Apne Des Me Ajnabi Hoon Main,.

by Jaanasheen on March 23, 2008, 12:35:48 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2559 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Apne Watan Mein Hoon Main Ajnabi Dekho,.
Hay" Meri Kismat Ki, Kaisi Berukhi Dekho,.

Khurbaan Karke Bhi Sab Kuch, Apna Naam Nahi,.
Ab Watan Waalon Ko "Azeem" Humse Kaam Nahi,.

Bheek Samajh Kar Dete Hain, Ye Haq Hamaara,.
Phir Bhi Kar Rahe Hain Hum, Aise Desh Me Guzaara,.

______________________________-Jaanasheen-,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tanhaai mein bhi karti hoon wafaa main apne sanam se. by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
Aaj Main Ajnabi Sa Ho Gaya Hoon (Neelu) by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Seh Chuka Hoon Main Apne MuQaddar Ke Dukh... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Main talashta hoon apne pyar ko... by diya786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Main Ik Ajnabi Hoon.... by sayani kuri in Shayri-E-Dard
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: March 23, 2008, 01:05:40 PM »
Bohat ache likhe hai Azeem... Applause

Ajnabi mein bhi hue hamesha mere desh se
Kya karen hum iss dil ki khwaish rahe ke
Kabhi na chaha juda hoghe hum mere desh se
Takdir ka faisla na badal sake hum mere desh se
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 23, 2008, 01:11:19 PM »
Shukriya Didi,.
And Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 04, 2008, 03:06:12 PM »
Milti Nahi Naukri Hume Zindagi Guzar Karne Le Liye,.
Netaaon Ke Bachche Dekho, Aaiyaashi Mein Doobe Hain,.

Bachaate Hain Hum Ek Do Rupaiye, Bus Mein Safar Karne Ko,.
Inke Bachche Marcedese Benz Mein Goomte Hain,.

Aur Jab Hum Haq Maangne Ke Liye Awaaz Lagaate Hain,.
To Hume Yahaan Ke Log Jaane Kyun Dehshatgar Banaa Dete Hain,.

__________________________-Ek Pukaar Dehshatgaron Ki,.
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #4 on: June 04, 2008, 03:10:14 PM »
Milti Nahi Naukri Hume Zindagi Guzar Karne Le Liye,.
Netaaon Ke Bachche Dekho, Aaiyaashi Mein Doobe Hain,.

Bachaate Hain Hum Ek Do Rupaiye, Bus Mein Safar Karne Ko,.
Inke Bachche Marcedese Benz Mein Goomte Hain,.

Aur Jab Hum Haq Maangne Le Liye Awaaz Lagaate Hain,.
To Hume Yahaan Ke Log Jaane Kyun Dehshatgar Banaa Dete Hain,.

__________________________-Ek Pukaar Dehshatgaron Ki,.


Wah kya likha hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 04, 2008, 03:22:34 PM »
Thank U Sonia,
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #6 on: June 04, 2008, 03:30:59 PM »
Thank U Sonia,

Welcome Azeem bro...
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: June 04, 2008, 05:04:08 PM »
Nice ones Azeem !
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #8 on: June 05, 2008, 10:10:19 AM »
Apne Watan Mein Hoon Main Ajnabi Dekho,.
Hay" Meri Kismat Ki, Kaisi Berukhi Dekho,.

Khurbaan Karke Bhi Sab Kuch, Apna Naam Nahi,.
Ab Watan Waalon Ko "Azeem" Humse Kaam Nahi,.

Bheek Samajh Kar Dete Hain, Ye Haq Hamaara,.
Phir Bhi Kar Rahe Hain Hum, Aise Desh Me Guzaara,.

______________________________-Jaanasheen-,.


JANSHEEN, AAPKE JAJBAATO KEE KADAR KARTE HAI HAM

kyo gunhgarr samjte hao homko
ye to dastoor pooraanaa hai
barsoo pooranee hai kahanee ye
jab bhaayee ne bhayee ko maaraa hai
dilo me hamare jhankar dekho
ham ladte rahe isse tarah
are barso pooraane gulamee ko dekho
ham to kahade to barso se bahe failaye
ek bar seene se laga ke to dekho

netra....
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #9 on: June 05, 2008, 10:21:55 AM »
Bohat ache likhe hai Azeem... Applause

Ajnabi mein bhi hue hamesha mere desh se
Kya karen hum iss dil ki khwaish rahe ke
Kabhi na chaha juda hoghe hum mere desh se
Takdir ka faisla na badal sake hum mere desh se


kya rishta hai hamara tumse
jo haath mang to ho tum hamse
kyo dete ho galee ajnabee kah kar
kya hooyee khoi khata hamsee..

gulistaa ke fool khilate hai tum bhee ham bhee
gulab khilate to tum, chandnee mahkate hai ham bhee
hooe the dhamake bambo ke dehs me
oothee the arthiyyaa
kai maiyyate bee nikle the desh me

aye dost gar ansoo tumne bhee bahayee the,
kahi kise kon me baith ham bhee roye the....


netra....
 
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #10 on: June 05, 2008, 01:27:54 PM »
JANSHEEN, AAPKE JAJBAATO KEE KADAR KARTE HAI HAM

kyo gunhgarr samjte hao homko
ye to dastoor pooraanaa hai
barsoo pooranee hai kahanee ye
jab bhaayee ne bhayee ko maaraa hai
dilo me hamare jhankar dekho
ham ladte rahe isse tarah
are barso pooraane gulamee ko dekho
ham to kahade to barso se bahe failaye
ek bar seene se laga ke to dekho

netra....


Wah ji wah .... Kya likha hai aapne Netra jee. Bahut acche
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 08, 2008, 10:37:39 AM »
Shukriya Netra./
Celmira Ji,.
And Nice One,.
Netra Bhai./
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 08, 2008, 10:43:47 AM »
Aye Desh Ke Logon Kyun Mujhe, Tum Apna Maante Nahi,.
Kya Tum Hamaari Khurbaaniyon Ko Jaante Nahi,.

Humne Bhi Kataai Hai Gardan Apni, Azaadi Ke Liye,.
Banaaye The Humne Bhi Jaal, Angrezon Ki Barbaadi Ke Liye,.

Aaj Apni Haalat Kuch Aisi Hai, Ke Milta Nahi Hume Haq Hamaara,.
Jab Maangne Nikalte hain Apne Huqooq, Kehte Hain Ki Padosi Mulk Hai Tumhaara,.

Kyun Musalmaano Ko Yun Sataati Hai Hukumat,.
Jab Haq Nahi Milta, To Uthaate Hain Ye Talwaar,
To Keh Dete Hain Inhe, Log Yahaan ke Dehshatgaar,.

________________________________________-Azeem-
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #13 on: June 08, 2008, 06:14:49 PM »
Bohot khoob azeem bhai honey ji netrapal ji bohot achchha likha he aap logon ne.
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #14 on: June 09, 2008, 08:46:13 AM »
Aye Desh Ke Logon Kyun Mujhe, Tum Apna Maante Nahi,.
Kya Tum Hamaari Khurbaaniyon Ko Jaante Nahi,.

Humne Bhi Kataai Hai Gardan Apni, Azaadi Ke Liye,.
Banaaye The Humne Bhi Jaal, Angrezon Ki Barbaadi Ke Liye,.

Aaj Apni Haalat Kuch Aisi Hai, Ke Milta Nahi Hume Haq Hamaara,.
Jab Maangne Nikalte hain Apne Huqooq, Kehte Hain Ki Padosi Mulk Hai Tumhaara,.

Kyun Musalmaano Ko Yun Sataati Hai Hukumat,.
Jab Haq Nahi Milta, To Uthaate Hain Ye Talwaar,
To Keh Dete Hain Inhe, Log Yahaan ke Dehshatgaar,.

________________________________________-Azeem-


dhashatgaar n hota hai koi mulk
na sarookaar hai kisee majhab se
kuch to bhramit hai kurbanee se
kuch bikte hai noto kee haryaalee se
majbooree biktee hai kahee
karte  hai roshan aashiyaana apnaa
masoom beunahobegunaho ke lahoo se

ye to tohfa to angrejo ka
jo pyaa 200 saal kee gulaamee ka
ban gayaa kahee hindu to kahi pak
baha kar khoon masoomoka

kon nahi jantaa kurbaanee kisee kee
nahi bhoolta koi kurbaanee hameed kee
girtee hai lashe roj dhamo se aaj bhee
kahee hindoo kee kahee musalmaano kee

mano to ham hee tum hai, tum hee ham ho
aye jansheen kyo karte dil cholta
jank kar deho is dil me tum hee tum ho
tum hee tum hoo...........

netra....

Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:44:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer