A Salute To Shaheed Tippu Sultan,.

by Jaanasheen on May 26, 2008, 02:07:22 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Author  (Read 39922 times)
Muhammed
Guest
«Reply #30 on: June 04, 2008, 05:26:12 AM »
 
   Thanks sukriya To..Janasheen Ji..Sayednami Ji..diya786 Ji..
   Meri hosla afzaai Ka.
     
                         
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: June 04, 2008, 12:58:27 PM »
Shukriya Pooja Didi,.
Celmira Ji,.
And U Are welcome Mohabbaed Bhai,.
Aur Intezaar Rahega Aapki Post Ka Bhi Hume Syed Naami Bhai,.
waise Pooja Didi Aapne Aur Celmira Ne Kyun Kuch Nahi Likha,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: June 04, 2008, 01:07:11 PM »
Marte Nahi Wo, Jo Mar Mitte Hain Watan Ke Waaste,.
Unki Khurbaaniyaan Hi Kholti Hai Desh Ki Tarrakhi Ke Raaste.,

___________________________________________--Jaanasheen-- icon_salut

Logged
syednaami
Guest
«Reply #33 on: June 05, 2008, 09:48:55 PM »
Aaj Friday hai to kuchh Paish karne ki justajoo men rahunga.. Azeem bhaya...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: June 05, 2008, 09:52:49 PM »
Nice lil bro....

Sami ji apke likhneka intzaar rahega
Logged
syednaami
Guest
«Reply #35 on: June 05, 2008, 10:23:12 PM »
Jee aapke hisaab se kal aapko dikhne ko milega,,, Time difference... Par dekhiye ga zaroor...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #36 on: June 07, 2008, 11:55:55 AM »



          Mardan-e-Hind

Bab-e-Azaadi ka pahela Varq  Kahun   Tuze,
Barg-e-Sagir-e-Hind  ka  Nasib  Kahun  Tuze,
Fakhr-un-nisa  Fatima ka Fakhr Kahun Tuze,
Ya’ne Ali hayder ka Para–e-Jigar Kahun Tuze….

Shano-shauqat Sirat-o-Surat Vo Andaje Khaaki,
Ya’ne   Misl-e-Aftaab-o-Mahetaab Kahun Tuze…

Heela Kar Rakh di Bunyaade Kasr-e-Shahii ko,
Ya’ne  Jazba-e-Mard-e-Muzahid Kahun Tuze…

Gurur-e-Takhte shahi  Ko Dhul  Chatai  Bar-bar,
Ya’ne  Garzata-Sokhta Sher-e-Babbar Kahun Tuze…

Wo Jango Ju Wo Mahir-e- Fann-e-Harab-o-Zarb,
Ya’ne  Hind Ka Shamshir-e-be-Niyam  Kahun Tuze…

Harr Kaum-o-Millat ke Dard Se Sada  Gamzadah Raha,
Ya’ne Sadaqat-o-Adalat-o-Shuja’at ka Paikar Kahun Tuze…

Be Intehaa’n Kaum-o-Millat  ki Mohabbat  Ka Markaz,
Ya’ne Amir-e-Carva, Rahabar-o-Rehnuma Kahun Tuze…

Hindosta ko diya Jisne  Pahela Tohafa Rocket-Missaeil Ka,
Ya’ne Waqt ka Science da Mohakkiq Mahir  Kahun Tuze…

Tu Tanha Fathul Mujahedin-Fateh Ali, Mardan-e-Hind
Ya’ne “Raza” Mastan-o-aualia ki Dua-o-Karamat Kahun Tuze…

             --Salaam to great Tipu Fateh ali ibne Hyder ali
 
                                            Muhammed "raza"
   Dosto Tehzib va shriyat pehli baat hai agar meri is Nazm me Koi aisa Jumla Likha ho Jo Khilafe sharah ho to muje Khabar karo profile id se.baray-e-karam. 
Logged
syednaami
Guest
«Reply #37 on: June 07, 2008, 11:07:02 PM »
Muhammed Bhaya, waqai,,, jis andaaz men aap ne likha shayad hi koi shayir likh sake...
Aap ne to pura maidaan mar liya... hairat angez alfaaz aur jis tarz-e-sukhanvari ko paish-e-nazar rakha hai aap ne lajawaab kahun to kam nahin...

Rocket-Missaeil, yeh bhi Urdu men hi likhte agar, gustaakhi maaf...

Shukriya

Syed Naami
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: June 08, 2008, 11:52:07 AM »


          Mardan-e-Hind

Bab-e-Azaadi ka pahela Varq  Kahun   Tuze,
Barg-e-Sagir-e-Hind  ka  Nasib  Kahun  Tuze,
Fakhr-un-nisa  Fatima ka Fakhr Kahun Tuze,
Ya’ne Ali hayder ka Para–e-Jigar Kahun Tuze….

Shano-shauqat Sirat-o-Surat Vo Andaje Khaaki,
Ya’ne   Misl-e-Aftaab-o-Mahetaab Kahun Tuze…

Heela Kar Rakh di Bunyaade Kasr-e-Shahii ko,
Ya’ne  Jazba-e-Mard-e-Muzahid Kahun Tuze…

Gurur-e-Takhte shahi  Ko Dhul  Chatai  Bar-bar,
Ya’ne  Garzata-Sokhta Sher-e-Babbar Kahun Tuze…

Wo Jango Ju Wo Mahir-e- Fann-e-Harab-o-Zarb,
Ya’ne  Hind Ka Shamshir-e-be-Niyam  Kahun Tuze…

Harr Kaum-o-Millat ke Dard Se Sada  Gamzadah Raha,
Ya’ne Sadaqat-o-Adalat-o-Shuja’at ka Paikar Kahun Tuze…

Be Intehaa’n Kaum-o-Millat  ki Mohabbat  Ka Markaz,
Ya’ne Amir-e-Carva, Rahabar-o-Rehnuma Kahun Tuze…

Hindosta ko diya Jisne  Pahela Tohafa Rocket-Missaeil Ka,
Ya’ne Waqt ka Science da Mohakkiq Mahir  Kahun Tuze…

Tu Tanha Fathul Mujahedin-Fateh Ali, Mardan-e-Hind
Ya’ne “Raza” Mastan-o-aualia ki Dua-o-Karamat Kahun Tuze…

             --Salaam to great Tipu Fateh ali ibne Hyder ali
 
                                            Muhammed "raza"
   Dosto Tehzib va shriyat pehli baat hai agar meri is Nazm me Koi aisa Jumla Likha ho Jo Khilafe sharah ho to muje Khabar karo profile id se.baray-e-karam. 

Hum To Bas ek Hi Lafz Kahenge,.
Subhan Allah,.
Execelent Job Brother,.
Waise Aapne Jis Aandaaz Seyaan Kiya Hai,.
Bakhoob Kaha Hai,.
 Inki Saara Itehaas Is Nazm Mein Likh Diya hai,.
Waise Hume bahoot Khushi Hui Jo aapne Inke Bare Mein Kuch Bayaan Kiya,.
Waise Umeed Hai Ki Har Ek Is Nazm Ko pardhe Aur Samjhe Ki Tipu Sultan Ki Kya Riyasat Thi,./
Unki Kya Badshaahiyat thi,.

Syed Naami Tum Kab Likhoge yaar,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #39 on: June 08, 2008, 12:16:30 PM »
Bohat khoob likha hai muhammed ji..
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #40 on: June 10, 2008, 10:05:58 AM »
Sukriya dosto..
Syed naami sab,Janasheen sa'b,Mohtarama Honeyrose ji..
Naami sab 'Rocket Misaeil'likhne Ka Maqsad Sirf Modern IT Awaam Ke Zehn-o-Fikhr Ko hazir Karna tha.& Jansheen sahab Meri Ye Nazm Mardan-e-Hind paheli Nazm thi Jo Maine sirf Panch ya chhe Minute me likhi di par darr is baat ka ki Yaar Koi aisa Jumla-alfaz kalam zuba'n se na nikal jaye jo kisi kaum ke khilaf ho aur Tehzib va shariyat Pesh-e-nazar rahe.'raza'
 
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #41 on: June 10, 2008, 10:13:48 AM »

"" Bhartiya Yoddha o Ke Pre-ra-na Srrot ""
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: June 10, 2008, 12:57:28 PM »
Bhaijaan,.
Aapne Sahi Kaha Ke Hume Khayal Rakhna Chahiye Ke Hamaari Shayari se Kisi ko Koi Takleef Na Pahoonche,.
Magar Sahi Likhne Ke Liye Kuch Gunjaaish Nahi Hai yaar,.
Waise aapki Likhak Ki Jitni Taareef Karein Kam Hai,.
Aapne bahoot Kam Waqt Mein Bahoot Hi Achcha Nazm pesh Kiya Hai,.
Yunhi Likhte rahiye,./
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: June 10, 2008, 01:02:52 PM »
Apni Maa Ke Aankh Ka Taara Tha Main,.
Duniya Mein Kisi Ka Pyaara Tha Main,.

Desh Ki Khateer Lootaa Di Jaan Apni,.
Apne Lahoo Se Desh Ko Nikhaara Tha Maine.

Ab Bhool Hai Kyunc Hum Shaheedon Ko sab,.
Aakhri Waqt Mein Bhi Dushmano Ko Khanjar Utaara Tha Maine,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #44 on: June 11, 2008, 09:38:56 AM »
 
  Carvaa'n Ka Carvaa'n Goom Ho Jaye
  Yeh Ho Nahi Sakta,
  Amir-e-Carvaa'n Tu Kahin Kis Kadar Raah Bhula Hain,
  Idhar Udhar Ki Baat Na karr,
  Muze Ye Bata,
  Ki Carvaa'n Kyoon loota..?
  Muze Rehzano se Garz Nahi,
  Teri Rehbari Ka Suwaal Hain..!!
                               - Raza
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:37:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer