Azaadi Ko Phirse Dohraayein,..

by Jaanasheen on July 25, 2007, 09:53:50 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1236 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Chaaya Hai Dekho Phirse Azaadi Ka Samaan,,.
Jhoom Raha Hai Dekho Phirse Hindustaan,..

Aao Sab Khushiyaan Manaayein,.
Azaadi Ko Phirse Dohraayein,..
Aao Sab Mil Jhulke Ab,.
Is Desh Ko Dulhan Banaayein,..

Azaadi Ko Phirse Dohraayein,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri azaadi by Talat in Miscellaneous Shayri
koi phirse na rulaade by neha17 in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Manana Jash-e-Azaadi Na Hamare Waste Rona,.. by Azeem Azaad in Shairy-E-Watan
Azaadi ke senani by @kaash in Shairy-E-Watan
aysa kar aye jindagi tu mujhe phirse bachpan me pohchade by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #1 on: July 25, 2007, 10:30:54 AM »
The most recent activity we have as New President of India.. is that your inspiration?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: July 25, 2007, 10:39:57 AM »
Not This Is Not For That,.
It Is For Independence
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #3 on: July 25, 2007, 12:50:06 PM »
bhoot khoob janasheen ji kafi dino bad.......

jashn ajadee ka hai jhoomta hai hindustaan
jashan udhar bhee jaha joomta hai khushi se pakistan
ullas hee ulaas hai sab tarf khush hai bacche bhee
sajtee hai mafile baite hai kadardaan hee kadardaan

gore aye the makkaree le kar dilo me apnee
n khoyee thee us wakt bhee hamne insyaniyat apnee
n pap tha koi dil me chain se jhoomta tha hindustaan
kardiye  do tukade kameeno ne mulk ke hamare
bana diya tha  hidustaan-pakistaan...........................

netra.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 26, 2007, 09:08:14 AM »
Quote from: "NETRAPAL"
bhoot khoob janasheen ji kafi dino bad.......

jashn ajadee ka hai jhoomta hai hindustaan
jashan udhar bhee jaha joomta hai khushi se pakistan
ullas hee ulaas hai sab tarf khush hai bacche bhee
sajtee hai mafile baite hai kadardaan hee kadardaan

gore aye the makkaree le kar dilo me apnee
n khoyee thee us wakt bhee hamne insyaniyat apnee
n pap tha koi dil me chain se jhoomta tha hindustaan
kardiye  do tukade kameeno ne mulk ke hamare
bana diya tha  hidustaan-pakistaan...........................

netra.....


Waah Bhai Jaan Kamaal Ka Likha Hai Sacchi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 26, 2007, 09:24:17 AM »
Watan Ke Do Tukde Jab Hue Batt Gaya Hindustaan,..
Magar Phir Bhi Dil Ek Hain Yahan Kya Hua Bangaya Jo Pakistaan,..

Loota Hazaaron Ne Ise Phir Bhi Pyaar Lootaane Ko Tayyar Hai ye,..
To Bolo Kyun Na Ho Saathiyn Mera Desh Mahaan,..

____________________________________-Jaanasheen-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 30, 2007, 09:40:05 AM »
Azaad Hokar Bhi Hum Ghulaam Hai,..
Kya Azaadi Isi Ka Naam Hai,..

Democracy Ka Daur Hai Ab,..
Magar Phir Bhi Communalism Aam Hai,..
Kya Azaadi Isi Ka Naam Hai,..

Kehta nahi Koi Ke Wo Hinduataani Hai,.
Har Koi Kehta Hai Main Hindu Tu Musalmaan Hai,..
Kya Azaadi Isi Ka Naam Hai,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: August 07, 2007, 12:50:36 PM »
Azaad Panchi Bankar Chalo Urdh Jaaye Kahin,..
Azaadi Ki Khushi Milkar Sab Phailaaye Kahin,..

Kaid Rehkar Pinjre Se Azaad Hue Hain,..
Azaadi Ki Khushi Chalo Phirse Dohraayein Kahin..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: August 07, 2007, 02:06:49 PM »
bahoot khoob Jannasheen and Netra ji!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 20, 2007, 01:21:04 PM »
Shukriya Didi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: August 20, 2007, 01:29:03 PM »
Azaad Panchi Hain Hum Azaad Watan Ke,.,..
Phir Bhi Apne Haq Ki Bheek Mangte Hain,.
Kya Yahi Azaadi hai,..
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:15:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer