Aaj Ka Mera Desh

by Roja on April 08, 2007, 10:02:15 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 17
Print
Author  (Read 16546 times)
syednaami
Guest
«Reply #90 on: May 29, 2008, 04:04:08 PM »
Ji Azeem Dost, jo haqiqat hai wohi bayan ki hai...


Zulm jahan bhi hota hai, ghamgeen sabko karta hai, bas Allah Sab ko apni Hifz-o-Amaan men rakhe aur Sab ho hidaayat de ki seedhi raah par chalen, ameen.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERA DESH....MERA JAHAN..!!!!!!!! by badnaam_shayar in Shairy-E-Watan
Mera Desh by Shayaries_King in Share:Patriotic Poetry
------ /// Desh Mera Mahaan /// ----- by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri
Mera Desh India by songwriter_123 in Share:Patriotic Poetry
Sonia01
Guest
«Reply #91 on: May 30, 2008, 02:59:12 AM »
Ji Azeem Dost, jo haqiqat hai wohi bayan ki hai...


Zulm jahan bhi hota hai, ghamgeen sabko karta hai, bas Allah Sab ko apni Hifz-o-Amaan men rakhe aur Sab ho hidaayat de ki seedhi raah par chalen, ameen.

Summaameen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #92 on: June 01, 2008, 10:18:31 AM »
Aaamen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #93 on: June 01, 2008, 10:32:18 AM »
Thi Mitti Jiski Sone Jaisi,.
Haalat Hogayi Hai Aaj Rone Jaisi,.

Sabne Loota Mere Desh Ko, Aaj Bhi Loot Raha Hai,.
Dhaage The Kachche Iske, Zaat Ki Aag Se Toot Raha Hai,.

Dekh Rahe Hain Sab Ek Nazar Se Tarakhi Iski,.
Mitt Na Paayi Abtak "Azeem" Gareebi Iski,.

Ye Hai Dostonm Aaj Ka Mera Desh,.

_____________________________-Jaanasheen-

 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #94 on: June 01, 2008, 11:02:50 AM »
Thi Mitti Jiski Sone Jaisi,.
Haalat Hogayi Hai Aaj Rone Jaisi,.

Sabne Loota Mere Desh Ko, Aaj Bhi Loot Raha Hai,.
Dhaage The Kachche Iske, Zaat Ki Aag Se Toot Raha Hai,.

Dekh Rahe Hain Sab Ek Nazar Se Tarakhi Iski,.
Mitt Na Paayi Abtak "Azeem" Gareebi Iski,.

Ye Hai Dostonm Aaj Ka Mera Desh,.

_____________________________-Jaanasheen-



 


Bohat hi khoob likha hai Azeem bro... Clapping Smiley


 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #95 on: June 01, 2008, 11:33:13 AM »
Shukriya Didi,.
Logged
syednaami
Guest
«Reply #96 on: June 01, 2008, 02:35:55 PM »
Thi Mitti Jiski Sone Jaisi,.
Haalat Hogayi Hai Aaj Rone Jaisi,.

Sabne Loota Mere Desh Ko, Aaj Bhi Loot Raha Hai,.
Dhaage The Kachche Iske, Zaat Ki Aag Se Toot Raha Hai,.

Dekh Rahe Hain Sab Ek Nazar Se Tarakhi Iski,.
Mitt Na Paayi Abtak "Azeem" Gareebi Iski,.

Ye Hai Dostonm Aaj Ka Mera Desh,.

_____________________________-Jaanasheen-

 


Achha likha hai Azeem bhai saahib, par kuchh ziyada hi likh diye... Haqeeqat iske thoda baraqs bhi hai... Development Technology aur buhat si nayi jiddaten aayi hain unke baare men bhi likiye zara... Optimistic I say...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: June 02, 2008, 12:06:26 PM »
Achha likha hai Azeem bhai saahib, par kuchh ziyada hi likh diye... Haqeeqat iske thoda baraqs bhi hai... Development Technology aur buhat si nayi jiddaten aayi hain unke baare men bhi likiye zara... Optimistic I say...

Tarakhi Hui Hai Desh Ki, Phir Bhi Log Yahaan Ke Bekaar Hai,.
Hospitals Bane Hai Buland Lekin, Mareez Phir Bhi Beemaar Hai,.

Kaisi Tarakhi Hai Ye "Syed Naami", Hume Bhi Bataao,.
Bas Rang Rang Badlaa Hai Dost, Aaj Bhi Desh Mera Lachaar Hai,.

_________________________________________-Jaanasheen-

Mere Bhai Aap Shayad Ek Aaankh Se Desh Ko Dekh Rahe Hain, agar Aap Dodo Aankh Se Dekhte To aap Ko Bhi Aaj Ke Desh Ki haalat Maloom Hoti,.

Waise Tarakhi To Ki Hai Mere Desh Ne, Lekin Gareeb Aaj Bhi Gareeb Hain,.

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #98 on: June 04, 2008, 08:41:36 AM »


 
Tarakhi Hui Hai Desh Ki, Phir Bhi Log Yahaan Ke Bekaar Hai,.
Hospitals Bane Hai Buland Lekin, Mareez Phir Bhi Beemaar Hai,.

 
Bas Rang Rang Badlaa Hai Dost, Aaj Bhi Desh Mera Lachaar Hai,.

_________________________________________-Jaanasheen-

 

Waise Tarakhi To Ki Hai Mere Desh Ne, Lekin Gareeb Aaj Bhi Gareeb Hain,.




Very nice lines Azeem bro..  Applause



Tarakhi hue hai desh ki phir bhi log kam ke talaash  kar rahe hai
Dawakhane mein raqam ki laalach hoti hai gareeb dukhi hote hai

Aaj patshala toh khule hai magar log paise nahi de paate hai
Admission toh khule hai magar patshala pe seat nahi mil paate hai

Har ek waqt hum aage badh rahe hai par desh ki bhook badh rahi hai
Gareeb bhai wahin ke wahin hai gareebi nahi mitta paate hai

~honeyrose~
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #99 on: June 04, 2008, 10:19:51 AM »
Tarakhi Hui Hai Desh Ki, Phir Bhi Log Yahaan Ke Bekaar Hai,.
Hospitals Bane Hai Buland Lekin, Mareez Phir Bhi Beemaar Hai,.

Kaisi Tarakhi Hai Ye "Syed Naami", Hume Bhi Bataao,.
Bas Rang Rang Badlaa Hai Dost, Aaj Bhi Desh Mera Lachaar Hai,.

_________________________________________-Jaanasheen-

Mere Bhai Aap Shayad Ek Aaankh Se Desh Ko Dekh Rahe Hain, agar Aap Dodo Aankh Se Dekhte To aap Ko Bhi Aaj Ke Desh Ki haalat Maloom Hoti,.

Waise Tarakhi To Ki Hai Mere Desh Ne, Lekin Gareeb Aaj Bhi Gareeb Hain,.


Bahut sahi likha hai aapne Jaanasheen jee...Tarakki ho rahi hai...
Magar Aatangwad ka bhi tarakki huyi na.  sad5 Aatangwad ka shikar
aaj bhi ro rahe hai na  sad10


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: June 04, 2008, 02:13:28 PM »

 

Very nice lines Azeem bro..  Applause



Tarakhi hue hai desh ki phir bhi log kam ke talaash  kar rahe hai
Dawakhane mein raqam ki laalach hoti hai gareeb dukhi hote hai

Aaj patshala toh khule hai magar log paise nahi de paate hai
Admission toh khule hai magar patshala pe seat nahi mil paate hai

Har ek waqt hum aage badh rahe hai par desh ki bhook badh rahi hai
Gareeb bhai wahin ke wahin hai gareebi nahi mitta paate hai

~honeyrose~

Shukriya Sis And Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #101 on: June 04, 2008, 02:16:11 PM »

Bahut sahi likha hai aapne Jaanasheen jee...Tarakki ho rahi hai...
Magar Aatangwad ka bhi tarakki huyi na.  sad5 Aatangwad ka shikar
aaj bhi ro rahe hai na  sad10




Sahi Kaha Hai Aapne Sonia Ke Desh Ki Tarakhi Ke Saath Desh ke Dushman Bhi Mar Rahe Hain,.

Is Baat Pe Kuch Likhte Hain,.
Shayarana Andaaz Mein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #102 on: June 04, 2008, 02:27:43 PM »
Kehte Hai Sabhi Aatank Waad Inhe,.
Haal Inka Lekin, Kisi Ne Na Jaana,.

Kyun Bane Aatankwaad Ye, Na Poocha Kisine,.
Lage Hain Sab Inpar Tohmat Lagaana,.

Berozgaari Jab Bard Jaaye,.
Ghar Mein Bhooke Jab Marr Jaaye,.
Izaat Auroton Ki Sasti Pard Jaaye,.
To Pardta Hai Mazlumo Ko Aisa Kadam Uthaana,.

Agar Mil Jaaye Hqa Inhe Inka, To Kaisa Aatakwaad,.
Jab Dete Hain Jaan Fizool Mein Ye,.
Aata Hai Mohabbat Pe Inhe Bhi Jaan Lootaana,.

________________________________-Azeem-





Logged
Sonia01
Guest
«Reply #103 on: June 04, 2008, 03:06:39 PM »
Sahi Kaha Hai Aapne Sonia Ke Desh Ki Tarakhi Ke Saath Desh ke Dushman Bhi Mar Rahe Hain,.

Is Baat Pe Kuch Likhte Hain,.
Shayarana Andaaz Mein,.


Kin baathon pe roye hum
Apni berbadi ka kya sunaye
Kehte hai azaad desh hai hamara
Azaad desh ka kissa kya sunaye
Ek bomb vispot hua rail gadi me
Bina kasoor ka maare gaye kayee
Kisii maa ka laal mara
Kisii bacchi ka haat gaya
Kitno ka zindagi bekar hua
Bina kasoor ka kaid huwe hum, kya sunaye
Aaj ka Mera Desh ka haal kya sunaye



Logged
syednaami
Guest
«Reply #104 on: June 05, 2008, 03:34:22 PM »
Kehte Hai Sabhi Aatank Waad Inhe,.
Haal Inka Lekin, Kisi Ne Na Jaana,.
...............
Agar Mil Jaaye Hqa Inhe Inka, To Kaisa Aatakwaad,.
Jab Dete Hain Jaan Fizool Mein Ye,.
Aata Hai Mohabbat Pe Inhe Bhi Jaan Lootaana,.

________________________________-Azeem-

Kuchh sahih kaha kyun bante hain yeh aakhir....
Par jo inhen use karte hain wohi aise log talaash karte hain jo muflis aur ghurbaa hon, aur jhaansa dekar unhen apne tasallut main aise qiad karte hain ki woh aisi harkaten karte hain, jinse nuqsaan aur tabaahi aam janta ko hi naseeb hoti hai... Aam aadmi ka kya qasoor...?


Kin baathon pe roye hum
Apni berbadi ka kya sunaye
..................
Bina kasoor ka kaid huwe hum, kya sunaye
Aaj ka Mera Desh ka haal kya sunaye

Yeh qaatil khoon ke saodagar logon ki soch wahshiyana hoti hai, Rishte naate ki khabar hote huey bhi anjaan bante hain...
Bilkul Sach kaha Sonia01 aap ne... Allah taala in tabaahiyon se sab ko bachaaye aur inko sahih raah par chalaaye...
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 17
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:45:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer