poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
Yaad aate hain wo school ke din Na jaate the school doshton ke bin Kaisi wo doshti thi kaisa tha wo pyar Ek din ki judai se darte the jab aata tha saniwar Chalte chalte pathron main marte the thokar Kabhi hashte gaate to kabhi chalte the rokar Kandhon main bag liye haath main botel paani Kise pata tha bachpan ki doshti bichhura degi jawaani Yaad aate hain wo shayahi se range haath Kaya din the wo jab karte the lunch saath Chhutti ki ghanti sunte hi wo bhag ke kamre se bahar aana Fir hashte hashte doshton se mil jaana Kaash wo dosht aaj bhi mil jaate Dil main fir se bachpan ke phool khil jaate Sameer
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Shikha12
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 25, 2007, 01:00:33 PM » |
|
Wow... This is Lovely... =D> School ke dinn yaad aa gaye... Its a Pleasant Feeling... Sameer, You are Most Welcome to our Family of Yoindia... Keep Writing.... You are writing Very Well...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #2 on: June 25, 2007, 01:10:16 PM » |
|
Thankyou so much shikha ji
Main bahut purana hoo yoindia sayad aapne meri poem nahi read kiyi maine apani first poem 2003 main post kiyi thi, beech main kuch apani duniya main busy the isliye kaafi dino wapas aaya achcha laga aate hi aapne appricate kiya thanks once again, yoinid se mere dil ke rishte hain yoindia se hi to main apani dil ki baat share karata hoo isliye thankyou yoindia & every members of yoindia
bye TC
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shikha12
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 25, 2007, 01:49:27 PM » |
|
Thankyou so much shikha ji
Main bahut purana hoo yoindia sayad aapne meri poem nahi read kiyi maine apani first poem 2003 main post kiyi thi, beech main kuch apani duniya main busy the isliye kaafi dino wapas aaya achcha laga aate hi aapne appricate kiya thanks once again, yoinid se mere dil ke rishte hain yoindia se hi to main apani dil ki baat share karata hoo isliye thankyou yoindia & every members of yoindia
bye TC I am so Sorry.... How could I be so Careless.. to ignore your joining date... I have to rectify my Words... Welcome Back... To Your Family of Yoindia... Hope We will be able to read you regularly now....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #4 on: June 25, 2007, 02:02:27 PM » |
|
Maafi na maga karo doshti anmol badi hoti hai Ek dosht ko chot pahuchi to dushare ki aankh roti hai Kuch is tarah samaye ho dil main aap jaise saagar main moti hain Tum paas nahi to kaya tumhari yaad khawab bankar paas mere soti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ricky
|
|
«Reply #5 on: June 26, 2007, 02:28:42 AM » |
|
Achcha likha hai !
.. nice attempt !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Shikha12
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 26, 2007, 09:30:43 AM » |
|
Maafi na maga karo doshti anmol badi hoti hai Ek dosht ko chot pahuchi to dushare ki aankh roti hai Kuch is tarah samaye ho dil main aap jaise saagar main moti hain Tum paas nahi to kaya tumhari yaad khawab bankar paas mere soti hai Nice One Again...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #7 on: June 26, 2007, 09:50:53 AM » |
|
Tumne hashte huye houshla badhaya Jhuthi dilasha deke humne har jakham bhulaya Doshti kaya hoti hai koi puchhe "SHIKHA JI" se Jisne khud rote huye bhi auron ko hashya
Thankyou shikha once again
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FArah
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 27, 2007, 10:46:24 AM » |
|
ap sb ki buhat acchi ha. enjoy kero aur kerwaty jaoo.thoro thori hamay b dosti sekhaty jaoo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #9 on: June 27, 2007, 11:14:13 AM » |
|
Farah Janab !!! Naraj mat hoyiye aap bhi to mere dosht hai, jarur aap se bhi hum bahut kuch shikhenge agar aap shikhaye to Sameer
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FArah
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 28, 2007, 11:36:29 AM » |
|
why not.hm sekhay gy phr ap ko b seekhay gy.per os k ly ap ko b thori zahmat kerny paray gee. phely sekhay gy ap phr hm baty gy.dont mind
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #11 on: June 29, 2007, 04:05:58 AM » |
|
Wah ji wah Khush raho !!! Sameer
|
|
|
Logged
|
|
|
|
srk_rocks
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 12, 2007, 04:38:19 PM » |
|
aaj ki subah kuch ajib si thi jaane kyun yaad dila gayi woh school ke pyare din jab hum sab befiker the duniya se iss duniya ki gandagi se ek pal mein doston se hoti thi takrar aur agle he pal hum ban jaate the yaar woh teacher ko copy kerna woh last bench per sona her baat ko hasi mein udana aapni he duniya mein khoya rehna rikshe ke paison se break mein samose khana fir gher jaane ke liye doston se udhar lena na chinta ki chita thi na nafrat ki andhi woh bhi kya din the jab her pal saaath thi doston ki yaari aaj ki subah ajib si thi kuch yaad dil ker chali gayi aankhon mein asoon the aur dil ga raha tha "koi lauta de mere pyare pyare din pyare pyare din woh mere pyare pal chin"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 12, 2007, 09:25:21 PM » |
|
nice sameer and srk ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poem143s
Shayari Qadrdaan
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:20 hours and 21 minutes.
Posts: 319 Member Since: Mar 2004
|
|
«Reply #14 on: July 13, 2007, 03:14:47 AM » |
|
Thankyou so much P ja Ma'am aur SRK ji aapne mujh se bahut jayada achcha likha hai aur umeed karta hoo ki future main bhi regularly aapki poems read karu Likhte raho !! aur hum read karte rahenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|