15th Yaum-e-Shahadat Of Babri Masjid,.

by Jaanasheen on December 06, 2007, 03:49:18 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 28555 times)
syednaami
Guest
«Reply #30 on: July 04, 2008, 11:39:10 AM »
shukriya syednaami Bhai..
Main Teen Topic..Baabri.,Tipu.,Naat Sharif.,
Baar-Baar Soch Samaj K Padhta Hun.,

Aap Ne So-Fi-Sadi Durust Baat bataee..!


 

Jee Raza Saahib,,, darasal kuchh maozuaat buhat naazuk hote hain... Aur baariki se har baat ko jaanch kar hi kuchh likhen,,, yahi nazaakat-e-kulli aur insaaniyat ko malhooz-e-khaatir rakh kar likhni ya kahni chaahiye...
Mamnoon hun aapka...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ghar se Masjid hai bahut door by clicksahil in Shayri-E-Dard
Mandir-Masjid by lalit.sharma83 in Devotional poetry in Punjabi
maykada masjid nahi.................... by mazHur in Ghazals
Masjid Kabhi Mandir by mazHur in Ghazals
shahadat ko vayarth na by saahill in Shairy-E-Watan
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: July 04, 2008, 01:14:31 PM »
Shukriya Diya Ji,.
And Nice One Mohammad Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: July 04, 2008, 01:20:39 PM »
Aag Ye Dharmo Ki Kisne Lagaai Hai,.
Har taraf Har Jagah Tabaahi Hi Tabaahi Hai,.

Behta Hai Khoon Hinduon Ka Musalmaano Ka,.
Hai Re Kismat Apni, Ye Kya Sitam Dhaai Hai,.

Ek Daur Tha Ke Sab The Bhai-Bhai Jaise,.
Ab Jaane Kyun Nafraton Ki Hawaa Aaai Hai,.

__________________________-Jaanasheen-

Logged
syednaami
Guest
«Reply #33 on: July 04, 2008, 05:10:03 PM »
Azeem saahib,,, bilkul sach kaha...
Yeh baat samajh aani chahiye sab logon ko...
Shukriya...
Logged
diya786
Guest
«Reply #34 on: July 06, 2008, 01:25:59 AM »
Aag Ye Dharmo Ki Kisne Lagaai Hai,.
Har taraf Har Jagah Tabaahi Hi Tabaahi Hai,.

Behta Hai Khoob Hinduon Ka Musalmaano Ka,.
Hai Re Kismat Apni, Ye Kya Sitam Dhaai Hai,.

Ek Daur Tha Ke Sab The Bhai-Bhai Jaise,.
Ab Jaane Kyun Nafraton Ki Hawaa Aaai Hai,.

__________________________-Jaanasheen-






sach kaha hai aapne
lekin is kyun ka jawaab kisi ke pas nahin hai.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #35 on: July 07, 2008, 06:47:34 AM »
Ek Daur Tha Ke Sab The Bhai-Bhai Jaise,.
Ab Jaane Kyun Nafraton Ki Hawaa Aaai Hai,.


Beshak Bhai Azeem Sahih Kaha Aapne.,

Ye Nafraton Ki Aandhiyaa'n Kya Toofan Layegi,
Jisko Kehte Hai Qayaamat,Wohi Azaab Layegi.
                                         
                                   -- Raza

Duar-e-Haziraa'n Ko Dekh Kar,
Hind Ke Mustqbeel Ko Rakh Kar,
Mansha-e-Angrez Ko Pehchaan karr,
Hazrat Iqbaal saab Hindi Kasmiri,
Darmiyaani Ek Conference Me,
Danke Ki Chott Pe,
Kade Hue Is Andaaj Se,
Jaise Jaage Muslim Josh Se,
Kahte Hai.....


Na Samajo Ge To Mitt Jaa o Ge..Aey Hindwaalo'n.,
Tumhari Daasta'n Tak Na Rahegi Baki Daastaano'Me..!!!!
Logged
syednaami
Guest
«Reply #36 on: July 07, 2008, 09:25:15 AM »
Buhat khoob kaha aap ne Raza Saahib... Aur Iqbal Saahib ki Misaal bhi bilkul ain hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: July 14, 2008, 11:15:00 AM »
Shukriya Diya Ji,.
Raza Bhai,.'
Naami Bhai,.
And Nice Sharing Bhai Jaan,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #38 on: July 16, 2008, 03:54:09 AM »
Shukriya Bhai Azeem,
Shukriya Bhai Syednaami,
Bahot Shukriya Diyaa Ji..Jo aapne Yahaan Shamil Ho Ke Hamari Honsla Afzaaee Ki..Jazak-allah. 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: August 10, 2008, 10:39:24 AM »
Yaad Jab Aaata Hai Shaheed-e-Babri Ka Manzar,.
Jaane Kyun Har Jagaah Viraani Chaa Jaati Hai,.

Logged
Muhammed
Guest
«Reply #40 on: August 12, 2008, 10:28:59 AM »
Allah ki Nishaaniyo'n ko koi bhi Mita Nahi sakta..Jub Uska Naam baaki Hai aur Nishaa'Bhi Baaki Hai To Fir...yehi baat Har Pal yaad aaye To usme Koi Shak Nahi..Haan Manzar Kuch aur dikhe wo alag baat hai.. dost

Do Line bahot Hi Khoob Kahi Azeem 

Mein Insha allah waqt ko Nikaal kar kuch Likhungaa Jaroor.. 










Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: August 20, 2008, 09:49:55 AM »
Theek Hai Bhaijaan,.
Intezaar Rahega Aapki Posting Ka,.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 01:32:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer