Aye Mere Bichde Watan,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 09:49:19 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2312 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Charon Tarah Na Jaane Kyun Udaasi Chaai Hai,.
Kal Ki Tarah, Aaj Bhi Mujhe Apne Watan Ki Yaad Aaai Hai,.

Dhoondi Iski Mitti Ki Khushboo Pardes Mein, Na Kahin Paai Hai,.
Khushboo Mitti Ki Apni, Yahan Sone Me Bhi Na Nazar Aaai Hai,.

Kaisa Desh Hai Apna Bhi Jo Kisi Desh Mein Nazar Aata Nahi,.
Har Ek Ke Dil Mein "Jaanasheen" Apne Desh Ki Chahat Samaai Hai,.

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Pyare Watan by honeyrose in Shairy-E-Watan « 1 2 3 4 5 »
Tujh Se Bichde Hue .................Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Jannat Se Kam Nahin Hai Too Mere Liye Watan (Geet) by ziaulhaq in Shairy-E-Watan
¤Jo bichde hum to kya kahiye¤Yasir Inam by Yasirinam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
MERE WATAN KA HAAL KAISA HAI..SOUDAGAR by soudagar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
muskan_bye
Guest
«Reply #1 on: November 20, 2007, 01:37:49 PM »
Apne watan ko yaad karna
aapke dil mein watan ke liye pyaar ayaa hai
ye aap ke ehsaas ne hume bataya hai
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #2 on: November 20, 2007, 01:39:50 PM »
Aap ne jo watan ke liye bichdi yaad farmai
iske liye humne aap ko apni baat batai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 20, 2007, 01:43:21 PM »
Nice One,.

Kya Jaano Tum Ke Ehsaas Dil Ke Kis Tarah Rote Hain,.
Paakar Bhi sab Kuch Pardes Me, Apne Desh Ki Khushi Khote Hain,.

Tumhe Shayad Maloom Nahi Bichardne Ka Gham Watan Se,.
Gairon Ke Desh Mein Eid, Deewaali Karke Bhi Hum Mayoos Hote Hain,.

______________________________________________-Jaansheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #4 on: November 20, 2007, 03:44:57 PM »
very nice jaanasheen ji

Jante hai is derd ka matlab
jo ki aapko bhi hai apni jaan se bhi  pyara
hum jante hai is ehsaas ko jo ki aap ke dil mein hai abhi tak, mayoos na hoiye zindagi mein agar kuch khote hai
toh kuch pate bhi hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 21, 2007, 12:59:41 PM »
Greart Muskan Ji,.
And Thank U,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #6 on: November 21, 2007, 04:48:40 PM »
Your welcome jaanasheen ji
and very very thank you

aapne badi deer baad msge diya
hum samjhe aap hume bhool gaye
or hum samjhe aap msge padna hi bhool gaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 23, 2007, 09:42:40 AM »
Yun Na samjhe Ke Hum Bhoole Hain Aapko,.
Aapki Bhi Yaad Judi Hai Watan Ke Saath,.

Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #8 on: November 23, 2007, 01:53:36 PM »
Zindagi mein hum agar kuch samjh jate hai toh
aap hume batalaiye ki  hume kyu aisa laga hume samjhaiye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 24, 2007, 11:26:25 AM »
Agar Samhaane Ka Saleekha Aaat Hume,.
To Humse Koi Khafaa Na Hota,.
Hum Bhi Paas Hote Uske Watan Me,.
Koi Humse Iskadar Na Judaa Hota,.

_____________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #10 on: November 24, 2007, 11:31:12 AM »
Jo aap se khafa hai hum usay mana lenge
is watan ke liye aap ke liye sahi hum sab ko mana lenge
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: November 24, 2007, 12:12:04 PM »
Khudaa Kare Maan Jaaye Roothne Waala,.
Warna Hum Bhi Khafa Hojaayenge Zindagi Se,.

Ujaale Ki To Aas Nahi Rakhte Hum,.
Phir Bhi Jaane Kyun Mohabbat Hai Roshni Se,.

________________________-jaanasheen=
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #12 on: November 24, 2007, 07:19:28 PM »
Aap ki dua kabool ho jaye
aapko andhere mein bhi "Roshni" mil jaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 25, 2007, 12:18:38 PM »
Ameen,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: January 14, 2008, 06:51:39 PM »
nice lil bro...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:20:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer