Hume Dosti Nibhani na aai!!!

by Pooja on July 11, 2008, 08:45:51 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 8139 times)
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #15 on: July 13, 2008, 03:00:04 PM »
Reply with quote
Subhan Allah..La-Jawaab..La-Raib

Is Yoindia Me Agar Kisi Ko Shayri-e-Dost Padhni Ho To..

Pooja Ji
Bhai Syed
Sayyid Saab...A'ala Paaoge Sub Main..

Waah Kya Khoob Likhte Ye Shoa'ra Hazraat..

Aur Waise Bhi..Bhai Syed,sayyid Saab,Bhai Azeem,bekarar ji,abd ji,
Ek Se Badhkar Ek..A'ala se a'ala Kalaam Pesh Karte Hai...

Wo Alfaaz Inki Kalam Se Rawaa'n Dawaa'n Har Dam Rehte Hai Ki..Jiska Main Taswwur Bhi Nahi Kar Sakta Kabhi..!!!


pas-e-pardah kya he bata dijayegaa
Jo ham pe karam ki nazaar horahi he
[NM]

Bas ye to mazaaq tha.  tongue3

Jazakallah Muhammed Raza sahib, ye aap ki zarrah nawaazi he, hamenshaN ki tarah aap ne himmat afazaai ki meherbaani aap ki.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
hume by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
hume bawefa by aryan_mantri in Shayeri for Dard -e- Bewafai
WAFAA NIBHANI NA AYEE by saahill in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Sonia01
Guest
«Reply #16 on: July 14, 2008, 03:06:31 AM »
Reply with quote
Quote
Chah kar bhi na jhooth hum kabhi kah sake
Na puch suchai per rah kar, kaise hai zindagi beetai

Such aor jhooth ke dorahein main itna he kaha ki na puch kuch
Bas itani si baat per, dost ne apne dil ko hai thokar lagaai

Bahut hi pyara kalam likha hai aapne didi..  Applause
Dil main toda toda dard bi umad aayi  sad7
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #17 on: July 14, 2008, 05:49:59 AM »
Reply with quote
bohut khoob pooja ji
and nice reply by u all
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: July 14, 2008, 03:11:43 PM »
Reply with quote
Chalti hai hava par rukti nahin kabhi,,
Yeh dosti hava hai jo toot-ti nahin kabhi,,

Doston ne jab hamen itni muhabbat di,,
Bhool gaye hum ki hain hum bhi ajnabi..

Hum bar bar aaye bin manaaye yahan par,,
Yahi baat man men thi shayad ghalti hai apni..

Kuchh raaz hain agar, par ki thi dosti,,
Phir dosti men kya sachi aur kya jhooti..

Dekho zara haqeeqat aur daana bano tum,,
Thhukrao nahin dosti ko yun Dahleez se apni..

Jab khol diye saare dosti ke darvaaze,,
Ab unko band karne ki karna nahin ghalti..

Milte hain dost aap jaise khush naseebon ko,,
Aap se hai dosti hamari badi khatti meethhi si..


|Syed Naami|

=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=-=
Aap ke is andaaz-e-bayaan ko dekh buhat dil bhar aaya aur kuchh kahne ki himmat jutaai,,, bas aap qabool farmaaiye...


bahoot khoob Sami, bahoot he achi tarah se apne ek ek line main shabdo ko piroya hai.. Good creation..


Dosti hai ek ahsaas, jab yah dukh jaate hai
Khul kar kah nahi paate phir, ander he kahi rah jaate hai

Jis dosti main haq se koi kuch kah bhi na sake
Aise dosti main, dost ajnabi he to rah jaate hai

Jo khul kar na kar sake dosto se baat
Phir dosti ke mayne he kaya rah jaate hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: July 14, 2008, 03:19:57 PM »
Reply with quote
ek ek lafz kamal ka likha hai apne aor motio sa lines mai piroya hai.. bahoot khoob!!
jaise ki bekarar je ne kaha pahli do line hai kamal kar gai...

Ahsaas humre main jo wo apne ahsaas na milate
Hum kaise samjhte unhe dost, kyun apna haq jatlate

Dil ko lage boora, to shikayat kyun na kare
Jo dil main he rakh le, wo dost nahi phir kahlwate

Yakin toot.ta hai wahin, jahan yakin insaan karta hai
Dost jo na rakh saka yakin, wo dost nahi kahlwate

Yah diya bujha pada hai na jaane kitani muddato se
Roshini ke liye to sahi, magar sirf jalane ko ise nahi jalate

Hum kar rahe hai yakin is dunia per her din kar kuch himmat
Khud per yakin kiye bina, kaya kahein, kisi per yakin kar nahi paate
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: July 14, 2008, 03:20:53 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause bahoot khoob likha hai aapne..in do line ne to dil ko choo liya....

Bigade hue the kal tak sabhi dosto ke pyar se
Barso phir ek lambi tanha zindagi beetai

Loute hai to bhool gaye her ek rishte ko
Ajnabipan ki bhawna, her taraf maine paai


bahoot bahoot shukaria Bekarar jee...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: July 14, 2008, 03:21:58 PM »
Reply with quote
AAP NE APNE DIL KI BAAT BAHUT HI KHUBSURATI SE PESH KIYA HAIN.LAAJAWAB


Shukaria Ankit jee!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: July 14, 2008, 03:22:39 PM »
Reply with quote
pooja ji,

bahut sundar abhivyakti ki he aapne.

naami ji,

bahut sadha hua likha he aapne mitr.

Prateek

bahoot bahoot shukaria Prateek ji!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: July 14, 2008, 03:23:19 PM »
Reply with quote
Bahut hi pyara kalam likha hai aapne didi..  Applause
Dil main toda toda dard bi umad aayi  sad7


Thanks Sonia dear!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: July 14, 2008, 03:23:42 PM »
Reply with quote
bohut khoob pooja ji
and nice reply by u all

Thanks Bhawna
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: July 14, 2008, 03:34:20 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khhob Pooja!!
bahut hi khoobsurat kavita likhi hai aapne..

"Chah kar bhi na jhooth hum kabhi kah sake
Na puch suchai per rah kar, kaise hai zindagi beetai

Such aor jhooth ke dorahein main itna he kaha ki na puch kuch
Bas itani si baat per, dost ne apne dil ko hai thokar lagaai

Badi himmat se kholi thi ek choti se khirki khushio ki taraf
Lo humne phir se band kar, ander se chitkani lagai"

khaas kar yeh line bahut khoobsurat aur jazbaati likhe hai aapne Applause Applause Applause

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: July 14, 2008, 03:36:18 PM »
Reply with quote
ek ek lafz kamal ka likha hai apne aor motio sa lines mai piroya hai.. bahoot khoob!!
jaise ki bekarar je ne kaha pahli do line hai kamal kar gai...

Ahsaas humre main jo wo apne ahsaas na milate
Hum kaise samjhte unhe dost, kyun apna haq jatlate

Dil ko lage boora, to shikayat kyun na kare
Jo dil main he rakh le, wo dost nahi phir kahlwate

Yakin toot.ta hai wahin, jahan yakin insaan karta hai
Dost jo na rakh saka yakin, wo dost nahi kahlwate

Yah diya bujha pada hai na jaane kitani muddato se
Roshini ke liye to sahi, magar sirf jalane ko ise nahi jalate

Hum kar rahe hai yakin is dunia per her din kar kuch himmat
Khud per yakin kiye bina, kaya kahein, kisi per yakin kar nahi paate


wah wah randeri saab..bahut khoob  Applause Applause Applause

naami saab aapne bhi khoob likha hai.. Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: July 14, 2008, 04:33:18 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khhob Pooja!!
bahut hi khoobsurat kavita likhi hai aapne..

"Chah kar bhi na jhooth hum kabhi kah sake
Na puch suchai per rah kar, kaise hai zindagi beetai

Such aor jhooth ke dorahein main itna he kaha ki na puch kuch
Bas itani si baat per, dost ne apne dil ko hai thokar lagaai

Badi himmat se kholi thi ek choti se khirki khushio ki taraf
Lo humne phir se band kar, ander se chitkani lagai"

khaas kar yeh line bahut khoobsurat aur jazbaati likhe hai aapne Applause Applause Applause



Thanks khwaish je.. Meri kavita per jab apke comments mil jaate hai, lagta hai kuch complete ho gaya Usual Smile
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #28 on: July 16, 2008, 05:16:02 PM »
Reply with quote
ek ek lafz kamal ka likha hai apne aor motio sa lines mai piroya hai.. bahoot khoob!!
jaise ki bekarar je ne kaha pahli do line hai kamal kar gai...

Ahsaas humre main jo wo apne ahsaas na milate
Hum kaise samjhte unhe dost, kyun apna haq jatlate

Dil ko lage boora, to shikayat kyun na kare
Jo dil main he rakh le, wo dost nahi phir kahlwate

Yakin toot.ta hai wahin, jahan yakin insaan karta hai
Dost jo na rakh saka yakin, wo dost nahi kahlwate

Yah diya bujha pada hai na jaane kitani muddato se
Roshini ke liye to sahi, magar sirf jalane ko ise nahi jalate

Hum kar rahe hai yakin is dunia per her din kar kuch himmat
Khud per yakin kiye bina, kaya kahein, kisi per yakin kar nahi paate


Bohut khoob pooja ji achhi tarah jazbaat pesh kiye aapne, or Shukriya khushi he aap ko pasand aaya.

++++++++++
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #29 on: July 16, 2008, 05:21:41 PM »
Reply with quote
wah wah randeri saab..bahut khoob  Applause Applause Applause

naami saab aapne bhi khoob likha hai.. Applause Applause


Shukriya khwaish sahib aap ki nawaazish he.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:14:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.155 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer