Bezubaano Ki Hum Zubaan Hote.......

by khwaish on January 08, 2009, 04:01:47 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3194 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #15 on: January 09, 2009, 06:04:26 PM »
...thaks a lot Khwaish...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil ki zubaan by yasir_sensitive in Shayri for Khumar -e- Ishq
AANKHOON KI ZUBAAN by mahesh_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bol do zubaan se by daljeet_faqeer in Shayri for Khumar -e- Ishq
*~Zubaan Se~* by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Ishq ki zubaan by salma786 in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: January 09, 2009, 06:45:39 PM »
dil ki baat kahe daali hai aapne,khwaishji...

agar amir insaan ,thoda bhi garib insaan ke liye sochte,
toh shayad yeh garib insaan,yeh raasta na chunte.
miljulkar sab agar rahete saath,
dehshat wali bhimari ki,kabhi nahin hoti baat.

Bahut Bahut Shukriya Cara..
aapne bhi Bahut khoob LIkha.. Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: January 11, 2009, 07:30:46 AM »
dil ki baat kahe daali hai aapne,khwaishji...

agar amir insaan ,thoda bhi garib insaan ke liye sochte,
toh shayad yeh garib insaan,yeh raasta na chunte.
miljulkar sab agar rahete saath,
dehshat wali bhimari ki,kabhi nahin hoti baat.

Bahut Bahut Shukriya Caraji..aap ne bhi Khoob likha Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: January 12, 2009, 06:35:34 PM »
Waah Waah,.
Bohat Hi Badhiya Hai,.
Khwaish Bhaiya,.
Nice One,.;

Subhan Allah,.

Bahut Bahut Shukriya Azeem Bro...aap Bhi Kuch Likhte To Acha Lagta..
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #19 on: January 13, 2009, 10:32:12 AM »
Yeh Parinde Bhi Gar Insaan Hote,
Hindu Hote,  Sikh Hote
Isaai Hote, Ya Musalmaan Hote...

Bant Jaate,Yeh Bhi Mazhabo Ke Naam par,
Inke Dilo Mein Bhi Sirf Darmiyaan Hote....

Dekh Kar,Aaj ke Halaat,Zameen Bhi Ro Uthi Hai,
Kehti hai, Kaash Hum Bhi Aasman Hote....

Deshat Si Hai, Har Ek Ke Dil Mein,
Kehte hai,"Agar Ghar Se Nikal Jaate Hum Uss Waqt,
To Hum Bhi Shayad Karvaan Hote...

Bhooke Pet Kabhi Kisi Se Dharm Nahi Nibhta,
Agar Gareebi na hoti To Ghar ka Bacha,
Aatankvadiyon ke Haath nahi bikhta..
"KHWAISH" Koi Dekhe,Dil Ki Aankhon se to,
Inki Rooh mein Bhi Majbooriyon Ke Nishaan Hote....

Mazhabi Ladaai Ka Naam Dekar Begunaaho ka Khoon Karne Walo,
Yeh Kyon Nahi Sochte,Kaash Hum Bhi Insaan Hote....

Har Ek ka Maalik Woh Khuda Hai,
Agar Insaan Ka Dil Saaf ho to,
Sunta Hai Woh,Har Ek Ki Fariyaad,
MANDIR MEIN PRAATNA,
GURDUWARA MEIN ARDAAS,
CHURCH MEIN  PRAYER,
MASJID MEIN AZAAN HOTE...

"khwaish" Hum sab aaj Akele se Reh Gaye hai,
Kyonki Hum sab Ko Saath rehna Na aaya...
Agar Aaj hum Sab Milkar Rahe,
To Bezubaano Ki Bhi Hum Zubaan Hote...


Subhan Allah mere Bhai Kya likha hai kasam se dil khush ho gaya hamara jiyo mere bhai !!

Qadeer Toopchi
Logged
salma786
Guest
«Reply #20 on: January 13, 2009, 11:10:57 AM »
Bahot khoob likha hai apne khwahish ji Applause clap: Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 13, 2009, 06:54:40 PM »
Subhan Allah mere Bhai Kya likha hai kasam se dil khush ho gaya hamara jiyo mere bhai !!

Qadeer Toopchi

Qadeer Saheb, Aap Ka Teh Dil Se Shukriya..Aap Ne Waqt Nikaala Aur Isse Padha, Woh Bahut Hai Iss Nacheez Ke Liye..Shukriya Aapki Duawon Ka..khuda Aap ko Bhi Hamesha Khush Aur Mehfooz Rakhe..Shukriya
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #22 on: January 13, 2009, 07:10:52 PM »
Aapki kalam sada hi umda likhti hai,khwaish ji,isme sandeh nahi.itna meetha sandesh aapne kavita ke maadhyam se ujaagar kiya hai,aapko badhai.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: January 20, 2009, 10:02:06 AM »
Bahot khoob likha hai apne khwahish ji Applause clap: Applause

Bahut Bahut Shukriya Salma Aapka.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:01:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer