Bomb Blast's In Holy Places,..

by Jaanasheen on April 19, 2006, 12:01:56 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 6762 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: April 20, 2006, 06:35:53 AM »
Shukriya Doston Ke App Sab Ko Mera Kalm Pasand Aaya,..
Aur Pooja Ji apni Sahi Kiya Hindustaan Ko Edit Kar ke,.. Shukriya,..

Watan Hamara Lakhon Mein Ek Hai,..
Magar Naa Jaane Kyun Iske Dushman Hain Hazar,..
Iski Rang Aur Khoobsurti Dekh Kar,..
Chahta Hai Dil ke Ho Jaayein Is Par Nisaar,..
Lakhon Nishaanian Hain Is Mein Mohabbat Ki,..
Aur Lakhon Misaalein Hain Jo Seekhlaaye Pyaar,..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #16 on: April 20, 2006, 09:09:59 AM »
Hey Jsheen Good one again!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #17 on: April 20, 2006, 09:14:24 AM »
good one JAANASHEEN JI, NIRBHAY JI..aur POOJA JI aap to always acha likhti hain...aapko hi to padne chale aate hain MOHATARMA........

aur kuch likhne ja raha hoon.....aap sab is par gaur jaroor farmaiyega.....

Kuch bacche lashon ke dher par,
chad kar yeh kaha,
ki abhi khandaan baki hai.......
wo beshram zami bant kar khush the,
unse kaho abhi aasman baki hai....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #18 on: April 20, 2006, 09:32:55 AM »
Wah wah vicky Bhai...bahut sahi!!!!

Wo zameeen bant ke khush they
unse kaho abhie aasman baQi hai!!!


Wah Bahut hee khoob!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 21, 2006, 07:14:31 AM »
Bahoot Khoob Vicky Bhai,..

Chah Kar Bhi Baant Nahi sakta Koi Asmaan,..
Jisne Banta Zameen Ko Wo Sab The Nadaan,..
Banto Pyaar Ko Jo Seekhata Jeene Ka Sabak,..
Najaane Kyun Bante Hai Ye Sab Dilon Ko Dilon Ko Jordna Seekho,..
Phir Dekho Duniya Kitni Rangeen Hogi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: April 22, 2006, 09:15:12 AM »
Markar Bhi Tujhse Apna Karz Nibhaaoonga Main Aye Maa,..
ke Tune Hi Liya Hai Mujhe Godd Mein Marne ke Baad,.
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #21 on: May 22, 2006, 11:19:03 AM »
Wah jaanasheen saab apne to dil ki baat shayari mein kehdi bahoot sunder hai..

Baroodon Se Khelna Hum Bhi Jaante Hain..
Khelte Nahi Kyun Ki Mera Mulk Is Ke Khilaaf Hai..
Baha Sakte Hain Hum Bhi Khoon Masoomo ka.
Hume Bhi Sab Ki Jaanon Ka Lihaaz Hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: May 22, 2006, 11:25:51 AM »
Nice One Kismat Bhai ,...
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #23 on: May 22, 2006, 01:28:29 PM »
shukriya Jaanasheen Miaan-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: July 11, 2006, 01:03:52 PM »
Rota Hai Dil Mera Jab Dekhta Hoon,..
Apne Watan Ki Halat Akhbaaron Mein Aur T.V...
Ki Yahan Ye Hadsa Hua Wahan Ye Hadsa Hua,..
Kya Hum Log Isi Tarah Apni Zindagi Beetaayeinge,..
Kya Hamar koi Maqsad nahi,..
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #25 on: July 12, 2006, 02:48:40 PM »
Nice One Jaan Bhai-

Haal Dekh Kar Watan Ka Dil Mera Rota Hai-
Jaane Kyun Aksar Ye Aisa Hota Hai-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: July 14, 2006, 02:49:56 PM »
Quote from: "Kismat ke Maare"
Nice One Jaan Bhai-

Haal Dekh Kar Watan Ka Dil Mera Rota Hai-
Jaane Kyun Aksar Ye Aisa Hota Hai-


Shukriya Bhai,..

Hum Bhi Isi Baat Se Pareshaan Hain,..
Ke Aisa Kyun Hota Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: October 22, 2006, 09:36:59 AM »
Khakh Mein Mil Jaayenge Wo Log Jo Dushman Ban Baithe Hain Mere Watan Ke,..
Sab To Yahi Maante Hain Ki Ye Pyaar Phailaata Hai,. Magar Jisne Pyaar Se Dushmaano Ko Haaraya Ho,,
Usko Kisi Ko Khaakh Mein Milaana Mushki Nahi,..


Bahoot Khoob Rakesh,,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: October 31, 2006, 01:09:02 PM »
Shukriya Bhaijaan,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: October 29, 2007, 03:03:01 PM »
Hindustaan

Kyun Lardte Hain Log Watan Me Mere,.
Ye Kya Jaane Kiten Zakham Hai Badan Me Mere,.

Hain  Mere Gulistaan Mein Raunakhein Itni Ke Samaa Jaao,.
Aaur Hain Kaatein Bhi Jaane Kyun Chaman Me Mere,.

_____________________________-Jaanasheen-,.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:52:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer