A Salute To Shaheed Tippu Sultan,.

by Jaanasheen on May 26, 2008, 02:07:22 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Author  (Read 39711 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #60 on: June 24, 2008, 03:09:45 PM »
Beshak Tipu Bahoot Khush Naseeb the,.
waise Main bangalore Mein rehta hoon,.
Aur Haal hi Mein Yahaan International Airport launch Hua Hai,.
duaa karo Ki us Airport Ka naam,.
Tipu Sultan Terminal pade,.
Aameen,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #61 on: June 25, 2008, 05:55:19 AM »
Bhai Jansheen,
Main Dua Karta Hu Yahaa'n,
E Rabb-e-qadir Jansheen Ki Duaa
Kubuliyyat Ke DarJe Tak Ja Miley..
Waasta Hai Tuze Huzure Paak Ka,
Sarkar-e-Do-Aalam Ka..
Us Naam Ka K Jiske Sadaqe Me Be-Naamo Ko Naam Milaa,
Aamin Summa Aamin...

Aur Aub Padho Bhai Janasheen,
Main Kya Likta Hun,
Kuch Galat Ho To Bata dena,
Ahesaan Rahega Muj Par...

Last Mysore War : There were over 50,000 Soldiers
Contains 26000 East In.Co.- 4000 Europeans – Nizam
16000 & Marathas 4000 Fights Against Tipu with only
30000 Army.

Tipu Ka Churcha Labo’n  Pe Aam Hai,
Dil-e-Hindostani Mohabbat Me Sharshaar Hai,
Angrez Ho-Nizam Ho-Maratha Ho- Jo bhi Ho,
Gaddaro’n  Pe Khuda Ki La’anato Fatkaar Hai…

**********

Shahar-e-Mysore Ki Jahaa’n Me Is Kadar Shoharat Nahi Hoti,
Us Shahar Me Garr Hamara Tipu Paida Nahi Hota…

Na Jaane Hidostaa Ke MustaqBil Ki Haalat Kya Hoti,
Mansha-e-Angrez Ko  Tipu Ne Pehchana Nahi Hota..

Gulaman-e-Shaahe di Jame’ay Shahaadat Pi Ke Ye Bole,
Kisi Bhi Haal Me Imaan Ka Sauda Nahi Hota…

Shahe di : Huzur Sarkare Madina ( sallallahu Alayhe Wassalam )

**********

Mazaar-e-Tipu  Pe Rahemato’n  Ki  Bauzaar  Hai,
Farsh  Se Arsh  Tak  Faristo’n  Ki  Kataar  Hai,
Chaahne Wala  Sadaa Marr Ke Bhi Bedaar Hai,
Adaawat Rakne Wala Dil-e-Daag Daar Hai…

*********

Maysore Ka Wo Hai Tiger,
Nasib Ka Wo Hai Brighter,
Maidan Ka Wo Hai Fighter,
Talwaar Us ki Hai Lighter,
Dimaag Ka Wo Hai Master,
Sujaa’at Me Wo Hai Blaster,
Baazu’o Ka Wo Hai Tester,
Kitaab Ka Wo Hai  Writer,
Har Baat Me Wo Hai Faster…!!!

Writer : Tipu Ne Rocket Missaeil Par Kitab Likhi
Jiska Naam Fathul Mujahedin  ( Taramadal
Pet Or Galaxy Market ) Tha.

               ---- Salam Tuj Par E Shah-e-Mysoor

                                     --- Raza
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #62 on: June 29, 2008, 09:02:21 AM »
Subhan Allah Bhai Mohammed Ji,.
Aapne To Bahoot Hi Khoob Likha Hai,.
Inme Se Galtiyaan Hum Kya Dhoonde,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #63 on: June 29, 2008, 09:09:54 AM »
Talwaar Thi Jiski, Bijli Jaisi,.
Fauj Thi Jiski Toofaano Si,.

Jigar Tha Jiska Chattan Jaisa,.
Tha Gulaam Khudka Wo,
Na Baat Thi Usme Badshaahon Si,.

{hazarat Tipu Sultan Apne Sipaahiyon Ke Saath Bhi Doston Ki Tarah Raha Karte The,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #64 on: June 30, 2008, 04:15:46 AM »
Shukriya Bhai Azeem,
Bhai Azaeem aapne Durust Farmaya Hai,

Apne Hazrat-eTipu Ki,
Kya Baat Kahun..Azeem,
Muhabbat Se Labrez The,
Bado Ki Tazim Karte The,
Chhoto Par Safaqqat Se Pesh Aate The,
Aur Jaa-nisaro Se Bade Hi Pyare Andaj Me Mukhatib Hote The,

Bhai Azeem Wo Badshah Nahi The,
Wo To Shah The,
Wo To Din-daar The,
Wo To Dil-daar The...!

Aur Bhai Azeem Baat Nikli Hai
To Ye bhi Batadun Ki,
Badashah Wo Hai JO Awaam Pe Raaj Karta Hai,
Shaah Wo Hai Jo Dilo Pe Hukoomat Karta Hai,

Ye sufiyana Baat Hai,
Jo Aap Samjte Ho..

Aur Aakhri Do Misra : Tha Gulaam Khudka Wo,
                      Na Baat Thi Usme Badshaahon Si,.

Aur Last Aapki Ye Do Line se,
Sufiyana Andaj Jahir Hota Hai,
Iski Tafsir
Ek Tarikh soz - Mahir-e-Ilm-o-Fann,
Hi Samaj Sakta Hai..


Bhai Azeem Bahot Hi Khoob.
Subhan Allah.   


 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #65 on: June 30, 2008, 01:07:23 PM »
Subhallah Bahoot achche Andaaz se aapne Hume samjhaaya hain,.
and nice one,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #66 on: July 01, 2008, 05:10:54 AM »
Bhai Azeem,
Ye To Farz Hum Sabka Ki,
Ek Bhai Dusre Bhai Ko Talkin Kare,
Lekin aap Meri Galtiyo Par Parda Daal Dete Ho,
Apko Maloom  Hai Muje Nazam Ya Shayri Likhna Aata Nahi hai,
Fir Bhi aap Khamiya Nikalte Hi Nahi,
Aap bhi Kuch Samja ee a.

Aao Hazrat-e-Mysore Ki Baat se Tammat-Bil-Khair Kare

Allama Dr. Iqbaal Hindi Kasmiri Kehte Hai..

" Woh Mulk-o-Millat Ka Tha Nigehbaan.,
  JisKo Khuda Ne Kiya Harr Waqt Khabardaar "





Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #67 on: July 02, 2008, 12:32:23 PM »
Bhai Azeem,
Ye To Farz Hum Sabka Ki,
Ek Bhai Dusre Bhai Ko Talkin Kare,
Lekin aap Meri Galtiyo Par Parda Daal Dete Ho,
Apko Maloom  Hai Muje Nazam Ya Shayri Likhna Aata Nahi hai,
Fir Bhi aap Khamiya Nikalte Hi Nahi,
Aap bhi Kuch Samja ee a.

Aao Hazrat-e-Mysore Ki Baat se Tammat-Bil-Khair Kare

Allama Dr. Iqbaal Hindi Kasmiri Kehte Hai..

" Woh Mulk-o-Millat Ka Tha Nigehbaan.,
  JisKo Khuda Ne Kiya Harr Waqt Khabardaar "







Bhai Jaan Galtiyaan Ustaad Nikaalte Hain,.
Hum Bhi To Shagird Hain,.
Seekh Rahe hain,.
Waise Mujhe Nahi Lagta ke aapke Kalaam mein Koi Galtiyaan Hui Hongi Karke,.
Kyun Ki Maine Bahoot Pardi hai,.
Aapke Kalaamo ko,.
Waise Ye allam Iqbal Ji Ke Do Misre bahoot achche Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #68 on: July 02, 2008, 12:36:04 PM »
Shahenshaon Mein Na Koi Shahensha Tha,.
Tipu Aur Aurangazeb Ki Tarah,.
Jinhone Badshahat Mein Bhi Fakeeri Ki,.

Aurangazeb Ne Kabhi Na Khayi Mulk Ki Niyamath,.
Unhone To Taj Pehan Kar Bhi Mazdoori Ki,.

Aise Shahenshaaon Ko Salaam,.

________________________-Azeem-

Logged
Muhammed
Guest
«Reply #69 on: July 03, 2008, 06:18:34 AM »
Mere Bhai Azeem...

Khuda aapko Nawaaze..Apni Rehmato Se..Karam Se..Fazal se..
Is Baat K Liye Ki.,
Aapne Jo Do Naam Liye Hai.,

Ek Hazrat-e-Tipu
Aur
Ek Hazrat Mohiuddin Aurangzeb Aalamgir ( Rehmatullhe alyhim ajmaeen )

Ye Naam se Taarikh-e-Hindostan Fakhr Karti Hai..
Aur..,
Ye Galat Hai Ki Unke Bare Me Zooti Man ghadat Kahaniya Zalimo ne fela Rakhkhi
Hai.,

Aur Mere Bhai Azeem Ye Baat Chali Hai To Bata Dun Ki..

1. Hazarat-e-Faruk-e-Aazam.
2. Khalid Ibne Walid.
3. Nooruddin Zangi.
4. Sultan salahuddin Ayyubi.
5. Tariq Ibne Zyad.
6. Mohammad Bin Kasim.
7. Mahmood Gaznavi.
8. sultan Ghuari.
9. Aurangzeb Aalamgir.
10.Tipu sultan
11. Shaheed-e-Tehriq-e-Azaadi.

( Radiallahu Ta'alaa anhu Va Radu Anhu )

In Naamo Ke Bina Duniya Ki Harr Taarikh Adhuri Hai...!!!

                 Aise Shahaan-e-shaah Pe Laakho Salaam..
                                           
                                         -- Raza
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #70 on: July 03, 2008, 06:36:52 AM »
Bhai Azeem Kya aapko aisa lagta Nahi k.,
shayad apna Ye andaj Kisi Ko Pasand Nahi aa Raha..??
Baaki Dosto Ne Likna Band Kar diya Hai..??
Sirf Janasheen
Aur Raza..!!!!!!!!


 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #71 on: July 04, 2008, 01:26:01 PM »
Bhaijaan,.
Hume Dukh To Hai Ki Hamare Doston Ne Yahaan Par aaana band Kar Diya hai,.
Lekin Khushi Bhi Hai Ki Mujhe Aapka saath Yahaan Mila Hai,.
Waise,.
Hume bardhte Rehna Hai,.
Bhale Carwaan Apne Saath Ho na Ho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #72 on: July 04, 2008, 01:33:02 PM »
Shaan Bangaye Wo, Jaan Dekar Apni,.
Aise Shaheedon Ko Hum Kaise Bhulaa Paayenge,.

Hai Chan Log Jo Inka Zikar Bhi Nahi Karte,.
Aur Hum Inki Khurbaaniyaan Har Taraf Phailaayenge,.

____________________________-Jaanasheen-


Logged
Muhammed
Guest
«Reply #73 on: July 05, 2008, 05:03:09 AM »
Hai Chan Log Jo Inka Zikar Bhi Nahi Karte,.
Aur Hum Inki Khurbaaniyaan Har Taraf Phailaayenge,.


Waah..Waah
Bhai Azeem..Apne Sar-e-aam Ealan Kar Diya.

Josh-e-Mohabbat Zindabaad...!!!!
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #74 on: July 05, 2008, 05:12:40 AM »
Bhai azeem.,

Aa'la Hazrat Bareilvi Radiallhu Tabaarq va Ta'ala Anhu Kehte Hai.,

Past To Wo Kaise Ho Sakta Hai,Jis Ko Haqq Ne Buland Kiya.,
Saare Jahaan Me Un Ka Churcha Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai..!!

Inshallah Qayamat Tak Rahega..!!!
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:18:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer