dushmani aur dosti

by nishita on August 01, 2004, 01:40:13 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
ReplyPrint
Author  (Read 9629 times)
myheart_ursonly
Guest
«Reply #75 on: December 04, 2004, 06:54:38 PM »
Reply with quote
very nice alllzzzzzz!!!


Chalanaa jinhe aayaa thaa pakad kar meri ungalee
woh log mere kad ke baraabar nikal aaye.
Us Shakhs ka sar kaatate hai yeh ahale kabeela
jo gaon ke sardaar se behatar nikal aaye.
Sach bolane ka maine iraadaa hee kiya
mehafil me har eah samta se khanjar nikal aaye....


 Puzzled !
Logged
Hullo
Guest
«Reply #76 on: December 07, 2004, 05:14:22 AM »
Reply with quote
Dost bhi dushman ban jaate hain
Jab faasle is tarah badh jaate hain,
Par hum aapse milne na aaye
To dushman na samajhna-
Hum to aapke dil mein basi hui shama hain,
Khud ko dushmani ka andhera na samajhna.
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #77 on: December 07, 2004, 06:33:49 AM »
Reply with quote
un ko kya samjhenge jab khud ko na samajh paye
jab bhi dekhen is dil mein unka chehra nazar aaye
aaj kya milne aayenge wo jo puri umr na aaye
ab to yehi dua hai unse milne se pehle maut aa jaye...sry


_______
saathiya
Logged
Hullo
Guest
«Reply #78 on: December 07, 2004, 07:07:37 AM »
Reply with quote
Maut se hum bhi nahin darte,
Ki us ghaat hum bhi utar jayenge,
Afsos sirf is baat ka hai
Na aap humein na hum aapko samajh payenge.

Humse milne ki baat par itni taklif jise pahunchi
Woh humein yaad kyun kiye jate hain?
Na milein to bhi humein shikayat nahin
Unki yaad ko palkon mein liye jate hain...
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #79 on: December 07, 2004, 09:02:06 AM »
Reply with quote
vvo jo nahi aate hum unki yaad ko hi jiye jaate hain
unhe yaad mein ye toota dil khud hi siye jaate hain
ke saathi ki sab baatein chupi hain in yaadon mein
aansuon ka ye zahar hum ab akele hi piye jaate hain...
Logged
Hullo
Guest
«Reply #80 on: December 07, 2004, 10:40:06 AM »
Reply with quote
Akela koi insaan nahin hota
Ek yaad uske paas zaroor hoti hai
Zara apne dil mein jhaank-ke dekhiye
Yaadon ke saath humari dua bhi dikhai deti hai...?

Baar baar humein aane ko kehte hai aap
Humari bhi to koi majbooriyan hongi
In labzon se mere sapne tod jaate hain aap
Humari khamoshi ko samajh nahin pate hain aap.
Logged
~Rohan~
Guest
«Reply #81 on: December 07, 2004, 06:20:11 PM »
Reply with quote
wah both bohat khoob
Logged
shurma_bhopali
Guest
«Reply #82 on: December 07, 2004, 09:27:51 PM »
Reply with quote
hi everyone

dosto ke naam se ek share yaad aa gaya pesh kar raha hu

padya chhe pith par  jhakhmo,
muku aarop kona upar?
ghana mitro na naam chhe, je levaie nathi shakta,
marham ni karu " shunya" kona thi aasha,
ke mitro j mara jhakham ne khode chhe,
Logged
nishita
Guest
«Reply #83 on: December 08, 2004, 08:09:34 AM »
Reply with quote
bohat achhe all Usual Smile
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #84 on: December 08, 2004, 08:32:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "Hullo"
Akela koi insaan nahin hota
Ek yaad uske paas zaroor hoti hai
Zara apne dil mein jhaank-ke dekhiye
Yaadon ke saath humari dua bhi dikhai deti hai...?

Baar baar humein aane ko kehte hai aap
Humari bhi to koi majbooriyan hongi
In labzon se mere sapne tod jaate hain aap
Humari khamoshi ko samajh nahin pate hain aap.



lafzon ne mere hi tujhe kehna sikhaya hai
aakhon ne meri hi tujhe rona sikhaya hai
tinke tinke meri khushian cheeni
wafa ne meri tujhe bewafa hona sikhaya hai....



_______
saathiya
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:26:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.088 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer