Sooraj aur main..

by Pundreek on May 03, 2005, 03:23:17 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1069 times)
Pundreek
Guest
Reply with quote
Zindagi ke hosh sambhale,toh aapne aap se pucha,
ki yeh kya bala hai aur kyoun nahin aisa dooja?
Tab se hi aaj tak main sooraj se poochta huin,
ki aap hi  jug ko roshni kyoun dikhate hain,
aur phir kyoun aap kuch der chup jate hain?
Kyoun dharti par bhi aapka raaj hai?
Jab ki aap dharti ko chu bhi nahin paate hain!
Is par sooraj muskurakar bola,
Ki dharti hai shabnam aur main uska shola!
Hifazat tumhari main aise karta huin,
ki chand ko bhi wafai ka paigam main hi bharta hooin!
Kuch der hi sahi par yeh usool hai mera,
ki bechara chaand na reh jaye bilkul akela!
Chand ko bhi hak hai ki aapni chaandni woh dikhaye,
aur dharti ke aalam pe aapne daag woh chipaye!
Tabhi sooraj aur main tanhayee mein milte hain,
ki kabhi woh bhi bechara bhool jaye savera.....!!
Aadab...!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
(Kyun Main na sahe kaha na) shairi ka bara main plz. read by muneeb in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Sooraj Ki Tamanna by Qutubuddin in Shayri-E-Dard
SAR KA SOORAJ BANA HAI JABSE WOH by faiiz_76 in Shayri-E-Dard
jab ye sooraj by taheer khaja in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aankhen kya huee bandh, koi sooraj nigal gaya by livingbytheday in Ghazals
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: May 03, 2005, 03:45:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pundreek"
Zindagi ke hosh sambhale,toh aapne aap se pucha,
ki yeh kya bala hai aur kyoun nahin aisa dooja?
Tab se hi aaj tak main sooraj se poochta huin,
ki aap hi  jug ko roshni kyoun dikhate hain,
aur phir kyoun aap kuch der chup jate hain?
Kyoun dharti par bhi aapka raaj hai?
Jab ki aap dharti ko chu bhi nahin paate hain!
Is par sooraj muskurakar bola,
Ki dharti hai shabnam aur main uska shola!
Hifazat tumhari main aise karta huin,
ki chand ko bhi wafai ka paigam main hi bharta hooin!
Kuch der hi sahi par yeh usool hai mera,
ki bechara chaand na reh jaye bilkul akela!
Chand ko bhi hak hai ki aapni chaandni woh dikhaye,
aur dharti ke aalam pe aapne daag woh chipaye!
Tabhi sooraj aur main tanhayee mein milte hain,
ki kabhi woh bhi bechara bhool jaye savera.....!!
Aadab...!
wah pudreek ji,bohat acche,likhte rahiyega.
Logged
Pundreek
Guest
«Reply #2 on: May 04, 2005, 05:07:51 PM »
Reply with quote
Shukriya nidhi ji...
Hum toh aapke saamne bus samundar ki ret hain..
aur aap samundar..!
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: May 06, 2005, 05:34:01 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pundreek"
Zindagi ke hosh sambhale,toh aapne aap se pucha,
ki yeh kya bala hai aur kyoun nahin aisa dooja?
Tab se hi aaj tak main sooraj se poochta huin,
ki aap hi  jug ko roshni kyoun dikhate hain,
aur phir kyoun aap kuch der chup jate hain?
Kyoun dharti par bhi aapka raaj hai?
Jab ki aap dharti ko chu bhi nahin paate hain!
Is par sooraj muskurakar bola,
Ki dharti hai shabnam aur main uska shola!
Hifazat tumhari main aise karta huin,
ki chand ko bhi wafai ka paigam main hi bharta hooin!
Kuch der hi sahi par yeh usool hai mera,
ki bechara chaand na reh jaye bilkul akela!
Chand ko bhi hak hai ki aapni chaandni woh dikhaye,
aur dharti ke aalam pe aapne daag woh chipaye!
Tabhi sooraj aur main tanhayee mein milte hain,
ki kabhi woh bhi bechara bhool jaye savera.....!!
Aadab...!


pundreek ji, its such a lovely poem!!! bohot hi koobsurat likha hai!! pls keep it up!!

 :D
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:08:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer