WOH RAATEIN WOH BAATEIN (Ghazal)... "MohaN"

by surindarn on March 24, 2018, 04:57:36 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 862 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
WOH RAATEIN WOH BAATEIN

Uss yaar ne rang kyaa badlaa, pyaar badlaa raatein gaayin
Chaand sitaaron kee baraatein gaayin, woh baatein gaayin

Paayein baag jaaman ke tale sehmee mulaakaatein gaayin
Yeh dil bhoole bhi kaise husn-o-ishq kee ghaatein gaayin

Woh nigahon peene pilaane kee nasheman baatein gaayin
Mohabbat bharee bahaar kaif barsaatee barsaatein gaayin

Woh raaton mein sharmaate huey aane kee raatein gaayin
Jhoom jhoom raqs farmaate huey aane kee baatein gaayin

Woh Jo kabhi aagosh-e-ulfat mein guzaree raatein gaayin
Jo kabhi  raangeen khilwaton mein guzaree raatein gaayin


Woh jo kabhi pur kaif sohbat mein guzaree raatein gaayin
Aur jo kabhi aish-o-musarat mein guzaree raatein gaayin

MohaN bhool jaa woh mulaakaatein woh baatein to gaayin
Peer tu to apnee aaqbat kee hee sochh jo gaayin so gaayin
Tu ooper waalaa hee sochh wahan hoongee baatein naayin  


Surindar. N                        "MohaN"
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: March 25, 2018, 01:02:13 AM »
Reply with quote
WOH RAATEIN WOH BAATEIN

Uss yaar ne rang kyaa badlaa, pyaar badlaa raatein gaayin
Chaand sitaaron kee baraatein gaayin, woh baatein gaayin

Paayein baag jaaman ke tale sehmee mulaakaatein gaayin
Yeh dil bhooley bhi kaise husn-o-ishq kee ghaatein gaayin

Woh nigahon peene pilaane kee nasheman baatein gaayin
Mohabbat bharee bahaar kaif barsaatee barsaatein gaayin

Woh raaton mein sharmaate huey aane kee raatein gaayin
Jhoom jhoom raqs farmaate huey aane kee baatein gaayin

Woh Jo kabhi aagosh-e-ulfat mein guzaree raatein gaayin
Jo kabhi  raangeen khilwaton mein guzaree raatein gaayin


Woh jo kabhi pur kaif sohbat mein guzaree raatein gaayin
Aur jo kabhi aish-o-musarat mein guzaree raatein gaayin

MohaN bhool jaa woh mulaakaatein woh baatein to gaayin
Peer tu to apnee aaqbat kee hee sochh jo gaayin so gaayin
Tu ooper waalaa hee sochh wahan hoongee baatein naayin 


Surindar. N                        "MohaN"

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: March 26, 2018, 12:22:01 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kermit kermit kermit kermit kermit
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: March 26, 2018, 11:32:05 PM »
Reply with quote
WOH RAATEIN WOH BAATEIN

Uss yaar ne rang kyaa badlaa, pyaar badlaa raatein gaayin
Chaand sitaaron kee baraatein gaayin, woh baatein gaayin

Paayein baag jaaman ke tale sehmee mulaakaatein gaayin
Yeh dil bhoole bhi kaise husn-o-ishq kee ghaatein gaayin

Woh nigahon peene pilaane kee nasheman baatein gaayin
Mohabbat bharee bahaar kaif barsaatee barsaatein gaayin

Woh raaton mein sharmaate huey aane kee raatein gaayin
Jhoom jhoom raqs farmaate huey aane kee baatein gaayin

Woh Jo kabhi aagosh-e-ulfat mein guzaree raatein gaayin
Jo kabhi  raangeen khilwaton mein guzaree raatein gaayin


Woh jo kabhi pur kaif sohbat mein guzaree raatein gaayin
Aur jo kabhi aish-o-musarat mein guzaree raatein gaayin

MohaN bhool jaa woh mulaakaatein woh baatein to gaayin
Peer tu to apnee aaqbat kee hee sochh jo gaayin so gaayin
Tu ooper waalaa hee sochh wahan hoongee baatein naayin 


Surindar. N                        "MohaN"

bahut shukria all readers.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:17:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer