::dosti,meri aur baarish ki::

by nidhi_yadein on May 02, 2005, 04:31:36 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 7375 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #15 on: May 06, 2005, 06:04:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
Quote from: "nidhi_yadein"
"Is barish se mujhe pyar hai bohat,
 meri tanhaiyon ka ise abhaas hai bohat,
 jab-jab ye barish aayi mujhse milne,
 chehre pe ashq hote thhe mere.........,
 meri tanhai samajh gayi thhi yeh,
 hamesha saath mere roti rahi yeh,
 maine kaha tum jao,mujhe akele rehne do,
 is par wo boli,mujhe bhi apne saath rone do,
 phir na wo kuch boli,na main kuch boli,
 gumsum roti rahi main akeli.........,
 jab jab wo aati,muhe issi haal me paati,
 main bhi usse ankhe na thhi mila paati,
 aaj phir bohat din baad ye barish aayi,
 aur aaj usne mere hothon pe hansi payi,
 khush ho gayi.....tej baras padi..........,
 mere saath woh bhi khilkhilakar hans padi,
 maine poocha tum kyon hans rahi ho aaj,
 usne kaha meri dost jo khush hai aaj....,
 phir ansoo jhalak pade meri ankho se,
 par is baar khushiyon ki chamak thhi in ankho me,
 phir maine use sab kuch bataya,
 dil ka kissa usko sunaya.............,
 bohat khush hui wo sab kuch sun kar,
 phir chali bhi gayi duayein de kar,
 wada liya maine usse phir jaldi aane ka,
 use har baat dil ki batane ka.....,
 phir maine socha yahi to hai meri saathi,
 mera chehra dekhkar jo hai hansti-roti."


wah kya baat hai nidhi!!!! bohot ache!!!

 :D
thanx meena,now my thread is complete Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hai yeh dosti meri by shyama in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
*~*DoStI mErI uS gUm Se HaI*~* by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard
Dosti Pehli Baarish Ki Boondo Mein Hai by megreatpoet in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Ishq aur dosti meri zindagi... by manishmns in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Dosti by DevDevD in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #16 on: May 07, 2005, 10:38:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
Quote from: "nidhi_yadein"
"Is barish se mujhe pyar hai bohat,
 meri tanhaiyon ka ise abhaas hai bohat,
 jab-jab ye barish aayi mujhse milne,
 chehre pe ashq hote thhe mere.........,
 meri tanhai samajh gayi thhi yeh,
 hamesha saath mere roti rahi yeh,
 maine kaha tum jao,mujhe akele rehne do,
 is par wo boli,mujhe bhi apne saath rone do,
 phir na wo kuch boli,na main kuch boli,
 gumsum roti rahi main akeli.........,
 jab jab wo aati,muhe issi haal me paati,
 main bhi usse ankhe na thhi mila paati,
 aaj phir bohat din baad ye barish aayi,
 aur aaj usne mere hothon pe hansi payi,
 khush ho gayi.....tej baras padi..........,
 mere saath woh bhi khilkhilakar hans padi,
 maine poocha tum kyon hans rahi ho aaj,
 usne kaha meri dost jo khush hai aaj....,
 phir ansoo jhalak pade meri ankho se,
 par is baar khushiyon ki chamak thhi in ankho me,
 phir maine use sab kuch bataya,
 dil ka kissa usko sunaya.............,
 bohat khush hui wo sab kuch sun kar,
 phir chali bhi gayi duayein de kar,
 wada liya maine usse phir jaldi aane ka,
 use har baat dil ki batane ka.....,
 phir maine socha yahi to hai meri saathi,
 mera chehra dekhkar jo hai hansti-roti."


wah kya baat hai nidhi!!!! bohot ache!!!

 :D
thanx meena,now my thread is complete Usual Smile


wow nidhi................bahot  accha likha..........wonderfullllllllll...........dost. .....tongue3.........very  nice....Pundreek
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #17 on: May 07, 2005, 12:33:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Meena"
Quote from: "nidhi_yadein"
"Is barish se mujhe pyar hai bohat,
 meri tanhaiyon ka ise abhaas hai bohat,
 jab-jab ye barish aayi mujhse milne,
 chehre pe ashq hote thhe mere.........,
 meri tanhai samajh gayi thhi yeh,
 hamesha saath mere roti rahi yeh,
 maine kaha tum jao,mujhe akele rehne do,
 is par wo boli,mujhe bhi apne saath rone do,
 phir na wo kuch boli,na main kuch boli,
 gumsum roti rahi main akeli.........,
 jab jab wo aati,muhe issi haal me paati,
 main bhi usse ankhe na thhi mila paati,
 aaj phir bohat din baad ye barish aayi,
 aur aaj usne mere hothon pe hansi payi,
 khush ho gayi.....tej baras padi..........,
 mere saath woh bhi khilkhilakar hans padi,
 maine poocha tum kyon hans rahi ho aaj,
 usne kaha meri dost jo khush hai aaj....,
 phir ansoo jhalak pade meri ankho se,
 par is baar khushiyon ki chamak thhi in ankho me,
 phir maine use sab kuch bataya,
 dil ka kissa usko sunaya.............,
 bohat khush hui wo sab kuch sun kar,
 phir chali bhi gayi duayein de kar,
 wada liya maine usse phir jaldi aane ka,
 use har baat dil ki batane ka.....,
 phir maine socha yahi to hai meri saathi,
 mera chehra dekhkar jo hai hansti-roti."


wah kya baat hai nidhi!!!! bohot ache!!!

 :D
thanx meena,now my thread is complete Usual Smile


wow nidhi................bahot  accha likha..........wonderfullllllllll...........dost. .....tongue3.........very  nice....Pundreek
hey.....waheed,thank u so much. Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #18 on: June 05, 2005, 10:26:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
"Is barish se mujhe pyar hai bohat,
 meri tanhaiyon ka ise abhaas hai bohat,
 jab-jab ye barish aayi mujhse milne,
 chehre pe ashq hote thhe mere.........,
 meri tanhai samajh gayi thhi yeh,
 hamesha saath mere roti rahi yeh,
 maine kaha tum jao,mujhe akele rehne do,
 is par wo boli,mujhe bhi apne saath rone do,
 phir na wo kuch boli,na main kuch boli,
 gumsum roti rahi main akeli.........,
 jab jab wo aati,muhe issi haal me paati,
 main bhi usse ankhe na thhi mila paati,
 aaj phir bohat din baad ye barish aayi,
 aur aaj usne mere hothon pe hansi payi,
 khush ho gayi.....tej baras padi..........,
 mere saath woh bhi khilkhilakar hans padi,
 maine poocha tum kyon hans rahi ho aaj,
 usne kaha meri dost jo khush hai aaj....,
 phir ansoo jhalak pade meri ankho se,
 par is baar khushiyon ki chamak thhi in ankho me,
 phir maine use sab kuch bataya,
 dil ka kissa usko sunaya.............,
 bohat khush hui wo sab kuch sun kar,
 phir chali bhi gayi duayein de kar,
 wada liya maine usse phir jaldi aane ka,
 use har baat dil ki batane ka.....,
 phir maine socha yahi to hai meri saathi,
 mera chehra dekhkar jo hai hansti-roti."


Its beautiful Nidhi.... !!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #19 on: June 05, 2005, 10:40:38 AM »
Reply with quote
Dosti toh iss barsat se meri bhi purani hai,
Kai dastan aisi hai jo isko humne sunani hai,

Issi ne sath diya hai jab bhi tanha hue hai hum,
Issi ke sath toh kati humne ye jindagani hai,

Kai bar chupaya isne mere aakhon ke aansso ko,
Kabhi jo khush hue toh barsi ye hoke diwani hai,

Jab tak jinda hu mai,mera isse dosti ka rista hai,
Kal hu mai mitti aur ye mere dariya ka pani hai..
Logged
Talat
Guest
«Reply #20 on: June 05, 2005, 10:45:53 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Amit........................................!!!!!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #21 on: June 05, 2005, 10:50:51 AM »
Reply with quote
Thanx a lot Talat ji.................aapne kuch likha nahi.........man hai apko sunne ka...........
Logged
Talat
Guest
«Reply #22 on: June 05, 2005, 11:00:26 AM »
Reply with quote
Dosti baadal se barsaat se kuch aisi hai humari
Inke sang sang ab tak  umar guzri hai humari

Dekha hai inhone hum ko kai baar rote hue
Aur wo chulbuli hansi bhi dekhi hai humari

Jab dil jalne lagta hai aur ankhain shola ban jaati hain
Baras baras kar wo tapti aag inhone bujhai hai humari

Aur kya kahun is dosti ke baare main ae dost
Badal aur barkha se badi gehri dosti hai humari !!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #23 on: June 05, 2005, 11:03:52 AM »
Reply with quote
Wah talat ji..................

Yad hai hame wo lamhe tanhai ke doston,
Kaise bheenge the aansson ki barsat mein,
Tab bhi sawan ka mahina tha,ye barish thi,
Hamare gam mein badalon ne sil mein rat ki.
Logged
Talat
Guest
«Reply #24 on: June 05, 2005, 11:12:01 AM »
Reply with quote
Shukriya Amit.....and phir se bohot khoob !!

Yaadain wo kaise bhool sakti hain us barsaat ki
Jab bahar aasmaan aur andar yeh dil roya tha

Aaj khusk hain aansu aur sookhi hai dil ki zameen
Suna hai kai zamane se barsaat bhi nahin hai hui !!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #25 on: June 05, 2005, 11:20:32 AM »
Reply with quote
wah talat.....

Jab bhi barasta hai rimjhim pani, wo beete din yad aate hai,
Kaise khoye tere aagosh mein, wo pal chin yad aate hai,

Aaj phir wahi barsat hai, wahi mausam suhana hai,
Ab har boond ko mere aansoon ka sath nibhana hai..
Logged
khoobsurat_subah
Guest
«Reply #26 on: June 05, 2005, 12:07:24 PM »
Reply with quote
bahut khoob talat and amit , and nidhi

baarish haan baarish jab bhi aati hai
har chehra khil sa jaata hai aur khushi chha jaati hai

dost to aur khush hote hain ke yehi rut unke liye dosti ka paigaam laati hai.

magar jab kisi ka paigam nahi aata , to woh sajani
udas si ho jaati hai..

us pyaare se chehre ko yaad karke sochti hai aur yaado me kho jaati hai..

phir uski aankho mein aansoo hoten hain par jalim duniya nahi jaan paati hai..

kyonke barasti hai baarish aankhon mein bhi us baarish ke saath jo aati hai.. har baar..
Logged
thycreator
Guest
«Reply #27 on: June 05, 2005, 12:14:03 PM »
Reply with quote
thanx a lot KS.............Wah KS..........gud one from you too.......

Sawan ke mahine mein jane, kyu sab ka dil muskata hai,
Hum jitna bhi koshish karle,ye dil behekta jata hai,
Kissi ke suhane sath ke liye, har dhadkan machalti hai,
Har boondh badan par pad kar, shabnam si fisalti hai...
Logged
Talat
Guest
«Reply #28 on: June 05, 2005, 05:35:17 PM »
Reply with quote
Thanks Amit and KS........... and very nice again Amit...n nice one KS !!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #29 on: June 06, 2005, 10:09:39 AM »
Reply with quote
Thanx a lot Talat ji..................

Phir aaya mausam baarish ka, phir har kali muskayi hai,
Phir dekho kissi ke khayalon mein dil khone ki rut aayi hai,
Har tarah hi gar tum dekho toh, drishya ajab nirala hai,
Lagta hai amber ne phir aaj maa dharti ko diya ujala hai,
Aao iss pawan mausam mein hum sab shikwe mita dale,
Bhul ke har ek baton ko, dushman ko bhi apne gale lagale.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:38:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer