Dosti me Doston ka dil dukhaya nahi jata

by @kaash on December 23, 2010, 01:18:39 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2320 times)
@kaash
Guest
Reply with quote
dosti ek jazba hai jisme doston ko sataya nahi jata
dosti ek ehsaas hai jisme doston ko rulaya nahi jata

dosti ek patang hai jiski door thame rahni chahiye
kahin patang na ulajh jaye khud ladkhadaya nahi jata

dosti ek vishwaas hai sach aur imaandaari ka
dost ko sach kahne se kabhi bhi  roka nahi jata
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hatele doston ki dosti(sufi,salma,waheed) by sufyan in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 14 15 »
nahi jata by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar kiya nahi jata ho jata hai.... by punam in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
doston ka bhi bharosa nahi by sarfaraz_sagar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dosti me dosti se Badhkar kuch nahi hota by khumaar in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: December 23, 2010, 01:55:16 PM »
Reply with quote
Kash Jee Aadaab!

Kafi achche khayaal bayaaN kiye hai aapne Dost ke liye...
Waah Jee mazza aa gaya...

Daad hazir hai kabool kijiye.....
         



dosti ek jazba hai jisme doston ko sataya nahi jata
dosti ek ehsaas hai jisme doston ko rulaya nahi jata

Achcha matla hai Daad janab.....         


dosti ek patang hai jiski door thame rahni chahiye
kahin patang na ulajh jaye khud ladkhadaya nahi jata

Waah anab kia baat hai bahut umdaa tarikhe se aapne khayaal ko bayaaN kiya hai daad hi daad...
Bus hum ismeiN thodi si changiNging kar rahe hai aapko thik lage to rakhiye nahi to jaane dijiye....

Dosti Aik pataNg hai, Jiski dor thame rahiye
KahiN pataNg ulajh jaye toH, Khud ladkhadaya nahi jata           



dosti ek vishwaas hai sach aur imaandaari ka
dost ko sach kahne se kabhi bhi  roka nahi jata

Waah jee waah kia kahne janab bahot umdaa bahot khoob daad hi daad Usual Smile           
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #2 on: December 23, 2010, 02:10:31 PM »
Reply with quote
Mast likha hai Aakaash ji....bahut dino k baad aapko padha hai.... Applause Applause Applause Applause Applause

Dosti ek naayaab heera hai,samjho tou Kohinoor hai
Bahek jaayein kabhi kadam tou raaste ka noor hai
dosti ek jazba hai jisme doston ko sataya nahi jata
dosti ek ehsaas hai jisme doston ko rulaya nahi jata

dosti ek patang hai jiski door thame rahni chahiye
kahin patang na ulajh jaye khud ladkhadaya nahi jata

dosti ek vishwaas hai sach aur imaandaari ka
dost ko sach kahne se kabhi bhi  roka nahi jata
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #3 on: December 24, 2010, 10:41:38 AM »
Reply with quote
Bahut Khub Kaash JI
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: December 24, 2010, 08:53:49 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Kaash JI
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: December 24, 2010, 10:14:36 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Kaash ji,bahut sachai aur khoobsurti se likha aapne,great work.hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
nirala
Guest
«Reply #6 on: December 25, 2010, 04:34:27 PM »
Reply with quote
DOSTI
   " ek azaad parinda hai
khas jiske sirf kuch hi
      chuninda hai "
DOSTI
   " na kohinoor hai na hi aakhon ka noor hai
     ye to sakchat khuda aur khuda ka sachha suroor hai "
"thanx"
..Usual SmileUsual SmileUsual SmileWinkingWinkingWinking
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:49:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer