15th Yaum-e-Shahadat Of Babri Masjid,.

by Jaanasheen on December 06, 2007, 03:49:18 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 28556 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Hai Ye Jahaan Hamara Aur Tumhaara,.
Phir Kyun Hua Do Dilon Me Batwaara,.

Aman Se The Sab Na Kisi Ko Koi Takleef Thi,.
Ab Ho Raha Hai Fasaadon Me Sabka Guzaara,.

Shaan Thi Muslaamano Ki Bhi, Hinduon Ki Bhi,.
The Ayodhya Aur Babri Sabke Aankh Ka Taara,.

Ab Batt Gaye Dil, Nafrat Bas Gayi Dilon Mein,.
Khudaa Kyun Dikhaa Raha Aisa Nazaara,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ghar se Masjid hai bahut door by clicksahil in Shayri-E-Dard
Mandir-Masjid by lalit.sharma83 in Devotional poetry in Punjabi
maykada masjid nahi.................... by mazHur in Ghazals
Masjid Kabhi Mandir by mazHur in Ghazals
shahadat ko vayarth na by saahill in Shairy-E-Watan
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: December 07, 2007, 10:40:49 AM »
Very touching.. janasheen....

na samja kisi ne jaan paya koi
pyar basta hai dilo mea na karid paya koi

phir kyun kyun chalti hai talwaar daram pe
kyun mil jhul kar reh sakta yahan koi

kya daram jaati kisi k jaan se bada hai
kya paisa k bal pe chein ki saans le paya hai koi

serious matter to think n remove it from our county n the world too. Good Job Jaanasheen
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: December 07, 2007, 12:12:41 PM »
Good Topic... It needs consideration..
Very Very Good work Azeem and... a Perfect Contribution Divya..
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: December 11, 2007, 06:27:13 AM »
Thank u so much shikha Di N Majid
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 11, 2007, 04:04:31 PM »
Shukriya,.
And Nice One Divya Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 11, 2007, 04:11:30 PM »
Kaun Hua Barbaad,.
Na Wo Hindu Tha, Na Sikh, Na Musalmaan,.
Wo Bhi Hamari Tarah Hi Tha Insaan,.

Phir Kyun Hue Jhagde Mazhabon Ke Naam Par,.
Ghayal Hue Dil Bhi Roya Bhi Tha Hindustaan,.

Rab Ne Banaaya Hume, Pyaar Ki Seekh Seekhaane,.
Aur Hum Hain Ki Pyaar Bhool Gaye,Aur Bhool Gaye Imaan,.

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 17, 2007, 12:44:54 PM »
Wah Bhai Jaan Aap To Great Hain
Kya Soch Hai Aap Ki Lage Raho....

Shukriya Bhai,. Bas I Want Peace Between All The Religion



Logged
Muhammed
Guest
«Reply #7 on: June 20, 2008, 06:14:02 AM »
Bhai Jansheen,
Ek aur Topic Nazar aaya apka,
Bahot hi sahi Likhi hai baat aapne.
Babari Masjid Mauzu par dastani Nazam Likhi hai Maine
Inshallah waqt Milte hi Post Karunga.
   
     Barsi To Uski Hoti Hai Jisko Maut Aati Hai..
     Babri To Shaheed Hai,Shahadat Ko Maut Nahi Aati Hain..!!   

Bhai Jansheen,
Bura Na Lagana Par Barsi Ko Hatakar 'Yaum-e-Shahaadat'Likhna
Hamare Liye sahi hai.
                                                         Raza  
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: June 24, 2008, 03:17:24 PM »
shukriya Bhaijaan./
Waise i have Changed the Title name,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: June 24, 2008, 03:28:03 PM »
bahoot khoob lil bro and sophi!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: June 24, 2008, 03:35:37 PM »
Shukriya Didi jaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 24, 2008, 03:36:23 PM »
Ye Dharti Sone Ka Kangan,.'
Ye Dharti Chaandi Ka Darpan,.
Ye Dharti Masjid Ka Aangan,.
Ye Dharti Santo Ka Chandan,.
Ye Kisne Shool Bo Diye,.

Ye Dharti Raam Ki Sitaa Ki,.
Ye Dharti Kishan Kanahiyaa Ki,.
Ye Dharti Ghalib Meeraa Ki,.
Ye Dhari Mere Maulaa Ki,.

Ye Dharti Prem Ka Madhuban,.
Ye Dil Waalon Ki Hai Dhadkan,.
Ye Kisne Shool Bo Diye,.

Ye Dharti Ganga Si Pawan,.
Ye Dharti Khwaja Ka Maskan,.
Isi Dharti Pe Hazrat Bal,.
Ye Dharti Seeta Ka Aanchal,.

Ye Dharti Sabko De Jeewan,.
Ye Hai Sab Dharmo Ka Gulshan,.
Ye Kisne Shool Bo Diye,.

Ye Dharti Sabse Kehti Hai,.
Yahaan Ek Jehti rehti Hai,.
Ye Dharti Sabko Hai Pyaari,
Kare Hain Sabki Dil Daari,.

Ye Dharti Mamta KIa Darshaan,.
Ahinsa Iske Mann Ka Dhan,.
Ye Kisne Shool Bo Diye,.

_______________-Manzar Bhopali-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #12 on: June 25, 2008, 04:02:03 AM »
Bhaai Jansheen,
Hindostaa Ki Bahot Hi Tarike Se Taarif Ki Hai Aape,
Har Harr Lafz Uske Thikane Bilkul Shahih Hai,
Aur Jo Title Change Kiya Uske Liye Tahe Dil Se Shukriya,
Waise Aapke Kalaam Me Koi Aaise Baat Nahi Hoti Jisko,
Change Karna Pade,100% Aap k Sahih Lafz Hote Hai

Chin-o-Araub Hamara Misr-o-Sham Hamara,
Kaisr-o-Kisra Hamara Mulk-o-Habsha Hamara,
Muslim Hai Hum Watan Hai Ye Hindostaa Hamara..!![/b
]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: June 27, 2008, 02:19:15 PM »
Shukriya Bhaijaaan,.
ke aapne hamaare Post padhe,.
Aur meri galtiyon Ko Poshida Kiya,.
Waise To Hum seekh rahe hain,.
100% Hume Kuch Bhi nahi aaata,.
Ye To aapka badappan hai ki Aap ne hume saraaha,.
'Shukriya,.
Waise Mujhe ye Lines bahoot achche Lage,.

bachchpan mein Sunaa tha Maine inhe,.

Chin-o-Araub Hamara Misr-o-Sham Hamara,
Kaisr-o-Kisra Hamara Mulk-o-Habsha Hamara,
Muslim Hai Hum Watan Hai Ye Hindostaa Hamara..!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: June 27, 2008, 02:25:07 PM »
Hai Ye Mulk Mera Bhi Tumharaa Bhi,.
Sirf Dilon Ka Yahaan Batwaara Hai,.

Hai Samander Ek Hi Duniya Mein,.
Bas Judaa Zameen se har Kinaara Hai,.

Hai ye Duniya Mukhtasar Doston, Khushi Se Jeelo,.
Maut Ke Baad Yahaan, Kya Tumhaara Kya Hamaara hai,.

____________________________________-Azeem-
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:36:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer