Bharath Maa Ka Qatal Karna Chahata hai !!

by abdulqadeer on January 14, 2009, 05:01:56 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1098 times)
abdulqadeer
Guest

 Maafi Chahata hon Adhuri Ghazal Post kar raha hon Puri Ghazal Inshalla Kabhi Sahi Waqath Ane per Karonga !!

Bharath ma ka qatal karna chahata hai !!
daheshathgardh mere mulk me ghar karna chahata hai !!
jab nahi de saka apni begunahi ka saboot !!
to dekho ab wo jung karna chahata hai !!

ye kaisi shaitaniyath hai uski ye kya junoon hai !!
har begunha ka qatal karna chahata hai !!

daheshathgard mere mulk me ghar karna chahata hai !!

apni parvaz se wo mutma-in- nahi hai Qadeer !!
shayad isiliye mere parr kaatna chahata hai !!

Daheshatgard mere mulk me ghar karna chahata hai !!

Dossto Ye Ghazal Maine har wo mulk ke Qilaf Likhi hai jo mere Amann Pasand mulk hindustaan ki buland parvaz se na khuesh hokar uske Qilaaf Sazishen Banata raheta hai !! Aur ye Sirf Khuch Sher mai ne yahan post kiye hain Puri Ghazal Inshallah Sahi Waqath ane per app loog Sun Sakoge !!

Qadeer Toopchi

An Indian
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
qatal by Pooja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Jee Chahata Hai.. by yasir_sensitive in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
QATAL by luvable_vishal in Shayri-E-Dard
KUCH BAYAAN KARNA CHAHATA THA by ANKIT RAO in Shayri for Khumar -e- Ishq
Qatal Kiye Ja Rahe Hai Hum by Pooja in Shairi - E - Zindagi
cara
Guest
«Reply #1 on: January 14, 2009, 05:45:35 AM »
kya baat hai...qadeerji......

buri nazar se bharat ki, bulandiyo ko dekhnewala,
har jung mein bharat se harnewala,
ab dashat ka naya roop leke uttera hai,maidane jung mein,
moo-todh jawab dega bharat isko,iski shaetaani rang mein.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 14, 2009, 05:56:37 AM »
kya baat hai...qadeerji......

buri nazar se bharat ki, bulandiyo ko dekhnewala,
har jung mein bharat se harnewala,
ab dashat ka naya roop leke uttera hai,maidane jung mein,
moo-todh jawab dega bharat isko,iski shaetaani rang mein.

Thanks a lot cara ji !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 23, 2009, 05:00:36 PM »
Subhan Allah, Subhan Allah,.
Bohat Hi Badhiya Bhaijaan,.'

Intezaar Hai Mukammal Ghazal Pardhne Ka,.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #4 on: January 24, 2009, 11:09:04 AM »
Subhan Allah, Subhan Allah,.
Bohat Hi Badhiya Bhaijaan,.'

Intezaar Hai Mukammal Ghazal Pardhne Ka,.


Inshallah Bahoth Jald Padsakoge mumkamil Ghazal !! Thuda intezaar karo Mere chute bhai azeem !!

Qadeer Toopchi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 24, 2009, 02:28:40 PM »
Inshallah,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:40:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer