GD
Arz Kiya hai
Yeh ishq nahi asaan hai yeh pyaar bada Mushkil
yeh ishq nahi asaan hai yeh pyaar bada mushkil
Hum to tere deewane hai
aur hamesha tera deewana rahega mera Dil
Arz kiya hai
Kuch log ishq ke maare doob jaate hai
Jinko ishq nahi hota woh zehar pikar mar jaate hai
Aye Sanam hum aashiq hai tere bewafa nahi
Hum tere dil mein hamesha rahenge jab tak tum chaahoge
Agar Tum nahi mile to hum Moth ko gale laga lenge
Arz kiya hai
Main awara nahi main badal nahi hoon main aashiq
Tere naam ka
Main paagal hoon ya aashiq hoon bas deewana
Tere naam ka
Arz kiya hai
Teri Aankhon se peeloo Sharaab
Tere Hoton se peeloo Jaam
Seene se lagalo aur
Tere Dil mein likhdoo mera naam
Arz kiya hai
Kuch Laila bane Kuch Majnu bane
Kuch Heer bane kuch Ranjha bane
Kuch Adam bane kuch Eve bane
Magar hum kya bane yeh to rab hi jaane
Aur hamaara mohabbat hi jaane
Arz kiya hai
Jabhi main teri in aankhon mein dekhta hoon
To main in mein khojaata hoon
Jabhi main teri Hoton ko Chhoota hoon
To aisa lagta hai ke tere hoton pe mera naam basa hai
Jabhi main tumhe seene se lagata hoon
To aisa lagta hai ke tumhaare dil ne mere dil ko pukaara hai
Jabhi main tumhaare in baalon ko Chhoota hoon
To phool barasne lagte hai
Arz kiya hai
Aye mehbooba mujhe itna Tarpao mat
Aye Dilruba mujhe itna Satao mat
Aye Jaan tumne kiye the Vaada
Kab Aaoge Kya hai Iraada
Kab milne ko Aaoge
Arz kiya hai
Duniya mein kitni bhi hai Nafrate
Phir bhi Dilo mein hai Chaahate
Duniye mein kitni bhi hai Nafrate
Phir bhi dilo mein hai Chaahate
Mar bhi Jaaye Yaarwale
Mit bhi jaaye Pyaarwale
Zinda Rehti hai unki Mohabbatein
Zinda rehti hai unki Mohabbatein
Arz kiya hai
Kabhi kabhi mera mann aur mera dil tumhaare saath
Kuch pal beetna chahte hai
Kuch Pal geet gaana chahte hai
Kuch pal baatein karna chahte hai
Kuch pal tumhaari aankhon mein khojaana chahte hai
Arz kiya hai
Oh meri Sapno ki rani
Chahe tum Hindustan mein ho ya Ragestan mein
Tum jaha bhi ho jald se aajao
Mere dil ko teri hai zaroorat