BE INSAAFI KYUN MERI QAUM SE

by lakhwinder singh ashk on September 17, 2012, 08:31:59 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1343 times)
lakhwinder singh ashk
Guest
TERE INSAAF MEIN RANGO- NASAL KI BU AATI HAI
BARHA QALAM MERI GARDAN  HI  KI  JAATI  HAI
TERE BHI GHAR MEIN CHHUPE BAITHE HEIN QATIL KITNE
SHAKAL KYUN TUJH KO TERI NAZAR NAHIN AATI HAI
JO BHI ILJAAM THE MERE HI SAR KAR DIYE HO
SAZA KYUN HUM  KO  HI  SUNAAI  JAATI  HAI
GUNHAGARON KI FEHRIST UTHA KE DEKH TO ZARA
KYUN YEH BIJLI MERE GHAR PE HI GIRAAI JAATI HAI
KUCHH MEIN KAHTA HUN TO GUNEHGAR KAHA JAATA HAI
QATAL KAR DENE KI BISAAT BICHHAI JAATI HAI
YAAD KAR WO JO SAR KATAYE THE TERI KHATIR
AAJ HUM KO HI MITANE KI TARKEEB BANAI JAATI HAI
NA SAMAJ IS KHET KI BAAR KO MAT KAAT TU
KABHI APNI ARTHI KHUD BHI UTHAI JAATI HAI ?
 
                          LAKHWINDER SINGH ASHK
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
*Meri parchai kyun hai* by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Kyun Be-Asar Meri Dua Hui by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
kyun meri mohabat by smruti in Shayri-E-Dard
Kanoon to andha bechara bika hai badi na-insaafi se by piyushappy in Shairi - E - Zindagi
Qaum Ka Dard,. by Azeem Azaad in Miscellaneous Poetry in Punjabi
lakhwinder singh ashk
Guest
«Reply #1 on: September 17, 2012, 08:32:56 AM »
TERE INSAAF MEIN RANGO- NASAL KI BU AATI HAI
BARHA QALAM MERI GARDAN  HI  KI  JAATI  HAI
TERE BHI GHAR MEIN CHHUPE BAITHE HEIN QATIL KITNE
SHAKAL KYUN TUJH KO TERI NAZAR NAHIN AATI HAI
JO BHI ILJAAM THE MERE HI SAR KAR DIYE HO
SAZA KYUN HUM  KO  HI  SUNAAI  JAATI  HAI
GUNHAGARON KI FEHRIST UTHA KE DEKH TO ZARA
KYUN YEH BIJLI MERE GHAR PE HI GIRAAI JAATI HAI
KUCHH MEIN KAHTA HUN TO GUNEHGAR KAHA JAATA HAI
QATAL KAR DENE KI BISAAT BICHHAI JAATI HAI
YAAD KAR WO JO SAR KATAYE THE TERI KHATIR
AAJ HUM KO HI MITANE KI TARKEEB BANAI JAATI HAI
NA SAMAJ IS KHET KI BAAR KO MAT KAAT TU
KABHI APNI ARTHI KHUD BHI UTHAI JAATI HAI ?
 
                          LAKHWINDER SINGH ASHK
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 17, 2012, 09:26:42 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Ritesh Modi
Guest
«Reply #3 on: September 17, 2012, 09:44:49 AM »
 Applause very nice Applause
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #4 on: September 17, 2012, 10:23:53 AM »
TERE INSAAF MEIN RANGO- NASAL KI BU AATI HAI
BARHA QALAM MERI GARDAN  HI  KI  JAATI  HAI
TERE BHI GHAR MEIN CHHUPE BAITHE HEIN QATIL KITNE
SHAKAL KYUN TUJH KO TERI NAZAR NAHIN AATI HAI
JO BHI ILJAAM THE MERE HI SAR KAR DIYE HO
SAZA KYUN HUM  KO  HI  SUNAAI  JAATI  HAI
GUNHAGARON KI FEHRIST UTHA KE DEKH TO ZARA
KYUN YEH BIJLI MERE GHAR PE HI GIRAAI JAATI HAI
KUCHH MEIN KAHTA HUN TO GUNEHGAR KAHA JAATA HAI
QATAL KAR DENE KI BISAAT BICHHAI JAATI HAI
YAAD KAR WO JO SAR KATAYE THE TERI KHATIR
AAJ HUM KO HI MITANE KI TARKEEB BANAI JAATI HAI
NA SAMAJ IS KHET KI BAAR KO MAT KAAT TU
KABHI APNI ARTHI KHUD BHI UTHAI JAATI HAI ?
 
                          LAKHWINDER SINGH ASHK

good ji
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #5 on: September 17, 2012, 12:28:11 PM »
v v nice....
Logged
sbechain
Guest
«Reply #6 on: September 17, 2012, 05:31:23 PM »
TERE INSAAF MEIN RANGO- NASAL KI BU AATI HAI
BARHA QALAM MERI GARDAN  HI  KI  JAATI  HAI
TERE BHI GHAR MEIN CHHUPE BAITHE HEIN QATIL KITNE
SHAKAL KYUN TUJH KO TERI NAZAR NAHIN AATI HAI
JO BHI ILJAAM THE MERE HI SAR KAR DIYE HO
SAZA KYUN HUM  KO  HI  SUNAAI  JAATI  HAI
GUNHAGARON KI FEHRIST UTHA KE DEKH TO ZARA
KYUN YEH BIJLI MERE GHAR PE HI GIRAAI JAATI HAI
KUCHH MEIN KAHTA HUN TO GUNEHGAR KAHA JAATA HAI
QATAL KAR DENE KI BISAAT BICHHAI JAATI HAI
YAAD KAR WO JO SAR KATAYE THE TERI KHATIR
AAJ HUM KO HI MITANE KI TARKEEB BANAI JAATI HAI
NA SAMAJ IS KHET KI BAAR KO MAT KAAT TU
KABHI APNI ARTHI KHUD BHI UTHAI JAATI HAI ?
 
                          LAKHWINDER SINGH ASHK

bahut khoob....!
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #7 on: September 17, 2012, 07:34:43 PM »
bahut khoob.. Usual Smile
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #8 on: September 20, 2012, 01:26:30 AM »
very nice
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:06:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer