Aisa Desh Hai Mera

by Jaanasheen on April 09, 2006, 09:17:11 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 7218 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Mere Desh Mein Jo Aaye Wo Desh Apna Bhoola De,..
Khurbaanion Se Paayi Hai Humne Azaadi,..
Kitno Ne Is Chaman Ko Loota Magar Phir Bhi Ye Sab Ko Dua De,..
Na Hai Aisa Desh Kahin Aur Na Hoga,.
Jiske Pyaar Ki Kahaniaan Sunakar Patharo Ko Pighla De,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERA DESH....MERA JAHAN..!!!!!!!! by badnaam_shayar in Shairy-E-Watan
Aisa Desh Hai Mera..Must Read......! by anjaansaya in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Aisa ho desh ka neta! by salma786 in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: April 11, 2006, 05:18:02 PM »
nice jshaeen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 12, 2006, 06:38:13 AM »
Shukriya Pooja Ji,..

Kasam Tumko Watan Waalon Kabhi Mayoos Mat Hona,..
Manana Jashan-e-Azaadi Na Mere Waste Rona,..
Nigahein Maut Se Bhi Hum Milaane Se Nahi Darte,..
Watan Ke Naam Pe Hum Sar Kataane Se Nahi Darte,..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: April 12, 2006, 04:26:32 PM »
good lines!!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #4 on: April 13, 2006, 06:30:22 AM »
Really nice Jaan Ji !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 13, 2006, 03:00:42 PM »
Na Karna Tum Afsos Watan Walon Ke Hum Mit Gaye,..
Humne Apna Aaj Mita Diya hai,..Tumhare Aane Wale Kal Ke Liye.,..
Bas Tum Itna Kaam Karna Ke Hamari Dii Hui Qurbani Ko,.
Bekaar Na Jane Dena, Desh Ko Aage Badhaana,..
Aur Sab Ko Pyaar Phailaaana,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #6 on: April 14, 2006, 12:20:49 AM »
Jaanasheen

Bahut khoobsurat ! wah ! wah !

Tum isi tarah sache dil se likhte raho !

Keep it up !

Pooja, Tosha tumne kyun nahi likha :evil:

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 14, 2006, 11:04:40 AM »
Shukriya Rajbir Bhai,..

Door Raho Chaho Tum Kitne Hi Barson,..
Mere Desh Se,. Bolo Kya Iski Mitti Ko Bhoola Sako Ge,..
Tum Chahe Basaa Lo Apna Ghar Koi Desh Mein,..
Magar Kya Mere Desh Ki Khushboo Laa Sako Ge,..
Agar Tum Bhoolana Chahte Ho Mere Desh Ko To Ho Nahi Sakta,..
Haan Lekin Khud Ko To Bhooola Sako ge,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 16, 2006, 02:46:18 PM »
Aisa Desh Hai Mera Jo sab Ko Pyaar Seekhata Hai,..
Dushmano Ko Bhi Dosti Ke Paat Pardhata Hai,..
Bahoot Naaz hai Mujhe Apne Desh Par,..
Jo Taj Mahal Ki Shakal Mein Pyaar Ki Nishaani Dikhata Hai,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #9 on: April 16, 2006, 02:56:53 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Aisa Desh Hai Mera Jo sab Ko Pyaar Seekhata Hai,..
Dushmano Ko Bhi Dosti Ke Paat Pardhata Hai,..
Bahoot Naaz hai Mujhe Apne Desh Par,..
Jo Taj Mahal Ki Shakal Mein Pyaar Ki Nishaani Dikhata Hai,..


Azeem

Shabash ! Bahut khoob !

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 16, 2006, 02:59:24 PM »
Shukriya Rajbir Bhai,.
Ap Reply Kyun nahi Karte,..
Logged
pyarikudi1983
Guest
«Reply #11 on: May 23, 2006, 03:15:40 AM »
Lovely!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 23, 2006, 09:09:52 AM »
Shukriya Pyari Kudi Ji,..

Dum Nikle Is Desh Ki Khateer Bas Itna Armaan Hai,.
Ek Baar Is Raah Mein Marna Sau Janmo Ka Samaan Hai,..
Dekh Ke Veeron Ki Qurbaani Apna Dil Bhi Bola,..
Mera Rang De Basanti Chola,..

Jis Chole Ko Pahan Shivaji Khele Apni Jaan Pe,..
Jise Pehan Jhansi Ki Raani Mit Gayi Apni Aan Pe,..
Aaj Usi Ko Pehan Ke Nikla Hum Mastaano Ka Tola,..
Mera Rang De Basanti Chola,..

_________________________________________-NM-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #13 on: May 23, 2006, 09:47:46 AM »
aisa desh hai mera jo pyaar seekhata hai,..
nice one Azeem bhai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 23, 2006, 09:52:21 AM »
Sahi Kahan Apne Kismat Ji,..

Aisa Desh Hai Mera Jo Pyaar Seekhata Hai,..
Aisa Desh Hai Mera Jo Pyaar Ke Naam Se Chalta hai,..
Pyaar Ki Misaalein Di hai Isne Zamaane Se,..
Phir Bhi Khatam Nahi Hui Pyar Ki Khusbuein Iski Khazaane Se,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:14:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer