 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 25, 2011, 09:01:27 AM » |
|
dosti ko bakhoobi shabdo me dhala hai aapne rishi ji.... bht khoob....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #9 on: February 25, 2011, 09:43:07 AM » |
|
kya baat hai Rishi too good
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 25, 2011, 09:52:51 AM » |
|
Bahut khoob Rishi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 25, 2011, 04:17:29 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 25, 2011, 04:18:53 PM » |
|
dosti ko bakhoobi shabdo me dhala hai aapne rishi ji.... bht khoob....
Bahut Bahut Shukriya Priya Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 25, 2011, 04:20:27 PM » |
|
kya baat hai Rishi too good
Shukriya Kb JI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 25, 2011, 04:27:16 PM » |
|
Bahut khoob Rishi
Shukriya Sir Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|