Saffur Zindagi ka mujhe har simt Nibhana hai

by harashmahajan on July 20, 2011, 04:59:17 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2324 times)
harashmahajan
Guest
Reply with quote
Saffur zindagi ka mujhe har simt nibhana hai
Dushman mire bahoot par tu ik dost purana hai

Mera har shabd bana hai tere hi shabdoN se
Unhe bas apne sheroN meiN bithhana hai.

Dard se bhara hai mere sheroN ka har misra,
Tujhe ab ik-ik karke sunana hai.

Kab tak thhame gi tujhe tere saansoN ki dore
Mujhe aaker tujhe sapnoN meiN batlana hai.

Ji bhar ke ji lo iss zindagi ko jo asaaN toh nahiN
Dard ko bhoolne ka yahi ik sabab suhana hai.

Khuda ko bhi ab sun.na hoga, meri faryaad ko
Ke 'Harash'ko abhi ik rootha dost manana hai.

Harash Mahajan
[/font]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabbat-Wada nibhana by shayar_dildaar in Shayri for Khumar -e- Ishq
ek pal ki zindagi aur de mujhe by ajnabi musafir in Shairi - E - Zindagi
*Nibhana Hai* by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
pyar ka nibhana by yahiya in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mujhe zindagi se lagaaw hai! by abdbundeli in Shairi - E - Zindagi
amir faridi
Guest
«Reply #1 on: July 20, 2011, 06:07:11 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause :clap:waaah waaah icon_salut
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #2 on: July 21, 2011, 12:44:38 AM »
Reply with quote
GD ONE
Saffur zindagi ka mujhe har simt nibhana hai
Dushman mire bahoot par tu ik dost purana hai

Mera har shabd bana hai tere hi shabdoN se
Unhe bas apne sheroN meiN bithhana hai.

Dard se bhara hai mere sheroN ka har misra,
Tujhe ab ik-ik karke sunana hai.

Kab tak thhame gi tujhe tere saansoN ki dore
Mujhe aaker tujhe sapnoN meiN batlana hai.

Ji bhar ke ji lo iss zindagi ko jo asaaN toh nahiN
Dard ko bhoolne ka yahi ik sabab suhana hai.

Khuda ko bhi ab sun.na hoga, meri faryaad ko
Ke 'Harash'ko abhi ik rootha dost manana hai.

Harash Mahajan
[/font]
Logged
khujli
Guest
«Reply #3 on: July 21, 2011, 09:04:02 AM »

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #4 on: July 21, 2011, 10:28:40 AM »
Reply with quote
Amir Faridi ji , Manoj ji our khujli ji.....aapki pasandagii ke liye bahoot bahoot shukriyaa^h....isi ke saath agar aapke vicharoN ka bhi isme samavesh ho jata toh our bhi achha lagta .......Harash Mahajan
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: July 22, 2011, 12:06:51 PM »
Reply with quote
Harsh Jee Aadaab!

Waah janab achchi kavish par likha hai aapne..
Hume yeH kavish behad khoob lagti hai.. Usual Smile

Aapki kalaam ke sabhi ashaar behad umdaa rahe ..
Par aapki kalaam ke kuch ashaar hume bher meiN nazar nahi
aaye...... ? Hum aapko kafi lambe samay se jante hai..

Aap behad khoob likhate ... Par shayad yeH humari kam ilmi
hai ke hume aisa laga ke kuch ashar bher se kharij hai... Usual Smile

Khair gustaqui huyi ho to muafi chahte haiN..
Is umdaa kalaam par dil se daad O mubarakbad kabul kjiye..
Likhate rahiye.. Aate rahiye.....
Shaad O aabaad rahiye..... Usual Smile

Khuda Hafez Usual Smile
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #6 on: July 23, 2011, 12:13:00 PM »
Reply with quote
bahut khoob

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
malli
Guest
«Reply #7 on: July 28, 2011, 04:56:56 PM »
Reply with quote
Wonderful Applause
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #8 on: July 28, 2011, 06:03:00 PM »
Reply with quote
Saffur zindagi ka mujhe har simt nibhana hai
Dushman mire bahoot par tu ik dost purana hai

Mera har shabd bana hai tere hi shabdoN se
Unhe bas apne sheroN meiN bithhana hai.

Dard se bhara hai mere sheroN ka har misra,
Tujhe ab ik-ik karke sunana hai.

Kab tak thhame gi tujhe tere saansoN ki dore
Mujhe aaker tujhe sapnoN meiN batlana hai.

Ji bhar ke ji lo iss zindagi ko jo asaaN toh nahiN
Dard ko bhoolne ka yahi ik sabab suhana hai.

Khuda ko bhi ab sun.na hoga, meri faryaad ko
Ke 'Harash'ko abhi ik rootha dost manana hai.

Harash Mahajan
[/font]

Waah bahut umda harsh ji.
Logged
Asif samani jaunpuri
Guest
«Reply #9 on: July 31, 2011, 02:51:08 AM »
Reply with quote
AYE ZINDAGI DENE WALE ZINDAGI ME DARD MILTA HAI KITNA DIL LAGANE KE BAAD DIL TÕOTTA HAI KITNA PYAR KARNE KE BAAD DHOKA MILTA HAI KITNA MAINE JINDAGI ME HER PAL MUSKURANA CHAHA HER DIL ME MOHABBAT KA DEEP JALANA CHAHA HER ZAKHMO PE MARHAM LAGANA CHAHA MERI CHAHAT SE KAHAN KUCH HONE WALA ZINDAGI HER ZINDAGI KO KAHAN KUCH MILNE WALA NASEEBO SE KAHAN HER KOI LADNE WALA NAHI MILTA AB KOI MUJHE HAS KAR JINDAGI JEENE WALA
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: July 31, 2011, 12:38:53 PM »
Reply with quote
bahut khoob HM
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #11 on: August 21, 2011, 02:09:59 PM »
Reply with quote
Harsh Jee Aadaab!

Waah janab achchi kavish par likha hai aapne..
Hume yeH kavish behad khoob lagti hai.. Usual Smile

Aapki kalaam ke sabhi ashaar behad umdaa rahe ..
Par aapki kalaam ke kuch ashaar hume bher meiN nazar nahi
aaye...... ? Hum aapko kafi lambe samay se jante hai..

Aap behad khoob likhate ... Par shayad yeH humari kam ilmi
hai ke hume aisa laga ke kuch ashar bher se kharij hai... Usual Smile

Khair gustaqui huyi ho to muafi chahte haiN..
Is umdaa kalaam par dil se daad O mubarakbad kabul kjiye..
Likhate rahiye.. Aate rahiye.....
Shaad O aabaad rahiye..... Usual Smile

Khuda Hafez Usual Smile

Parwaaz saheb adaab......aapke ahsaas aapki kalam ki raah se pade ..bahoot hi achha laga.....jahaaN tak Beh'r ka swaal hai...shayad kisi bhi sher ko ek doosre se milaan kerne per..aapko beh'r se khaariz hi milegi ye Nazm.....ye nazm kisi ki Ghazal ke jwaab meiN instant  ahsaasoN ko bator kar usi shakl meiN pesh ker di gayi.....our isey badalne ka hamaeiN sahas hi nahi ho paya...ye original ahsaas....badalne ki manahi bhi hamein baandhe hue haiN....shukriyaa aapne apna qeemti waqt merii iss nazm ko diya.....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:02:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer