~~"Shukriya Sajid Ghayel"~~

by k.shael on February 24, 2009, 08:22:08 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1085 times)
k.shael
Guest
Reply with quote
Thanx a lottttttttt sajid ki tum yoindia pe wapis aa gaye,
dekho sajid duniyaa me sabkuch mil jaayega par dosti nibhane
wale dost na milenge, ye to khuda ka karam hota hai agar kisi
ko sachi dosti naseeb ho,

Kuch lines likhi hai tumhare wapis aane par umeed hai pasand aayengi.



Teri jaane ki wajah to na maloom thi,
Par tere jaane ki baat par har koi hairaan
hua,

Tujhe hogi khabar na iss baat ki teri
Namojudgi me kon-kon gamzada hua…

Khudaya-karam ki tujhe paaya dobara,
Ham-garibo se pooch kya-kya sitam ham
pe hua,

Ghayel ho chahe laakh majbooriya teri,
Par soch zara kya kabhi koi yaar bhi dosti
se khafa hua,

Tu jo louta hai yaar-e-mehfil me wapis,
Har dil ko sakoon naseeb hua…

Shally.


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
~~"EK UMDA SHAYAR AUR DOST (SAJID GHAYEL) KE NAAM"~~ by k.shael in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
"Sajid Ghayel" Ki Yaad me !! by junaidqadir in Miscellaneous Shayri
Shukriya "Khwaish" by khwahish in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 24, 2009, 08:25:49 AM »
Reply with quote
waah waaha Shally, Kya Ehsaas Bayaan Kiye Hain Tumne, Bohat Achche yaar,.
Ek Dost Ki kami Ka Ehsaas Tumne Bohat Achche Tareekhe Se Bataaya Hai,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: February 24, 2009, 08:31:29 AM »
Reply with quote
waah waaha Shally, Kya Ehsaas Bayaan Kiye Hain Tumne, Bohat Achche yaar,.
Ek Dost Ki kami Ka Ehsaas Tumne Bohat Achche Tareekhe Se Bataaya Hai,.


Shukriya Azeem,

Sach hai khuda ne hame dosti ke kabil banaya hai,
Aur kuch to nahi haan par dosti ka har farz nibhaya hai,

U to kisi ko kuch dene ke kabil nahi par haan
dosti ke liye apna sab kuch lutaya hai...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 24, 2009, 08:41:47 AM »
Reply with quote

Shukriya Azeem,

Sach hai khuda ne hame dosti ke kabil banaya hai,
Aur kuch to nahi haan par dosti ka har farz nibhaya hai,

U to kisi ko kuch dene ke kabil nahi par haan
dosti ke liye apna sab kuch lutaya hai...

Shally.

Tere Dost Kabhi Tujhse Judaa Na Ho, Khudaa Kare,.
Sab Tujhse Raazi Ho, Koi Khafaa Na Ho, Khudaa Kare,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: February 24, 2009, 08:59:44 AM »
Reply with quote
Tere Dost Kabhi Tujhse Judaa Na Ho, Khudaa Kare,.
Sab Tujhse Raazi Ho, Koi Khafaa Na Ho, Khudaa Kare,.

____________________________________-Jaanasheen-


Teri dua ho kabool khuda kare,
Meri dosti rahe ta-umar tak kayam khuda kare,

Shally.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:42:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.085 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer