SHAADMAANI REH [Asghr]

by Asghr on February 19, 2009, 04:09:39 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1022 times)
Asghr
Guest
Reply with quote
TERI ZINDGI MAIN MUSARTOOHN KI SHAADMAANI REH
TAH HAYAAT TOO MERE MASOOM DIL KI RANI REH
DUNIYA BHAR KI AASAHAISHAIN NASEEB HOOHN TUJE
TERI ZEEST KI HAR IK GADI SUHANI REH
TERE DIL SE MERI MOHABAT NA KAM HONE PAAYE
HAMARI CHAHAT KI DUNIYA MAIN YEHI NISHANI REH
JEEVEN K SAFAR MAIN TUJE ITNE SUKH MILAIN
GHUM K MAFHOOM SE TOO SDAA ANJANI REH
KHUDA KARE K TERE DUKH B MUJE MIL JAHAIN
TERE CHAROOHN OHRR KHUSHION KI FRAVAANI REH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
JO HASEEN....(Asghr) by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
UNN KI BEHN.......(Asghr) by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
unn ki behn ki yaad...(Asghr) by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
QAWL O QRAR .......Asghr by M.ASGHAR MIRPURI in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
JO LOUGON PE TANQEED......Asghr by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Pooja
Guest
«Reply #1 on: February 19, 2009, 06:04:31 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah wah kay abaat hai Asghr ji, bahoot khoob!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: February 19, 2009, 06:10:58 PM »
Reply with quote
Bohot haseen ghazal aapne pesh ki hai Asghr Ji...kya kehne...bohot hi khoob....!! Applause Applause Applause
Logged
ANAAMIKA
Guest
«Reply #3 on: February 19, 2009, 06:17:42 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai...Asghrji... Applause Applause Applause
Dil se likha hai ya...buttering Amul wala

TERI ZINDGI MAIN MUSARTOOHN KI SHAADMAANI REH
TAH HAYAAT TOO MERE MASOOM DIL KI RANI REH
DUNIYA BHAR KI AASAHAISHAIN NASEEB HOOHN TUJE
TERI ZEEST KI HAR IK GADI SUHANI REH
TERE DIL SE MERI MOHABAT NA KAM HONE PAAYE
HAMARI CHAHAT KI DUNIYA MAIN YEHI NISHANI REH
JEEVEN K SAFAR MAIN TUJE ITNE SUKH MILAIN
GHUM K MAFHOOM SE TOO SDAA ANJANI REH
KHUDA KARE K TERE DUKH B MUJE MIL JAHAIN
TERE CHAROOHN OHRR KHUSHION KI FRAVAANI REH
Logged
Asghr
Guest
«Reply #4 on: February 19, 2009, 06:19:11 PM »
Reply with quote
SHUKRIYA POOJA JI AAP AUR AAP KI FAMILY KI ZINDGI MAIN SDAA BAHAAR REH JISE KZAAN KABI CHOO K NA GUZRE.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #5 on: February 19, 2009, 06:22:46 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai...Asghrji... Applause Applause Applause
Dil se likha hai ya...buttering Amul wala

SHUKRIYA ANAMIKA JI JO AAP KO KUCH PASAND AAYA SDAA KHUSH REHAIN.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #6 on: February 19, 2009, 06:27:28 PM »
Reply with quote
Bohot haseen ghazal aapne pesh ki hai Asghr Ji...kya kehne...bohot hi khoob....!! Applause Applause Applause
CELMIRA JI AAJ AAP K ALFAZ BAUT KHAMOSH HAIN, SDAA KHUSH RAH KARAIN MERI DUAAIN AAP K SAATH HAIN, YEH TAU KHUD HEE SHAIR BAN GYA.ASGHAR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #7 on: February 19, 2009, 06:31:02 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
wah wah wah kay abaat hai Asghr ji, bahoot khoob!!
POOJA JI AAP KA JITNA SHUKRIYA ADA KAROOHN KAM HO GA.ASGHR
Logged
Asghr
Guest
«Reply #8 on: February 19, 2009, 06:33:24 PM »
Reply with quote
Bohot haseen ghazal aapne pesh ki hai Asghr Ji...kya kehne...bohot hi khoob....!! Applause Applause Applause
SHUKRIYA CELMIRA JI.ASGHR
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: February 19, 2009, 06:57:04 PM »
Reply with quote
CELMIRA JI AAJ AAP K ALFAZ BAUT KHAMOSH HAIN, SDAA KHUSH RAH KARAIN MERI DUAAIN AAP K SAATH HAIN, YEH TAU KHUD HEE SHAIR BAN GYA.ASGHAR

Aap ne kaha hai to kuch haazir hai Asghr Ji, shayad pasand aaye.....!



Jab se paaya hai usko, hawaaon main hoon,
Ban ke khushbu jahan ki fizaaon main hoon

Rang gulnaar sa, jhuk gayi hai nazar,
Har ek pal main uski nigaahon main hoon

Koi saaya sa ban ke rahe aas paas
Kisi meherbaan ki panaahon main hoon

Mili hai khushi har,  zameen aasmaan ki,
Raat din main ab uski duaaon main hoon
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: February 19, 2009, 07:20:50 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai bahoot khoob Celmira
Logged
Asghr
Guest
«Reply #11 on: February 19, 2009, 08:05:50 PM »
Reply with quote
Aap ne kaha hai to kuch haazir hai Asghr Ji, shayad pasand aaye.....!



Jab se paaya hai usko, hawaaon main hoon,
Ban ke khushbu jahan ki fizaaon main hoon

Rang gulnaar sa, jhuk gayi hai nazar,
Har ek pal main uski nigaahon main hoon

Koi saaya sa ban ke rahe aas paas
Kisi meherbaan ki panaahon main hoon

Mili hai khushi har,  zameen aasmaan ki,
Raat din main ab uski duaaon main hoon

JAISE MAIN NE AAP K PEHLE ISHAAR PADE TAU MAIN SOCHA DUA WALA SHAIR MAIN AAP KI NAZAR KAROOHN GA MAGAR DEKHA TAU AAP NE WO LIKHA HUA HAI,PICHLI BAR AAP NE LAJWAAB KIYA THA AAJ LA ILAAJ KAR DIYA HAI.ASGHR
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: February 20, 2009, 07:14:27 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai bahoot khoob Celmira

Thanks a lot Pooja
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: February 20, 2009, 07:15:19 AM »
Reply with quote
JAISE MAIN NE AAP K PEHLE ISHAAR PADE TAU MAIN SOCHA DUA WALA SHAIR MAIN AAP KI NAZAR KAROOHN GA MAGAR DEKHA TAU AAP NE WO LIKHA HUA HAI,PICHLI BAR AAP NE LAJWAAB KIYA THA AAJ LA ILAAJ KAR DIYA HAI.ASGHR

Bas aapki zarra-nawazi hai Asghr Ji....Tah-e-dil se aapka shukriya...yunhi likhte rahiyega....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:44:07 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer