sabhi shayar doston ke liye

by majid on March 20, 2006, 03:38:47 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4284 times)
majid
Guest
Reply with quote
kis tarah se shukriya kahe aapko,
zameen se utha kar dil mein bitha liya
nazron mein sama kar, palkon pe jagah diya
itna pyaar diya aapne doston,
mere bikhre shabdon ko kavita bana diya.

tanha mesus karte they har waqt khud ko
itne logon ne ab humen dost bana liya
gum tha mera naam jaane kis bheed mein
shukriya hai aap sab ka jo,
is anjaan ladke ko apna bana liya.

kushi mili to hanste hai sab
gam mile to rote hai sab
shukriya aapka aapne to humen,
gam mein bhi muskurana sikha diya.

yeh zaroori to nahi hum muskurate hai har waqt to,
khushiyan hi khushiyan hai humare daaman mein
shukria aapka, humne aap ke hi to sahaare,
apne dil ko dard chupaana sikha diya.....n/m
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Doston ke liye by thycreator in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 3 4 »
Ishq hota nahi...sabhi ke liye! by Pundreek in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~~...Mere Doston Ke Liye...~~~ by Tosha in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Yeh sabhi forum ke dosto ke liye! by redwhitegang in Shayri-E-Dard
Doston ke liye by drpandey in Miscellaneous Shayri
natural
Guest
«Reply #1 on: March 21, 2006, 05:33:05 AM »
Reply with quote
Very Nice Majid..... Usual Smile  Sirf Shayer Doston ke liye likha hai.... Puzzled !  Baaki doston ka kya hoga....... :D  :D
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #2 on: March 21, 2006, 06:26:00 AM »
Reply with quote
Wonderfull Majid ji........and Thnx to dedicate it to all Shayars.......and Nattu ji it is also dedicated to those who only luv to read Shayari......!!!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: March 21, 2006, 08:25:47 AM »
Reply with quote
Salaam apka hum kabool karte hain......
Chor na jaana aap bhi hume akela tanhaion mein....
Hum tanhaion se bahut darte hain......
Aap jaise dost khuda sabko de......
Aapse milne ke baad bas yahi dua karte hain........!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #4 on: March 21, 2006, 08:26:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
kis tarah se shukriya kahe aapko,
zameen se utha kar dil mein bitha liya
nazron mein sama kar, palkon pe jagah diya
itna pyaar diya aapne doston,
mere bikhre shabdon ko kavita bana diya.

tanha mesus karte they har waqt khud ko
itne logon ne ab humen dost bana liya
gum tha mera naam jaane kis bheed mein
shukriya hai aap sab ka jo,
is anjaan ladke ko apna bana liya.

kushi mili to hanste hai sab
gam mile to rote hai sab
shukriya aapka aapne to humen,
gam mein bhi muskurana sikha diya.

yeh zaroori to nahi hum muskurate hai har waqt to,
khushiyan hi khushiyan hai humare daaman mein
shukria aapka, humne aap ke hi to sahaare,
apne dil ko dard chupaana sikha diya...............

DEDICATE TO ALL OUR SHAYRI MEMBER.......from..(majid)


I reciprocate the same to all Yoindians From the Bottom of my Heart  :D
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: March 21, 2006, 04:20:49 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Majid ji!! magar yah Topic Khumar-e-Ishaq mai nahi yahan dosti mai hona chahiye. I ss liye yaha move kar diya Usual Smile

Bahoot hi sahi farmaya apne, I feel same here Usual Smile
Logged
nikki
Guest
«Reply #6 on: March 21, 2006, 04:25:04 PM »
Reply with quote
well said Majid ji...even i feel the same. Mujhe to likhna bhi nahi aata tha..abb bhi kuch khaas nahi likhti..magar jo bhi likhti hun ..yahin par sabb doston se seekha hai...thanks to all friends here on yoindia
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: March 22, 2006, 12:35:31 AM »
Reply with quote
Very Nice Majid... Bohat acha likha aap ne...Usual Smile
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #8 on: April 09, 2006, 08:07:44 AM »
Reply with quote
Kis ko kaatil main kahu kis ko masiha samjhu
sab yahan dost baithe hain kise kya samjhu

woh bhi kya din the ki har waham yakeen hota tha
ab hakeekat nazar aaye to use kya samjhu

dil jo toota to kai haath dua ko uthe
aise mahual mein ab kis ko paraya samjhu..
Logged
Tosha
Guest
«Reply #9 on: April 09, 2006, 02:30:17 PM »
Reply with quote
very nice Majid!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: April 12, 2006, 03:04:00 PM »
Reply with quote
Thanks Majid... bahoot khooB Anjum!!

Her ek mai hai kala
bas waqat lag jaata hai
jab bhi dil se nikalti hai awaz
wo nazam ban jaata hai!!!
Logged
KIKANI
Guest
«Reply #11 on: September 05, 2006, 01:51:13 PM »
Reply with quote
Cool Majid .... Excellent !!

 A very Good One !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: September 06, 2006, 01:21:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
kis tarah se shukriya kahe aapko,
zameen se utha kar dil mein bitha liya
nazron mein sama kar, palkon pe jagah diya
itna pyaar diya aapne doston,
mere bikhre shabdon ko kavita bana diya.

tanha mesus karte they har waqt khud ko
itne logon ne ab humen dost bana liya
gum tha mera naam jaane kis bheed mein
shukriya hai aap sab ka jo,
is anjaan ladke ko apna bana liya.

kushi mili to hanste hai sab
gam mile to rote hai sab
shukriya aapka aapne to humen,
gam mein bhi muskurana sikha diya.

yeh zaroori to nahi hum muskurate hai har waqt to,
khushiyan hi khushiyan hai humare daaman mein
shukria aapka, humne aap ke hi to sahaare,
apne dil ko dard chupaana sikha diya...............

DEDICATE TO ALL OUR SHAYRI MEMBER.......from..(majid)


Bahoot Khoob Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 30, 2006, 01:48:50 PM »
Reply with quote
Dushmano Se Gilaa Hum Kya Karte "Jaanasheen",..
Jab KHud Doston Ko Maine Apni Kashti Doobote Dekha,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 30, 2006, 02:53:01 PM »
Reply with quote
Wo To Hai,..
Bhai,..
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:33:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer