Eh Dost Teri Bahut Yaad Aayi.....

by khwaish on February 19, 2008, 05:27:02 PM
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Author  (Read 14851 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #30 on: March 22, 2008, 06:49:12 AM »
Reply with quote
shukriya azeem bro....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri yaad bohat aayi... by MøÐëRñ ÐëvDå$ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
teri yaad aayi by sanya310 in Shayri-E-Dard
Fir teri yaad aayi.... by natural in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Dost Teri Yaad Bahut Aati Hain..!!..Miraj(Miru) by Miraj. in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: March 23, 2008, 10:33:00 AM »
Reply with quote
U AQre Welcome Bhaijaan,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #32 on: October 14, 2008, 07:33:07 PM »
Reply with quote
Ek umar thi jab saath khela karte the
Phir ek umar aayi jab aankhon mein sapne liye chala karte the

Aaj Ek raah par kadam ladkadaye
aas paas to koi nahi tha,Dekha peeche mud kar to,
eh Dost Tu bhi na nazar aaye...

Zindagi mein Kabhi-Kabhi kuch baaton se pareshaan ho jate the
phir milkar ek dusre ko samjhaate the...
aaj bhi woh pal yaadein ban kar dil mein reh jaati hai
eh dost, teri bahut yaad aati hai...

jab bhi ghar par choti-choti baaton se ladkar tere paas aa jaata tha
tere ghar ki darwaaze ke paas jo seedhiya thi wahi baith jaata tha,
wahi baithkar tujhe dil ki har baat keh jaata tha,
har baat pe tera woh kehna ke...
"Apne aap ko inta senti kyon kar leta hai,
Badon ki baaton ko itna dil pe kyon le leta hai"
DOST, aaj bhi woh baat shayad choti hi hoti hai
par koi samjhaane wala nahi,isliye yeh aankhein roti hai..

aaj bi jab takhta hoon uss jageh ko to,
aaj bi apni parchai mujhe waha dikhti hai
par tujhe jab dhoondta hoon to tasveer dhoondli si kyon lagti hai...
ab apni khamoshi bhi kuch keh jaati hai
eh dost, teri bahut yaad aati hai...

jab bhi pocket-money milti thi to bade bade sapne dekha karte the
dus din bhi nahi guzre ke jeb apni khaali kar diya karte the
sirf Bike mein Petrol ke paise bachakar saath phir liya karte the
jab bhi kahin jaana ho to apne purse ek dusre se chupa liya karte the

aaj dekh zindagi ka manzar kuch aur kehta hai
aankhein wahi hai ,aankhon mein sapne wahi hai
par tabdilli zindagi ki tasveer badal deta hai...

kuch pal ko yaad kar yeh aankh aaj bhi muskuraati hai
eh dost, teri bahut yaad aati hai...

yaad hai mujhe , jab bichadte waqt tune kaha tha
"eh dost hamesha dua karna,kuch sapno ko mujhe hai haqeeqat mein badalna"
aaj bhi woh pal, woh ghadiya aankhon mein tehar jaati hai
EH Dost, teri bahut yaad aati hai...

kuch dost aise hote hai jinhe yaadein nahi bhool pati hai
woh dost anmol hote hai, jab dil se dosti ki jati hai..
aaj bhi dekhta hoon dosto ko saath rehte hue
kabhi gale milte,kabhi ladte jhagadte hue
in doston ko saath dekh,aankhein meri bhar jaati hai
eh dost, teri bahut yaad aati hai...

aaj jab uss dost ne mujhe phone karke rote hue kaha
"yaar, zindagi bahut tez guzar jaati hai
kabhi-kabhi mehfil mein bhi tanhai nazar aati hai"
uski iss baat par ussi ke alfaaz usse dohraaye
"APNE AAP KO ITNA SENTI KYON KAR LETA HAI..."

MAIN HAIRAAN HOON,TU BHI AANKHON MEIN AANSU BHAR LETA HAI...

AAP SAB SE EK BAAT KEHTA HOON
SACHE DOST BANANA BAHUT MUSHKIL HAI
AUR NIBHANA USSE BHI MUSHKIL,
PAR, SACHE DOSTO KO BHOOL PANA SABSE MUSHKIL

aaj zubaan par mere woh baat phir aayi
EH DOST TERI BAHUT YAAD AAYI....
"


Pehle bhi padha tha..aur reply kiya tha .magar dobara padha ....ek ek lafz jaise dil-o-dimagh main goonj raha hai.....Jitni jitni taareef karun kam haii...bohot hi khoob Dost !! Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #33 on: October 14, 2008, 07:43:40 PM »
Reply with quote

Pehle bhi padha tha..aur reply kiya tha .magar dobara padha ....ek ek lafz jaise dil-o-dimagh main goonj raha hai.....Jitni jitni taareef karun kam haii...bohot hi khoob Dost !! Applause Applause Applause


Thanx a million celmira...aap ne iss poetry ko phir padha..yeh ek bahut gehri dosti par likhi gayi thi..jo aajkal bahut kam dekhne ko milti hai..

thankyou so much for reading it once again.. notworthy
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: November 25, 2008, 05:59:46 PM »
Reply with quote
khwaish ji ajj phir se apki kavita aor uske baad apni kavita ko parra... wah kaya baat hai... purane din yaad aa gaye!!! Missing you on Yoindia!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #35 on: March 23, 2009, 05:48:18 AM »
Reply with quote
khwaish ji ajj phir se apki kavita aor uske baad apni kavita ko parra... wah kaya baat hai... purane din yaad aa gaye!!! Missing you on Yoindia!!

Hum To Idhar Hi Hai Pooja,Aap Kahin Bhi Nazar Nahi Aaa Rahe Ho,
Aapka Besabri Se Intezaar Hai...Missing You A Lot.. sad11
Logged
dead heart
Guest
«Reply #36 on: March 23, 2009, 06:18:56 AM »
Reply with quote
Ek umar thi jab saath khela karte the
Phir ek umar aayi jab aankhon mein sapne liye chala karte the

Aaj Ek raah par kadam ladkadaye
aas paas to koi nahi tha,Dekha peeche mud kar to,
eh Dost Tu bhi na nazar aaye...

Zindagi mein Kabhi-Kabhi kuch baaton se pareshaan ho jate the
phir milkar ek dusre ko samjhaate the...
aaj bhi woh pal yaadein ban kar dil mein reh jaati hai
eh dost, teri bahut yaad aati hai...

jab bhi ghar par choti-choti baaton se ladkar tere paas aa jaata tha
tere ghar ki darwaaze ke paas jo seedhiya thi wahi baith jaata tha,
wahi baithkar tujhe dil ki har baat keh jaata tha,
har baat pe tera woh kehna ke...
"Apne aap ko inta senti kyon kar leta hai,
Badon ki baaton ko itna dil pe kyon le leta hai"
DOST, aaj bhi woh baat shayad choti hi hoti hai
par koi samjhaane wala nahi,isliye yeh aankhein roti hai..

aaj bi jab takhta hoon uss jageh ko to,
aaj bi apni parchai mujhe waha dikhti hai
par tujhe jab dhoondta hoon to tasveer dhoondli si kyon lagti hai...
ab apni khamoshi bhi kuch keh jaati hai
eh dost, teri bahut yaad aati hai...

jab bhi pocket-money milti thi to bade bade sapne dekha karte the
dus din bhi nahi guzre ke jeb apni khaali kar diya karte the
sirf Bike mein Petrol ke paise bachakar saath phir liya karte the
jab bhi kahin jaana ho to apne purse ek dusre se chupa liya karte the

aaj dekh zindagi ka manzar kuch aur kehta hai
aankhein wahi hai ,aankhon mein sapne wahi hai
par tabdilli zindagi ki tasveer badal deta hai...

kuch pal ko yaad kar yeh aankh aaj bhi muskuraati hai
eh dost, teri bahut yaad aati hai...

yaad hai mujhe , jab bichadte waqt tune kaha tha
"eh dost hamesha dua karna,kuch sapno ko mujhe hai haqeeqat mein badalna"
aaj bhi woh pal, woh ghadiya aankhon mein tehar jaati hai
EH Dost, teri bahut yaad aati hai...

kuch dost aise hote hai jinhe yaadein nahi bhool pati hai
woh dost anmol hote hai, jab dil se dosti ki jati hai..
aaj bhi dekhta hoon dosto ko saath rehte hue
kabhi gale milte,kabhi ladte jhagadte hue
in doston ko saath dekh,aankhein meri bhar jaati hai
eh dost, teri bahut yaad aati hai...

aaj jab uss dost ne mujhe phone karke rote hue kaha
"yaar, zindagi bahut tez guzar jaati hai
kabhi-kabhi mehfil mein bhi tanhai nazar aati hai"
uski iss baat par ussi ke alfaaz usse dohraaye
"APNE AAP KO ITNA SENTI KYON KAR LETA HAI..."

MAIN HAIRAAN HOON,TU BHI AANKHON MEIN AANSU BHAR LETA HAI...

AAP SAB SE EK BAAT KEHTA HOON
SACHE DOST BANANA BAHUT MUSHKIL HAI
AUR NIBHANA USSE BHI MUSHKIL,
PAR, SACHE DOSTO KO BHOOL PANA SABSE MUSHKIL

aaj zubaan par mere woh baat phir aayi
EH DOST TERI BAHUT YAAD AAYI....
"

Applause Applause maaf kijiyega Khwahish jee sabse late tariff kar raha hoon par maine abhi abhi isse pada...kamal ka likha hai apne bhai...maza agaya...apne jo akhri lines kahi sache dost ke bare main ek dum sach hai...well done bro...

Tujhe kaise koi sache dost ki yaad ayegi Rahim,
Itna nakam nikla tu ke ek sacha dost tak nahin paya...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #37 on: March 23, 2009, 04:40:19 PM »
Reply with quote
Applause Applause maaf kijiyega Khwahish jee sabse late tariff kar raha hoon par maine abhi abhi isse pada...kamal ka likha hai apne bhai...maza agaya...apne jo akhri lines kahi sache dost ke bare main ek dum sach hai...well done bro...

Tujhe kaise koi sache dost ki yaad ayegi Rahim,
Itna nakam nikla tu ke ek sacha dost tak nahin paya...


Rahim Bhai,Aapne Yeh Kalam Padhi,Yehi Bahut hai Mere Liye,Aur Bahut Bahut Shukriya Haulse-Afzaai Ka..

Aur Bahut Khoob Rahim Bhai.. Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #38 on: March 24, 2009, 07:15:28 PM »
Reply with quote
Shukriya Khawish saheb
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #39 on: June 12, 2009, 07:11:28 AM »
Reply with quote
Shukriya Khawish saheb

You Are Welcome Rahim bhai..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #40 on: May 05, 2010, 10:22:49 AM »
Reply with quote
U AQre Welcome Bhaijaan,.

Thankyou Soooo Much Azeem Bhai icon_flower
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #41 on: May 30, 2011, 02:12:26 PM »
Reply with quote
bht hi umda peshkash khwaish ji...
sach me wo befrkri ki duniya bht yaad aati hai..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #42 on: July 30, 2011, 11:41:50 AM »
Reply with quote
bht hi umda peshkash khwaish ji...
sach me wo befrkri ki duniya bht yaad aati hai..


Ji Bilkul Sach kaha Priya Aapne..Woh Befikri Ki duniya Bahut Yaad Aati hai..Aapne Apna Waqt diya Bahut Bahut Shukriya icon_flower
Logged
sbechain
Guest
«Reply #43 on: July 30, 2011, 12:28:46 PM »
Reply with quote
dosti pe aapki ye nazm achi lagi. main ye maanti hoon insaan apna khud ka bahut acha dost ho sakta hai........!!

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #44 on: August 07, 2011, 12:47:51 PM »
Reply with quote
dosti pe aapki ye nazm achi lagi. main ye maanti hoon insaan apna khud ka bahut acha dost ho sakta hai........!!

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Sheba Ji, Aapka Bahut Bahut Aur Bahut Shukriya..

Yeh Nazm Bahut Dil Se Aur Instantly Likhi Gayi Thi, Yuh Maano Jaisi Ek Saans mein Likh Gaya Tha Yeh..Aur Shebaji Aapne Bilkul Durust Farmaya..Mujhe Aapki yeh Baat Bahut Pasand Aayi Par Insaan Aisa Sirf Tab Hi Soch Sakta jab Usme Itni maturity Aa Jaaye Yaa Woh Duniyadari Ko kareeb Se Jaan-Pehchaan Sake..

Aapne waqt Diya,,Thanks a Million!!!!! icon_flower
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:32:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer