WOH DARD KI DUKAN.......(GHAYEL)

by sajid_ghayel on October 09, 2008, 07:21:58 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2766 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
WOH DARD KI DUKAN WOH DARD BECHTE HAIN
HUMKO KHUSHI SE PYAAR HUM UNKE DARD KHAREEDTE HAIN

WOH AASUO SE BHARI AAKHE, WOH HAR BAAT PE RO DENA
MERI FITRAT MUSKARANA Q HUM BHI SATH UNKE ROTE HAIN

ITNA MEHSOOS KIYA HAIN UNKE ZAKHMO KO, KE AB YEH AALAM HAIN GHAYEL
BEVAJAH HUM BHI TADAP JATE HAIN, JAB ZAKHM UNKE DARD DETE HAIN

USKI TANHAIEE BHI MUJME UTAR AAYEE HAIN
MEHFILO ME REHKAR BHI HUM AKAYLE REHTE HAIN

USKI TARAH MAIN BHI BIKHAR GAYA HU SHAYED
KUCH NA KUCH MAIN USKA BAN GAYA HU SHAYED
UNKO APNI KHUSHI ME SHAREEK TO NA KAR SAKE
USKE JAISA MAIN BHI BAN GAYA HU SHAYED

                              -SAJID GHAYEL  tearyeyed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Sharab di dukan by 99% §hå®èèf_Mµñda in Funny Shayari in Punjabi « 1 2  All »
DUA CHAHTA HU......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
Dard Nichodte hai.....( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ashlilta hai bayhad gandi dukan by sushilbansal in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Parchun ki Dukan.... by Surendra Kumar saini in Shairi - E - Zindagi
Talat
Guest
«Reply #1 on: October 09, 2008, 08:08:02 AM »
Reply with quote

USKI TARAH MAIN BHI BIKHAR GAYA HU SHAYED
KUCH NA KUCH MAIN USKA BAN GAYA HU SHAYED
UNKO APNI KHUSHI ME SHAREEK TO NA KAR SAKE
USKE JAISA MAIN BHI BAN GAYA HU SHAYED

                              -SAJID GHAYEL  tearyeyed


Bohot Khoob Sajid Ji...Khastaur se ye lines bohot pasand aayin Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: October 09, 2008, 08:28:20 AM »
Reply with quote
WOH DARD KI DUKAN WOH DARD BECHTE HAIN
HUMKO KHUSHI SE PYAAR HUM UNKE DARD KHAREEDTE HAIN

WOH AASUO SE BHARI AAKHE, WOH HAR BAAT PE RO DENA
MERI FITRAT MUSKARANA Q HUM BHI SATH UNKE ROTE HAIN

ITNA MEHSOOS KIYA HAIN UNKE ZAKHMO KO, KE AB YEH AALAM HAIN GHAYEL
BEVAJAH HUM BHI TADAP JATE HAIN, JAB ZAKHM UNKE DARD DETE HAIN

USKI TANHAIEE BHI MUJME UTAR AAYEE HAIN
MEHFILO ME REHKAR BHI HUM AKAYLE REHTE HAIN

USKI TARAH MAIN BHI BIKHAR GAYA HU SHAYED
KUCH NA KUCH MAIN USKA BAN GAYA HU SHAYED
UNKO APNI KHUSHI ME SHAREEK TO NA KAR SAKE
USKE JAISA MAIN BHI BAN GAYA HU SHAYED

                              -SAJID GHAYEL  tearyeyed




 Applause Applause BOHAT KHOOB LIKHA HAI AAPNE SAJID JI...  Thumbs UP



HUM AAPNI NAZRON SE ASHQ CHUPA NA SAKE
WOH HAI KE MERE DIL KE BAAT PEHCHAN NA SAKE
DARD HUMEN BHI HAI ISS TARAF KITNA BATAYE
AANKHON MEIN KHUSHIYON KA PARDA LAGAYE FIR RAHE...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: October 09, 2008, 08:55:51 AM »
Reply with quote
yeh mere  kalamo ki khushnasibi hain jo aapne unko pasand kiya
Bohot Khoob Sajid Ji...Khastaur se ye lines bohot pasand aayin Applause
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: October 09, 2008, 08:57:09 AM »
Reply with quote
bohat shukriya honey and nice lines by you too


 Applause Applause BOHAT KHOOB LIKHA HAI AAPNE SAJID JI...  Thumbs UP



HUM AAPNI NAZRON SE ASHQ CHUPA NA SAKE
WOH HAI KE MERE DIL KE BAAT PEHCHAN NA SAKE
DARD HUMEN BHI HAI ISS TARAF KITNA BATAYE
AANKHON MEIN KHUSHIYON KA PARDA LAGAYE FIR RAHE...

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: October 09, 2008, 09:04:55 AM »
Reply with quote
bohat shukriya honey and nice lines by you too

Shukriya sajid ji... notworthy
Logged
tanhadil
Guest
«Reply #6 on: October 09, 2008, 09:08:16 AM »
Reply with quote
bahut khub janab ........ hello2 Applause

ishaq ka nash kuch aisa hai,
jo karta hai wo rota hai ,
milti hai ek ajab si khushi is dard me,
ishaq ka to gam bhi bada hasin hota hai ...... love9
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: October 09, 2008, 09:36:22 AM »
Reply with quote
very well said tanha and thanks for the compliment
bahut khub janab ........ hello2 Applause

ishaq ka nash kuch aisa hai,
jo karta hai wo rota hai ,
milti hai ek ajab si khushi is dard me,
ishaq ka to gam bhi bada hasin hota hai ...... love9
Logged
tanhadil
Guest
«Reply #8 on: October 09, 2008, 11:07:57 AM »
Reply with quote
sharabo sa nashila hai ,gulabo sa mahkila hai ,
chamkta hai nur chand sa aakash me ,
khilta hai dhup sa nav prabhat me ,
ye ishaq ka asar .....

ruka ruka jami sa hai,dolta aakash hai
tanha hai mahfil-a-aagaj me ,
bakhuda khbab sa hai kaynat me
ye ishaq ka asar......

bin badal barsat sa hai ,kadi dhup ki pyas sa hai,
rulata hai gar tanhai me ,
hasata hai unke agosh me,
ye ishaq ka asar...........
hay ye ishaq ka asar .....
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: October 09, 2008, 06:46:37 PM »
Reply with quote
LAGTA HAI UNSE MOHABBAT HO GAYEE HAI AAP KO
kAH DENE MEIN BHALAI HAI WO APNA LEGI AAP KO

KHUDA KO MANZOOR HAI AISA USSE DIL MEIN AANE DO
BAHUT ANAND AAYEGA JUB MILENGE AAP DIWANE DO


AGAR DARD BACH JAYE TO HUME JARA ITLA KAR DENA
HUME BHI KHAREEDDAR HUM BHI HAI DARD KHAREEDNA


Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: October 10, 2008, 04:30:08 AM »
Reply with quote
very well said rajesh keep it up
LAGTA HAI UNSE MOHABBAT HO GAYEE HAI AAP KO
kAH DENE MEIN BHALAI HAI WO APNA LEGI AAP KO

KHUDA KO MANZOOR HAI AISA USSE DIL MEIN AANE DO
BAHUT ANAND AAYEGA JUB MILENGE AAP DIWANE DO


AGAR DARD BACH JAYE TO HUME JARA ITLA KAR DENA
HUME BHI KHAREEDDAR HUM BHI HAI DARD KHAREEDNA



Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: October 10, 2008, 11:53:12 AM »
Reply with quote
 Applause  Applause
BAHUT KHOOB SAJID JI,
U HI LIKHTE RAHIYE...
BY. K.SHAEL

SACH HAI DARD BAHUT HAI SEENE ME,
AANSOO BAHUT HAI AANKHON ME, KYA
BATLAYE KYA CHUPAYE AAPSE,ISS GAMM
NE KIYA HAI MASROOF KAYI APNO SE,
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #12 on: October 11, 2008, 06:58:07 AM »
Reply with quote
THANK YOU SHALLY FOR A BEAUTIFUL REPLY
Applause  Applause
BAHUT KHOOB SAJID JI,
U HI LIKHTE RAHIYE...
BY. K.SHAEL

SACH HAI DARD BAHUT HAI SEENE ME,
AANSOO BAHUT HAI AANKHON ME, KYA
BATLAYE KYA CHUPAYE AAPSE,ISS GAMM
NE KIYA HAI MASROOF KAYI APNO SE,
Logged
tanhadil
Guest
«Reply #13 on: October 11, 2008, 10:52:44 AM »
Reply with quote
bahut khub janab ........ hello2 Applause

ishaq ka nasha kuch aisa hai,
jo karta hai wo rota hai ,
milti hai ek ajab si khushi is dard me,
ishaq ka to gam bhi bada hasin hota hai ...... love9
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #14 on: October 12, 2008, 07:02:21 AM »
Reply with quote
aapka bayan bohat khoobsurat hain tanha jee
sharabo sa nashila hai ,gulabo sa mahkila hai ,
chamkta hai nur chand sa aakash me ,
khilta hai dhup sa nav prabhat me ,
ye ishaq ka asar .....

ruka ruka jami sa hai,dolta aakash hai
tanha hai mahfil-a-aagaj me ,
bakhuda khbab sa hai kaynat me
ye ishaq ka asar......

bin badal barsat sa hai ,kadi dhup ki pyas sa hai,
rulata hai gar tanhai me ,
hasata hai unke agosh me,
ye ishaq ka asar...........
hay ye ishaq ka asar .....
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:08:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer