A Salute To Shaheed Tippu Sultan,.

by Jaanasheen on May 26, 2008, 02:07:22 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
Print
Author  (Read 39743 times)
Muhammed
Guest
«Reply #75 on: July 05, 2008, 05:35:31 AM »
Bhai azeem.,

Aa'la Hazrat Bareilvi Radiallhu Tabaarq va Ta'ala Anhu Kehte Hai.,

Past To Wo Kaise Ho Sakta Hai,Jis Ko Haqq Ne Buland Kiya.,
Saare Jahaan Me Un Ka Churcha Kal Bhi Tha Aur Aaj Bhi Hai..!!

Inshallah Qayamat Tak Rahega..!!!


Fir Aa'la Hazrat Yun Kehte Hai.,

Khaaq Ho Jaaye Dushman Jalkar Magar Hum To 'Raza'.,
Dum Me Jab Taq Dam Hai,Zikra Unka Sunate Jaayenge....!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #76 on: July 14, 2008, 12:38:00 PM »
Subhan Allah Bhaijaan,.
Yaar Ye Do Kalaam Pardhkar To Hume Behat Khushi Hui,.
Aapse guzaarish Hai Ke yun Hi In Mashoor Shayaron Ke Kalaam pesh Karte Rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #77 on: July 14, 2008, 12:43:42 PM »
Bhool Jaayenge Agar Tumko Insaan To Kya,.
Tumhare Lahoo Ki Khusboo In Hawaaon Mein Hai,.

_______________________________-Azeem-


Logged
Muhammed
Guest
«Reply #78 on: July 17, 2008, 04:24:25 AM »
Bhool Jaayenge Agar Tumko Insaan To Kya,.
Tumhare Lahoo Ki Khusboo In Hawaaon Mein Hai,.


Bhai Azeem..Bhai Aapne To Hadith-e-Mustafa Sal-allahu alayhe Wa-Sallam Ki Tashrih Kar Di..Mukhtasar Ahadis Ki...
" Shahido Ke Kafan Kabhi Mela Nahi Hota "
" Shahido Ke Khoon Kabhi Shukhta Nahi "
" Shadido Ke Jism Ko Mitti Kha Nahi Sakti "
" Baad Shahaadat Unke Jism Se Mushq-o-Ambar Ki Khusboo Hawaao Me Chalati Rehati Hai..Aur Jahaan Se Unki Rooh Gujarati Hai..Fizaaaa O Me Lehar Aaaa Jaati Hai..Zameen Bhi Khusboodar HO Jaati Hai..
Aur Mehsoos Karne Waalo Ke Dil " Mo'attar " Ho Jaate Hai "......


Bhai Azeem Bahot Hi Imaani Soz Kat'aat Likha Hai Aapne..Subhan Allah


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #79 on: July 17, 2008, 02:50:17 PM »
Shukriya Bhaijaan,.
Aur In Hadeeson Ko Post karne Ke Liye Shukriya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #80 on: July 17, 2008, 02:54:48 PM »
Kasam Tumko Watan Waalon,.
Kabhi Mayoos Mat Hona,.
Mananaa Jashn-e-Aazaadi Na Mere Waaste Rone,.

Nigaahein Maut Se Bhi Hum Milaane Se Nahi Darte.,

_________________________-Sameer-

Logged
Muhammed
Guest
«Reply #81 on: July 18, 2008, 09:30:25 AM »
Bhai Azeem..Bahot Hi Khoob Hai Aapne Pesh Ki Huee Ye Lines.
 
Nigaahein Maut Se Bhi Hum Milaane Se Nahi Darte.,

Azeem Ye Baat Qu'raan Se Saabit Hai.,
Farman-e-Mustafa Se Saabit Hai.,
Puchh Lo Uoolma-e-din Se Bhi.,
Muftiyan-e-sha'rh-e-Matin Se Bhi.,
Ba-Roze Qiyaamat.,
Zamaane Waale Dekhenge.,
Khud Maut Ko Bhi Maut Aayegi.,
Siwaay Rabb Ki Rabubiyaat.,
Lekin...
Magar...
Allaah Ealaan Karta Hai.,
Qu'raan Me.,
" Va Ja Hedu Fi Sabil-lillahe Amvaat "
Yaa'ne.,
""..Jo Allah Ki Raah Me Shaheed Hu aa Use Murda Mat Kaho
Wo apni Kabro Me Zindaa Hai..Shaheed KO Maut Nahi Aati..""
Aub Jara Socho.,
Bhai Azeem.,
Bhai Raza.,
KHuda Ka Farmaan....
Khuda Ka Ealaan.....
Fir Kyon Nahi Samajte.,
Sub Nadaan.,
Shaheedo Ke Maqaam......!!!

Allah Ne Shaheedo Ko KabhiNa Khatm Hone waali Hayat-e-Javedani Bakhshi Hai

Maut Ko Bhi Maut Milni Hai.,
Shaheed Ko Hayaat-e-Javedani Hai.....


Bhai Azeem...Aap K Sher Ki Maine Fir Tashrih Karr Di..Bahot Khoob Bhai Sammer K Liye Bhi.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #82 on: July 18, 2008, 03:55:42 PM »
Shukriya Bhai jaan,.
Hume Maloom Kar Wane Ke Liye,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #83 on: August 12, 2008, 06:16:44 AM »
Mootthi  Me Teri Gardish-e-Aflaq-o-Zamee’n Hain
Dushman  Ki  Kasarat  Kaa  Tuze Khuaf Nahi Hain
Tu Mard-e-Musalmaa Hein..! Tu Paygaam-e-Amal De
Uoth......!  Aur Zamaane Ke Muqaddar Ko Badal De

                            -- Salam Tuz par E shah-e-zamaan
                       
                              || Raza ||
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #84 on: August 20, 2008, 09:37:35 AM »
Waah,.
Nikli Hai Dil Se Mere Pardhkar Tumharaa Kalaam.,
Jee Chahta Hai Choom Loon Tumhaare Haaton Ko,.

Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:38:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer