*Mere Dost*( Mere Yoindia Doston Ke Liye)

by honeyrose on December 30, 2008, 06:30:33 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 5286 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Chand ho tum ya dil mein noor ho tum
Jab bhi zameen mein uttar the ho khayamt ho tum

Tumse ek pyaar ka rishta joda hai dil ke kareeb ho tum
Humare dosti ki kitab mein pehla alfaaz ho tum

Kehne ko toh bohat kuch hai par Arsaa-e-aalam ho tum
Dosti ke duniya mein dil ke dhadkan ho tum

__________honeyrose__________
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: December 30, 2008, 07:10:31 AM »
Reply with quote
Bohat umda kalam likha hain honey.... Clapping Smiley

Achche ho bure ho jaise bhi ho
Shukr hain khuda ka mere ho tum

                        -SG-
Logged
Deepati
Guest
«Reply #2 on: December 30, 2008, 08:27:18 AM »
Reply with quote
Chand ho tum ya dil mein noor ho tum
Jab bhi zameen mein uttar the ho khayamt ho tum

Tumse ek pyaar ka rishta joda hai dil ke kareeb ho tum
Humare dosti ki kitab mein pehla alfaaz ho tum

Kehne ko toh bohat kuch hai par Arsaa-e-aalam ho tum
Dosti ke duniya mein dil ke dhadkan ho tum

__________honeyrose__________


Bahut hi khoob, Honey Ji Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: December 30, 2008, 10:26:43 AM »
Reply with quote
Chand ho tum ya dil mein noor ho tum
Jab bhi zameen mein uttar the ho khayamt ho tum

Tumse ek pyaar ka rishta joda hai dil ke kareeb ho tum
Humare dosti ki kitab mein pehla alfaaz ho tum

Kehne ko toh bohat kuch hai par Arsaa-e-aalam ho tum
Dosti ke duniya mein dil ke dhadkan ho tum

__________honeyrose__________


bahut accha likha hai Jaya di aapne
nice !!!
Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #4 on: December 30, 2008, 10:32:21 AM »
Reply with quote
Bohat umda kalam likha hain honey.... Clapping Smiley

Achche ho bure ho jaise bhi ho
Shukr hain khuda ka mere ho tum

                        -SG-


Kya baat hai Sajid sahab
aapne bhi khoob likha hai
Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: December 30, 2008, 11:32:39 AM »
Reply with quote
Chand ho tum ya dil mein noor ho tum
Jab bhi zameen mein uttar the ho khayamt ho tum

Tumse ek pyaar ka rishta joda hai dil ke kareeb ho tum
Humare dosti ki kitab mein pehla alfaaz ho tum

Kehne ko toh bohat kuch hai par Arsaa-e-aalam ho tum
Dosti ke duniya mein dil ke dhadkan ho tum

__________honeyrose__________

Bahut Khoob likha hai Honey Ji aap ne
Koshish kar ke jawaab doonga
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: December 30, 2008, 11:42:41 AM »
Reply with quote
Chand ho tum ya dil mein noor ho tum
Jab bhi zameen mein uttar the ho khayamt ho tum

Tumse ek pyaar ka rishta joda hai dil ke kareeb ho tum
Humare dosti ki kitab mein pehla alfaaz ho tum

Kehne ko toh bohat kuch hai par Arsaa-e-aalam ho tum
Dosti ke duniya mein dil ke dhadkan ho tum

__________honeyrose__________



very nice and sweet poem by you HONEY. great work

Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: December 30, 2008, 11:45:16 AM »
Reply with quote
Kuch likh raha hoon Honey Ji

Chaand sitaron mein basne wali zannat ki hoor ho tum
Zameen pe rahne wali meri aankhon ki noor ho tum

Dil ki dharkan ki tarah mere dil mein basi ho tum
Mere is beraan  zindagi har pal ki  saathi ho tum

Koi agar hum se yeh pooche ki meri kaun ho tum
Garvh ke saath kahta hoon ki meri zindagi ho tum
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: December 30, 2008, 11:47:25 AM »
Reply with quote
Kuch likh raha hoon Honey Ji

Chaand sitaron mein basne wali zannat ki hoor ho tum
Zameen pe rahne wali meri aankhon ki noor ho tum

Dil ki dharkan ki tarah mere dil mein basi ho tum
Mere is beraan  zindagi har pal ki  saathi ho tum

Koi agar hum se yeh pooche ki meri kaun ho tum
Garvh ke saath kahta hoon ki meri zindagi ho tum


arey wah RAJESH kya baat kahi hai, bahut hi badiya kaha hai aap neh. very very nice


Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: December 30, 2008, 11:50:28 AM »
Reply with quote
Thanks Jasbir Ji
Logged
cara
Guest
«Reply #10 on: December 30, 2008, 12:33:49 PM »
Reply with quote
honeyji......

aap aesa vesa dost nahin ho tum,
madh-gulab ho "honeyrose" ho tum.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: December 30, 2008, 02:40:12 PM »
Reply with quote
Bohat umda kalam likha hain honey.... Clapping Smiley

Achche ho bure ho jaise bhi ho
Shukr hain khuda ka mere ho tum

                        -SG-


Shukriya sajid ji..bohat khoob likha hai aapne...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: December 30, 2008, 02:40:57 PM »
Reply with quote
Bahut hi khoob, Honey Ji Applause Applause

Shukriya Deepati dear...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: December 30, 2008, 02:41:33 PM »
Reply with quote
bahut accha likha hai Jaya di aapne
nice !!!
Applause Applause

Thanks diya dear.....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #14 on: December 30, 2008, 02:42:14 PM »
Reply with quote

very nice and sweet poem by you HONEY. great work

Jasbir Singh

Thanks Jasbir ji...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:01:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer